% ISB File: DoDilonKiDaastan_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ajii pahalii mulaaqaat me.n nahii.n pyaar jataayaa karate}%
\film{Do Dilon Ki Daastan}%
\year{1966}%
\starring{Pradeep Kumar, Vyjyanthimala}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Raja Mehandi Ali Khan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10513 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ajii pahalii mulaaqaat me.n nahii.n pyaar jataayaa karate
jab haath diyaa hai haatho.n me.n nahii.n haath chhu.Daayaa karate \-2
ajii pahalii mulaaqaat \threedots

aur hasiin ho jaa_ogii gar pahanogii pyaar ke gahane
o pyaar ke gahane pahan kar dil me.n rahogii rahane
merii pahalii prem kii belaa maa.Nge tere dil me.n jagah
kitane hasiin aa.Nkho.n ne dekhe dil na kisii se bahalaa
ik la.Dakii kaa ik la.Dake se ishq hai pahalaa\-pahalaa
zaraa jaaduugaranii apanii pyaarii\-pyaarii aa.Nkhe.n na chhupaa
pichhale janm me.n shaayad maine pyaar kiyaa thaa tumase
piyaa\-piyaa o kyaa jiyaa terii baato.n pe fidaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{milatii hai nazar nazaro.n se agar}%
\film{Do Dilon Ki Daastaan}%
\year{1966}%
\starring{Pradeep Kumar, Vyjyanthimala}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%

% Contributor: Shashikant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Fri Jan 26, 1996
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com)

\printtitle
#indian

ra: milatii hai nazar nazro.n se agar sharmaate ho kyo.n, kyo.n, kyo.n
la: duniyaa kaa hai Dar nazaro.n se nazar Takaraate ho kyo.n, kyo.n, kyo.n

la: milate hii nigaahe.n diivaane, kyo.n machal gayaa dil teraa hai
ra: bas ye samajho ik bha.Nvare ne, tumhe phuul samajhakar gheraa hai
la: huu.N phuul agar bha.Nvaraa banakar, tarasaate ho kyo.n, kyo.n, kyo.n

la: jaao jii ham nahii.n dil dete, ham dekhe.nge kyaa kar loge
ra: ye achchhii tarah ham jaan gae, tum koii bahaanaa kar loge
la: phir ban\-Than ke is la.Dakii ke paas aate ho kyo.n, kyo.n, kyo.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
