% ISB File: Doctor_1941.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar}%
\film{Doctor}%
\year{1941}%
\starring{Pankaj Mullick, Ahinda Choudhary, Amar Mallick, Jyoti Prakash}%
\singer{Pankaj Mullick/ Pankaj Mullick, Bharati}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11991 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

aa haa haa
aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar
aa aa aa
aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar
gulashan me.n
gulashan me.n liye phuulo.n ke haar
aa aa aa
aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar
aa aa aa
aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar
aa haa haa

mere dil me.n bhii taazaa uma.nge.n ba.Dhii.n \-2
aarazuuye.n ba.Dhii aur kaisii ba.Dhii.n
liye phuulo.n ke haar
aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar
aa aa aa
aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar
aa haa haa

( mastii se Daalii jo yuu.N jhuum uThii.n
is mast se inakii aa.Nkhe.n la.Dii.n ) \-2
aaj har phuul par
aaj har phuul par hai na_ii taazagii
ra.ng chuukhaa anokhaa hai Kushbuu na_ii
andaliibe.n pukaarii.n jyuu.N hii ye sunaa
liye phuulo.n ke haar
aa aa aa
aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar
aa haa haa

aaj phuulo.n kaa bulabul se biyaah hone ko hai \-2
( aaj thaalo.n me.n sandal aane ko hai
aaj pyaalo.n me.n ubaTan aane ko hai ) \-2
aavo taraane chhe.De.n naye
aa_o mil\-jul ke gaane gaaye.n naye
aa_o shaadii rachaaye.n shor ham sab naye
hai ye shaadii na_ii
aa_o duniyaa badalane kaa din aa gayaa
liye phuulo.n ke haar
aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar
aa aa aa
aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aaj apanii mehanato.n kaa mujhako samaraa mil gayaa}%
\film{Doctor}%
\year{1941}%
\starring{Pankaj Mullick, Ahinda Choudhary, Amar Mallick, Jyoti Prakash}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Munshi Aarzoo}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12150 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

haay
( aaj apanii mehanato.n kaa
mujhako samaraa (?) mil gayaa ) \-2
kisame.n sukh khoyaa hu_aa thaa mai.n \-2
wo saharaa mil gayaa
aaj apanii

rah gayaa
aa
rah gayaa milane se kyaa
jab chain dil kaa mil gayaa
aa
phuul ye aadhaa gayaa
to baaG saaraa mil gaayaa
phuul ye aadhaa gayaa
to

suukhe patte
suukhe patte jhaa.D kar
sar\-sabz hote hai.n shazar
jitanaa kuchh luTataa rahaa
usase jiyaadaa mil gayaa
jitanaa kuchh luTataa

aarazuu
aarazuu taskiin\-e\-dil ko
aarazuu\-e\-ehatamaat
aa
ye naa socho kyaa na paayaa
ye kaho kyaa mil gayaa

aaj apanii mehanato.n kaa
mujhako samaraa (?) mil gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aapan jiiwan darapan nyaaraa}%
\film{Doctor}%
\year{1941}%
\starring{Pankaj Mullick, Ahinda Choudhary, Amar Mallick, Jyoti Prakash}%
\singer{Ila Ghosh}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{}%

% Contributor: Veena S Nayak (vnayak "at" acsu.buffalo.edu)
% Date: May 28, 1998
% Transliterator: BOL ANAMOL #11992 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

aapan jiiwan darapan nyaaraa \-2
isame.n samaayaa ruup tihaaraa
aapan jiiwan darapan nyaaraa
aapan jiiwan

jag kii sewaa jiiwan\-rakashaa
( jag kii sewaa jiiwan\-rakashaa
karmaa tumhaare dharm hamaaraa ) \-2
rogii man ko tumharii aashaa
jiiwan\-jal kaa tumahii se dhaaraa

man me.n samaayaa ruup tihaaraa
aapan jiiwan darapan nyaaraa

andhii aa.Nkh ko tumhaaraa darasan
dukh\-badarii me.n chamakataa taaraa
aa haa
bhakt ko bhii apanaa saa banaa do \-2
haath ho.n mere kaam tumahaaraa

man me.n samaayaa ruup tihaaraa
aapan jiiwan darapan nyaaraa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chale pavan kii chaal}%
\film{Doctor}%
\year{1941}%
\starring{Pankaj Mullick, Ahinda Choudhary, Amar Mallick, Jyoti Prakash}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: David Windsor

\printtitle
#indian

chale pavan kii chaal, jag me.n chale pavan kii chaal
yahii chaal hai jag sevaa kaa yahii jiivan sukhapaal
ho chale pavan kii chaal \threedots

is nagarii kii Dagar\-Dagar me.n
laakho.n hai.n ja.njaal
saKtii naramii sardii garmii
ek saa.Nche me.n Dhaal
ho chale pavan kii chaal, jag me.n \threedots

duHkh kaa naash ho sukh kaa paalan
dono.n bojh sambhaal
chubhate kaa.NTe pis pis jaae
phuul na ho paamaal
chale pavan kii chaal, jag me.n \threedots

kaT na sake yah lambaa rastaa
kaTe hazaaro.n saal
jahaa.N pahu.Nchane par dam TuuTe
hai, vahii kaal akaal
chale pavan kii chaal, jag me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Guzar gayaa wo zamaanaa kaisaa\-kaisaa}%
\film{Doctor}%
\year{1941}%
\starring{Pankaj Mullick, Ahinda Choudhary, Amar Mallick, Jyoti Prakash}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12147 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

Guzar gayaa wo zamaanaa kaisaa\-kaisaa
Guzar gayaa wo zamaanaa
kaisaa\-kaisaa
ha.Nsii\-Kushii kii bahaar thii jisame.n
Guzar gayaa wo zamaanaa
kaisaa\-kaisaa
Guzar gayaa

phuul tamannaavo.n ke jisame.n
qadam\-qadam par khilate the
ab wo hii rasataa uja.Daa ban hai
jisape hai aanaa\-jaanaa
kaisaa\-kaisaa
Guzar gayaa wo zamaanaa

ha.Nsataa hu_aa
ha.Nsataa hu_aa ek raaz hai jisase
konaa\-konaa roshan thaa
aisaa bujhaa ke
aisaa bujhaa ke dubaaraa jisako
minatin (?) nahii.n jalaanaa
kaisaa\-kaisaa
Guzar gayaa wo

gayaa zamaanaa
gayaa zamaanaa phir aayegaa
jaane waalii jaanegii
hamako na pahachaanegaa jo ko_ii
ham bhii \-2
ham bhii kyuu.N pahachaane.nge
aa jaa aa jaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kab tak niraas kii andhiyaarii ... bha_ii jagat ujiyaarii}%
\film{Doctor}%
\year{1941}%
\starring{Pankaj Mullick, Ahinda Choudhary, Amar Mallick, Jyoti Prakash}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12152 [V S Rawat]
% these are mentioned as two different songs in hfgk (2 & 3)

\printtitle
#indian

kab tak niraas kii
andhiyaarii
kab tak niraas kii
aas kii daamin damakaa degii
yahii badariyaa kaarii
kab tak niraas kii

suukhe pe.D kii Daar\-Daar hai
ras kii bharii pichakaarii
jaise laaj kaa ghuu.NghaT kaa.Dhe
ko_ii sundar naarii

aas kii daamin damakaa degii
yahii badariyaa kaarii
kab tak niraas kii

kajarii rain hii hot samajho
kaare nayan kii jyotii \-2
juganuu
juganuu ban ke chamak rahii hai
chhupii hu_ii ujiyaarii

aas kii daamin damakaa degii
yahii badariyaa kaarii
kab tak niraas kii

hu_aa bhii aisaa hii
niraashaa kii kaalii badariyaa uma.D\-ghuma.D ke barasii to
lekin usii me.n aashaa kii kiran phuuT pa.Dii
aur

bha_ii jagat ujiyaarii \-2
jhalak thii jisakii andhiyaarii me.n
yahii thii wo ujiyaarii
dekho
bha_ii jagat ujiyaarii

ban ga_ii kaajal jaagii aa.Nkh kaa
simaT ke rain andhiyaarii
bha_ii jagat ujiyaarii

( nainan\-jal se sii.nchaa thaa jisako
harii hu_ii wo kyaarii ) \-2
biga.Dii banaane waale tuune
rakh lii laaj hamaarii

bha_ii jagat ujiyaarii

ban ga_ii kaajal jaagii aa.Nkh kaa
simaT ke rain andhiyaarii
bha_ii jagat ujiyaarii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mahak rahii phulawaarii hamarii}%
\film{Doctor}%
\year{1941}%
\starring{Pankaj Mullick, Ahinda Choudhary, Amar Mallick, Jyoti Prakash}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12145 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

hai
mahak rahii phulawaarii hamarii
mahak rahii phulawaarii
jhuum rahii hai Daarii\-Daarii
Daarii\-Daarii
mahak rahii phulawaarii hamarii
mahak rahii phulawaarii

tezii\-tezii chalii
( tezii\-tezii chalii hawaaye.n
phuul\-phal bikharaaye ) \-2
man aashaa kaa pe.D sukhaayaa
dukh par dukh paho.Nchaaye
meraa banataa kaam naa biga.Daa
maut bhii thak ke haarii

mahak rahii phulawaarii hamarii
mahak rahii phulawaarii

sukh ke baadal
sukh ke baadal phir ghir aaye
biga.Daa kaam banaayaa
jiiwan\-jal ne baras\-baras ke
dayaa damaa palaTaayaa (?)
phir se mahakii phir se lahakii \-2
suukhii hu_ii har kyaarii

mahak rahii phulawaarii hamarii \-2
mahak rahii phulawaarii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
