% ISB File: Don_1978.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{are diivaano mujhe pahachaano ... mai.n huu.N ##Don##}%
\film{Don}%
\year{1978}%
\starring{Amitabh Bachchan, Zeenat, Helen}%
\singer{Kishor}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11279 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

are diivaano.n mujhe pahachaano.n kahaa.N se aayaa mai.n huu.N kaun \-2
( mai.n huu.N kaun ) \-2 ( mai.n huu.N ) \-4 kaun
##Don## \-5
( mai.n huu.N ##Don## ) \-2 ( mai.n huu.N ) \-4 ##Don##

are tumane jo dekhaa hai sochaa hai samajhaa hai jaanaa hai ( vo mai.n nahii.n ) \-2
logo.n kii nazaro.n ne mujhako yahaa.N jo bhii maanaa hai ( vo mai.n nahii.n ) \-2
aavaaraa baadal ko saudaa_ii paagaal ko duniyaa me.n samajhaa hai kaun
are diivaano.n \threedots

are yaaro.n kaa vo yaar huu.N yaarii me.n jaa.N luTaa de jo ( mai.n huu.N vahii ) \-2
dushman kaa dushman huu.N vo dushman ke chhakke chhu.Daa de jo ( mai.n huu.N vahii ) \-2
tum jaano naa jaano maine to jaanaa hai mahafil me.n kaisaa hai kaun
are diivaano.n \threedots

are maine kyaa sochaa hai kyaa Kvaab hai merii aa.Nkho.n me.n ( tum jaano naa ) \-2
maine bhii badalaa hai kyaa ra.ng baato.n hii baato.n me.n ( tum jaano naa ) \-2
chehare pe cheharaa hai parade pe paradaa hai duniyaa me.n samajhaa hai kaun
are diivaano.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bha.ng kaa ra.ng ... kha_i ke paan banaaras valaa}%
\film{Don}%
\year{1978}%
\starring{Amitabh, Zeenat}%
\singer{Kishore}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anjaan}%

% Credits: Satish Subraman (subraman@myria.cs.uma.edu)

\printtitle
#indian

##mmmmm prr prr (chews paan)##
are bha.ng kaa ra.ng jamaa ho chakaachak
phir lo paan chabaay
##humm humm## aahaa!
are aisaa jhaTakaa lage jiyaa pe
punar janam hoi jaay

o khaaike paan banaaras vaalaa \- (2)
khul jaae ba.nd akal kaa taalaa
khaaike paan banaaras vaalaa
khul jaae ba.nd akal kaa taalaa
phir to aisaa kare kamaal
siidhii kar de sabakii chaal
o chhoraa ga.ngaa kinaare vaalaa \- (2)
khaaike\threedots

are raam duhaaii, kaise chakkar me.n pa.D gayaa haay haay haay
kahaa.N Taa.Ng fa.Nsaaii, mai.n to suulii pe cha.Dh gayaa haay haay
kaisaa siidhaa saadaa mai.n kaisaa bholaa bhaalaa, haa.N haa.N!
are, kaisaa siidhaa saadaa mai.n kaisaa bholaa bhaalaa
jaane kaun gha.Dii me.n pa.D gayaa pa.Dhe\-likho.n se paalaa
miiThii chhuurii se, miiThii chhuurii se huaa halaal
chhoraa ga.ngaa kinaare vaalaa \- (2)

ek kanyaa ku.Nvaarii hamarii suurat pe mar ga_ii haay haay haay
ek miiThii kaTaarii, hamare dil me.n utar ga_ii haay haay
kaisii gorii gorii o tiikhii tiikhii chhorii, vaah vaah!
are kaisii gorii gorii o tiikhii tiikhii chhorii
karake joraa\-jorii, kar ga_ii hamare dil kii chorii
o milii chhorii to, milii chhorii to huaa nihaal
chhoraa ga.ngaa kinaarevaalaa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jay ho raadheshyaam kii ... ii hai bamba_ii nagariyaa}%
\film{Don}%
\year{1978}%
\starring{Amitabh Bachchan, Zeenat, Helen}%
\singer{Kishor}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11278 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jay ho raadheshyaam kii jay ho siyaaraam kii
aur jay ho bamba_iidhaam kii

ii he ii hai ii hai bamba_ii nagariyaa tuu dekh babuu_aa \-2
sone\-chaa.Ndii kii Dagariyaa tuu dekh babuu_aa 
( jaaduu\-Tone kii bajariyaa me.n ) \-2 maayaa kii nagariyaa me.n
badale jhaTapaT badale muqaddar kaa lekh babuu_aa
ii hai bamba_ii nagariyaa \threedots

o dekho duur\-duur se \-2 log duur\-duur se
ihaa.N aate hai.n daa.Nv lagaane \-2
des\-gaa.Nv chho.D ke priit\-pyaar to.D ke ( soyaa\-soyaa nasiibaa jagaane ) \-2
( are apanaa kyaa hogaa ) \-2 hogaa so hogaa
paasaa hamane diyaa hai phe.nk babuu_aa
ii hai bamba_ii nagariyaa \threedots

( o ko_ii maalaamaal hai ) \-2 ko_ii ta.ngahaal hai
zindagii hai ihaa.N kii niraalii \-2
maal kitanaa bharaa phir bhii dekho zaraa
ihaa.N har aadamii hai savaalii \-2
biga.Dii banaa le are biga.Dii banaa le
tuu ##cash## karavaa le apane muqaddar kaa ##cheque## babuu_aa
ii hai bamba_ii nagariyaa \threedots

ye shaharo.n me.n shahar hai shahar bamba_iivaa are vaah\-vaah bamba_iivaa
ye baat sabhii ulTii phir bhii vaah re bamba_iiyaa \-2
bin paanii kaa dhobii taalaab dekho dekho
ihaa.N retii pe paanii kaa bhaav dekho dekho
gho.Do.n pe karo.Do.n kaa daa.Nv dekho
hasiino.n se sabhii kaa lagaav dekho
ko_ii ba.ndar nahii.n hai phir bhii naam baandraa
##chrch## kaa ##gate## hai ( ##church## hai laapataa ) \-3
ajab hai ye ra.ng anokhaa hai Dha.ng na_ii hai tara.ng na_ii hai uma.ng
ko_ii ka.njuus hai ko_ii hai mala.ng
machii hai yahaa.N dekho aapas me.n ja.ng aahaa ( aapas me.n ja.ng ) \-2
de ghumaa ke are samundar me.n jaise hai ghul ga_ii bha.ng
ye ra.ng dekh ke mai.n ho gayaa da.ng
to kyaa samajhe
ii hai bamba_ii nagariyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jisakaa mujhe thaa i.ntazaar}%
\film{Don}%
\year{1978}%
\starring{Amitabh, Zeenat, Pran,  Iftikhar, Om Shivpuri}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11590 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	jisakaa mujhe thaa i.ntazaar jisake li_e dil thaa beqaraar
	vo gha.Dii ( aa ga_ii ) \-2
	aaj pyaar me.n had se guzar jaanaa hai
	maar denaa hai tujhako yaa mar jaanaa hai

	mujhape kyaa guzarii tuu kyaa jaane tuu kyaa samajhe o diivaane
	le ke rahuu.Ngii badalaa tujhase aa_ii huu.N dil kii aag bujhaane
	o qaatil merii nazaro.n se bach ke kahaa.N jaa_egaa
	diyaa hai jo mujhako vahii tuu mujhase paa_egaa
	vo gha.Dii ( aa ga_ii ) \-2
	tiir banake jigar me.n utar jaanaa hai
	maar denaa hai \threedots

ki \:	jaaduu teraa kisape chalaa hogaa kisii din ye faisalaa
	vo gha.Dii aa_egii
	jaanaa.N tuune abhii ye kahaa.N jaanaa hai
	kise jiinaa hai aur kisako mar jaanaa hai
	vo gha.Dii aa_egii \threedots

	hogaa teraa aashiq zamaanaa auro.n kaa dil hogaa teraa nishaanaa
	naaz na kar yuu.N tiir nazar pe aa_e hame.n bhii tiir chalaanaa
	jo hai khilaa.Dii unhe.n khel ham dikhaa_e.Nge
	apane hii jaal me.n shikaarii pha.Ns jaa_e.Nge
	vo gha.Dii ( aa_egii ) \-2
	vaqt aane pe tujhako samajhaanaa hai
	maar denaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye meraa dil yaar kaa diivaanaa}%
\film{Don}%
\year{1977}% 
\starring{Amitabh Bachchan, Zeenat, Helen}%
\singer{Asha}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: Nita
% Transliterator: Nita
% Date: 15 April 2000
% Comments: GEETanjali series

\printtitle
#indian

laa laa laa~

ye meraa dil yaar kaa diivaanaa
diivaanaa \- 2 pyaar kaa paravaanaa
aataa hai mujhako pyaar me.n jal jaanaa
mushkil hai pyaare teraa bach ke jaanaa
ye meraa dil yaar kaa diivaanaa \- 2

(dil vo chaahe jise chaahe jise use paaye
pyaar vo yaar ke jo naam pe hii miT jaaye) \- 2
jaan ke badale me.n jaan luu.N nazaraanaa
ye meraa dil yaar kaa diivaanaa \- 2

pal pal ik hal\-chal dil me.n ik tuufaa.N hai
aane ko hai vo ma.nzil jisakaa mujhe aramaa.N hai
bhuulegaa naa tujhe dil kaa ye Takaraanaa
ye meraa dil yaar kaa diivaanaa \- 2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
