% ISB File: DoojKaChand_1964.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaa.Nd takataa hai idhar aa_o kahii.n chhup jaa_e.N}%
\film{Dooj Ka Chand}%
\year{1964}%
\starring{Ashok Kumar, Bharat Bhushan, B. Saroja Devi, Chandrashekhar}%
\singer{Rafi, Suman}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10500 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

	chaa.Nd takataa hai idhar aa_o kahii.n chhup jaa_e.N
	kahii.n laage naa nazar aa_o kahii.n chhup jaa_e.N \-2

ra \:	phuul shaaKo.n se jhuke jaate hai.n ho.nTho.n kii taraf
	jho.nke bal khaa ke mu.De jaate hai.n zulfo.n kii taraf
	chho.D kar inakii Dagar aa_o kahii.n chhup jaa_e.N
	kahii.n laage naa nazar \threedots

su \:	mai.n hii dekhuu.N sajan duujaa na dekhe tohe
	kaa Kabar kaun sautaniyaa toraa man mohe
	o dil pe Daalo na asar aa_o kahii.n chhup jaa_e.N
	chaa.Nd takataa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mahafil se uTh jaanevaalo tum logo.n par kyaa ilzaam}% 
\film{Dooj Ka Chand}%
\year{1964}%
\starring{Ashok Kumar, Bharat Bhushan, B. Saroja Devi,Chandrashekhar}%
\singer{Rafi}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Ashok (ADhareshwar@WorldBank.org)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle 
#indian 

mahafil se uTh jaanevaalo.n, tum logo.n par kyaa ilzaam 
tum aabaad gharo.n ke bAsI, mai.n aavaaraa aur badanaam 
mere sAthI, mere sAthI, mere sAthI khaalii jaam 
mere sAthI khaalii jaam 

do din tum ne pyaar jataayaa, do din tum se mel rahaa 
achchhaa khaasaa vaqt kaTaa, aur achchhaa khaasaa khel rahaa 
hii hii ##(hollow laughter)## 
achchhaa khaasaa khel rahaa 
ab us khel kaa fikr hii kaisaa, vakt kaTaa aur khel tamaam 
mere sAthI \threedots

tum ne Dhuu.NDhii sukh kii daulat, mai.nne paalaa Gam kaa rog 
kaise banAtaa kaise nibhaataa, ye rishtaa aur ye sa.njog 
mai.n ne dil ko dil se tolA, tum ne maa.Nge pyaar ke daam 
mere sAthI \threedots

tum duniyaa ko behatar samajhe, mai.n pAgal khaarakhaar (?) huA 
tum ko apanA nahii.n nikalaa thA, khud se bhI bezaar rahaa 
hii hii ##(hollow laughter again) ##
khud se bhI bezaar rahaa 
dekh liyaa barkhaast (?) tamaashaa, jaan liyaa apanaa anjaam 
mere sAthI \threedots
mere sAthI khaalii jaam 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pa.nth nihaaruu.N ... pa.De barakhaa phuhaar}%
\film{Dooj Ka Chand}%
\year{1964}%
\starring{Ashok Kumar, Bharat Bhushan, B. Saroja Devi, Chandrashekhar}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10499 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

pa.nth nihaaruu.N Dagar buhaaruu.N nain bahaa_uu.N niir
suulii uupar sej piyaa kii kis vidh milanaa hoy

pa.De barakhaa phuhaar kare jiyaraa pukaar
dukh jaane naa hamaar bairan rut barasaat kii
pa.De barakhaa phuhaar \threedots

ut barase badaravaa kaare it barase do nain hamaare
haay miTii kajare kii dhaar luTaa man kaa si.ngaar
dukh jaane naa hamaar \threedots

dukh hamarii abhaagan priit ke vo hii jaane jo haaraa ho jiit ke
TuuTe sapano.n ke haar suunaa laage sa.nsaar
dukh jaane naa hamaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{phul\-gendawaa na maaro}%
\film{Dooj Ka Chand}%
\year{1964}%
\starring{Ashok Kumar, Bharat Bhushan, B Saroja Devi, Chandrashekhar}%
\singer{Manna Dey}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Chitralekha, Nov 23, 2003
% Transliterator: V S Rawat, Jan 22, 2004

\printtitle
#indian

haay
ajii phul gendawaa na maaro, na maaro
lagat karejawaa me.n choT

phul gendawaa na maaro, na maaro (2)
lagat karejawaa me.n choT

duu.Ngii mai.n duhaa_ii
kaahe chatur banat chhichhorii karat harajaa_ii

phul gendawaa na maaro, na maaro
lagat karej
t karej (3)
gat karejawaa me.n choT

he dahakaa hu_aa ye a.ngaaraa, a.ngaaraa haa.N
dahakaa hu_aa ye a.ngaaraa
jo gendawaa kahalaaye hai
ajii tan par jahaa.N gire paapii
wahii.n daaG pa.D jaaye hai
a.ng\-a.ng moraa piir kare aur kar ke kahe
phul gendawaa na maaro
phul gendawaa na maaro, na maaro
lagat karejawaa me.n choT

he phul gendawaa na maaro
ajii phul gendawaa na maaro
phul gendawaa na maaro \-2
ma_ika
na maaro \-3
phul gendawaa na maaro, na maaro
lagat karejawaa me.n choT

ruk jaa_o \-5
na sataa_o mohe julamii balam, o balam \-2
maan jaa_o, binatii abalaa kii
dekho\-dekho ab duu.Ngii mai.n duhaa_ii
kaahe chatur banat chhichhorii karat harjaa_ii

phul gendawaa na maaro
na maaro na maaro na
pa pa dha 
dha dha dha ni dha
pa ma dha pa ma
ga ma ga re sa
sa sa sa sa sa sa 
phul gendawaa na maaro

na maaro (6)
lagat karejawaa me.n choT
karejawaa me.n choT (2)
sa ga ga re re sa
sa ma pa ma ga ga re sa sa ni 
sa dha dha dha sa pa pa pa sa pa sa pa sa 
pa ni ma
phul gendawaa na \-3
na maaro \-3

arre phul gendawaa na maaro, na maaro
lagat karejawaa me.n choT

duu.Ngii mai.n duhaa_ii
kaahe chatur banat chhichhorii karat harjaa_ii

phul gend
dawaa dawaa dawaa dawaa
dawaa dawaa dawaa dawaa
dawaa na maaro, na maaro
lagat karejawaa me.n choT

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sajan salonaa maa.Ng lo jii ko_ii}%
\film{Dooj Ka Chand}%
\year{1964}%
\starring{Ashok Kumar, Bharat Bhushan, B. Saroja Devi, Chandrashekhar}%
\singer{Lata, Asha, Chorus}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12191 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	ho o o
ko \:	ho o o o
aa \:	sajan salonaa maa.Ng lo jii ko_ii \-2
	nikalaa hai duuj kaa chaa.Nd
	( sakhii rii
	aaj na kariyo laaj ) \-2

	suno sabo rii (?)
la \:	uu_ii maa.N
aa \:	kaahe kii chorii
la \:	uu_ii maa.N

la \:	mohe niikii naahii.n laage aisii baat
	sakhii chhe.Do naa
	o mai.n na chaahuu.N kisii chhaliye kaa saath
	sakhii chhe.Do naa
aa \:	ahaa
	tuu naa chaahe kisii miitawaa kaa saath rii kaisii
	ke torii chham\-chham karatii paayal kyaa hai bolii
	matawaaraa rasiyaa

ko \:	suno sabo rii (?)
la \:	uu_ii maa.N
ko \:	kaahe kii chorii
la \:	uu_ii maa.N
ko \:	sajan salonaa maa.Ng lo jii ko_ii
	nikalaa hai duuj kaa chaa.Nd
	( sakhii rii
	aaj na kariyo laaj ) \-2

la \:	jaa ko bhaa_uu.N wahii maa.Nge moraa haath
	mai.n to maa.Nguu.N naa
	ba.Dii aa_ii hai ye duuj kii raat
	mai.n to maa.Nguu.N naa
aa \:	aa_ii
	tuu naa maa.nge sakhii aaj kii raat rii sakhii
	ke torii cham\-cham karatii bindiyaa maa.Nge ko_ii
	matawaaraa rasiyaa

ko \:	suno sabo rii (?)
la \:	uu_ii maa.N
ko \:	kaahe kii chorii
la \:	uu_ii maa.N
ko \:	sajan salonaa maa.Ng lo jii ko_ii
	nikalaa hai duuj kaa chaa.Nd
	( sakhii rii
	aaj na kariyo laaj ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sun ai maahazabii.n mujhe tujhase ishq nahii.n}%
\film{Dooj Ka Chand}%
\year{1964}%
\starring{Ashok Kumar, Bharat Bhushan, B. Saroja Devi, Chandrashekhar}%
\singer{Rafi}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10501 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

sun ai maahazabii.n mujhe tujhase ishq nahii.n
tujhase ishq nahii.n nahii.n nahii.n

e vallaah
yuu.N mai.n teraa qaayal huu.N
naaz\-o\-adaa pe maayal huu.N
jalavo.n kaa dam bharataa huu.N
chhup\-chhup ke dekhaa karataa huu.N
par ai pardaanashii.n
mujhe tujhase ishq \threedots

tujhase nazar jab la.Datii hai
choT sii dil par pa.Datii hai
paa.Nv bahakane lagate hai.n
saa.Ns dahakane lagatii hai
par hai mujhako yaqii.n
mujhe tujhase ishq \threedots

gair se jab tuu ha.Ns ke mile
jaag uThate hai.n dil me.n gile
ulajhan me.n pa.D jaataa huu.N
soch ke kuchh ghabaraataa huu.N
par e shoK hasii.n
mujhe tujhase ishq \threedots

tuu vah dilakash hastii hai
jo Kvaabo.n me.n basatii hai
tuu kah de to jaa.N de duu.N
jaan to kyaa iimaa.N de duu.N
pa ai haasil\-e\-dii.n
mujhe tujhase ishq \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
