% ISB File: DoosaraaAadmi_1977.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkho.n me.n kaajal hai}%
\film{Doosaraa Aadmi}%
\year{1977}%
\starring{Rishi Kapoor, Neetu Singh, Rakhi}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Majrooh}%

% Audio On: HMV
% Contributor: Asif Alvi
% Transliterator: Asif Alvi
% Date: 2 Nov 2004
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

aa.Nkho.n me.n kaajal hai
kaajal me.n meraa dil hai
o ho ho ho

aa.Nkho.n me.n kaajal hai
kaajal me.n meraa dil hai
aa.Nkho.n me.n kaajal hai
kaajal me.n dil hai
chalo dil me.n biThaake tumhe.n
tum se hii pyaar kiyaa jaaye
ho chalo dil me.n biThaake tumhe.n
tum se hii pyaar kiyaa jaaye

baalo.n me.n Khushabuu hai
Khushabuu me.n tuu hii tuu hai
baalo.n me.n Khushabuu hai
Khushabuu me.n tuu hai 
chalo baalo.n ke tale tale 
baaho.n kaa haar siyaa jaaye

ho chalo dil me.n biThaake tumhe.n
tum se hii pyaar kiyaa jaaye

tum to ho merii bahaar
merii nazar me.n khilo
kaliyo.n se milake sanam
phir aake hamase milo
aise tere nainaa la.De
jaise ko_ii nashaa cha.Dhe
haay bi.ndiyaa ha.nse chalii jaaye
terii bi.ndiyaa darpan hai
darpan me.n saajan hai
terii bi.ndiyaa darpna hai
darpan me.n sajan
ho chalo bin.diya se leke tumhe.n
dil me.n utaar liyaa jaaye
ho chalo dil me.n biThaake tumhe.n
tum se hii pyaar kiyaa jaaye

kaisaa hai apanaa milan
kaisii mulaaqaat hai
jaise adaa me.n merii
ko_ii na_ii baat hai
banii rahe adaa terii
sadaa rahe wafaa merii
aise hii ye jiivan biit jaaye
jiivan kyaa chaahat hai
chaahat kyaa jiivan hai
jiivan kyaa chaahat hai
chaahat kyaa jiivan
chalo saare jiivan kaa yahii.n
milake iqaraar kiyaa jaaye
ho chalo dil me.n biThaake tumhe.n
tum se hii pyaar kiyaa jaaye

aa.Nkho.n me.n kaajal hai
kaajal me.n meraa dil hai
aa.Nkho.n me.n kaajal hai
kaajal me.n dil hai
chalo dil me.n biThaake tumhe.n
tum se hii pyaar kiyaa jaaye
ho chalo dil me.n biThaake tumhe.n
tum se hii pyaar kiyaa jaaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aao manaaye.n jashn\-e\-mohabbat}%
\film{Doosaraa Aadmi}%
\year{1977}%
\starring{Rishi Kapoor, Neetu Singh, Rakhee}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ki:	hu.n hu.n
la:	ho
ki:	he he
do:	aao manaaye.n jashn\-e\-mohabbat
	jaam uThaaye.n jaam ke baad
	shaam se pahale kaun ye soche
	kyaa honaa hai shaam ke baad
	aao manaaye.n

la:	hamaarii tamannaa tumhe.n pyaar karanaa
	hame.n aur karanaa kyaa \-2
ki:	mohabbat me.n rusavaa huye bhii to kyaa hai
	duniyaa se Daranaa kyaa
la:	aage koii ilzaam nahii.n hai
	chaahat ke ilzaam ke baad
do:	aao manaaye.n jashn\-e\-mohabbat
	jaam uThaaye.n jaam ke baad
	aao manaaye.n

ki:	ye aalam hai jaise u.Daa jaa rahaa huu.N
	tumhe.n le ke baa.Nho.n me.n \-2
la:	tumhaare labo.n se hamaare labo.n me.n
	nahii.n koii raaho.n me.n
ki:	kaise koii ab dil ko sambhaale
	itane hasii.n paiGaam ke baad
do:	aao manaaye.n jashn\-e\-mohabbat
	jaam uThaaye.n jaam ke baad
	shaam se pahale kaun ye soche
	kyaa honaa hai shaam ke baad
	aao manaaye.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa mausam hai ai diivaane dil}%
\film{Doosra Aadmi}%
\year{1977}%
\starring{Rakhee, Rishi Kapoor, Neetu Singh, Parikshit Sahni, Deven Verma}%
\singer{Lata, Kishore, Rafi}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Vandana Sharma (uusharma@uxa.ecn.bgu.edu)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Thu Sep  7, 1995
% Credits:  preetham@connectinc.com (Preetham Gopalaswamy)
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

ki : kyaa mausam hai
la : aa~
ki : ai diivaane dil
     are chal kahii.n duur nikal jaae.n
la : aa~
ki : chal kahii.n duur nikal jaae.n
     koii ham_dam hai
la : aa~
ki : chaahat ke qaabil
     to kis liye ham sa.nbhal jaae.n
la : aa~
ki : chal kahii.n duur nikal jaae.n

la : jhuum ke jab jab kabhii do dil gaate hai.n
     chaar kadam chalate hai.n phir kho jaate hai.n
ki : he he he 
     aisaa hai to kho jaane do mujh ko bhii aaj
     ye kyaa kam hai
la : aa~
ki : do pal ko raahii
     are, mil jaae.n bahal jaae.n
la : aa~
ki : chal kahii.n duur nikal jaae.n

ra : ye mastiyaa.N, ye bahaar dil ho chalaa beqaraar
     mai.n girataa huu.N mujhe thaam lo
     bhiige labo.n se meraa naam lo
la : duniyaa ko ab do nazar kyo.n aae.n ham
     itane qariib aao ke ik ho jaae.n ham
     ke ik ho jaae.n ham
dono:ke ik ho jaae.n ham
ra : ke ik ho jaae.n ham

la : huu.N~
     khoye se ham, khoyii sii ma.nzil
     achchhaa hai sa.nbhal jaae.n
ki : chal kahii.n duur nikal jaae.n
la : ho~ achchhaa hai sa.nbhal jaae.n
ki : chal kahii.n duur nikal jaae.n
la : ho~ achchhaa hai sa.nbhal jaae.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nazaro.n se kah do pyaar me.n milane kaa mausam aa gayaa}%
\film{Doosra Aadmi}%
\year{1977}%
\starring{Rishi Kapoor, Neetu Singh, Rakhee}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
%          Renu Thamma (RTHAMMA@VAX1.UMKC.EDU)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

nazaro.n se kah do pyaar me.n milane kaa mausam aa gayaa
baaho.n me.n baahe.n Daal ke khilane kaa mausam aa gayaa

is pyaar se teraa haath lagaa laharaa gae gesuu mere
kuchh bhii nazar aataa nahii.n mastii me.n mujhe tere pare
ka.ndhe pe mere zulf ke Dhalane kaa mausam aa gayaa, nazaro.n \threedots

tum mil bhii gae phir bhii dil ko kyaa jaane kaisii aas hai
tum paas ho phir bhii ho.nTho.n me.n jaane kaisii pyaas hai
ho.nTho.n kii Tha.nDii aag me.n jalane kaa mausam aa gayaa, nazaro.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
