% ISB File: Dost_1954.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaye bhii akelaa, jaaye bhii akelaa}%
\film{Dost}%
\year{1954}%
\starring{}%
\singer{Talat}%
\music{Hansraj Behl}%
\lyrics{Varma Malik}%

% Contributor: Yogesh Sethi
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

aaye bhii akelaa, jaaye bhii akelaa
do din kii zi.ndagii hai, do din kaa melaa
do din kaa melaa   \threedots

terii zi.ndagii mauj hai do gha.Dii kii
ye baate.n hai.n naadaa.N sab jiite jii kii
sab jiite jii kii
ye duniyaa.N huii hai na hogii kisii kii
vahii ek ma.nzil hai har aadamii kii
har aadamii kii
jahaa.N sab ko jaanaa pa.Degaa akelaa
do din kii zi.ndagii hai, do din kaa melaa   \threedots

ek baar saath deke saath na chho.Danaa
jaan jaaye to jaaye dostii na to.Danaa
dostii na to.Danaa
nazare.n na pher lenaa, mu.Nh ko na mo.Danaa
duniyaa.N ko chho.D denaa, yaar ko na chho.Danaa
yaar ko na chho.Danaa
dekho manasuur kaise jaan pe khelaa
do din kii zi.ndagii hai, do din kaa melaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab se mai.nne dil lagaayaa}%
\film{Dost}%
\Year{1954}%
\starring{Usha Kiran, Suresh}%
\singer{Talat, Madhubala Zaveri}%
\music{Hansraj Behl}%
\lyrics{Asad Bhopali}%

% Contributor: Nimish Pachapurkar
% Transliterator: Nimish Pachapurkar
% Comments:Geetanjali Series
% Date: 3 November 2002

\printtitle
#indian

talat:
jab se mai.n ne dil lagaayaa dil kahii.n lagataa nahii.n

madhubaalaa:
ai muhabbat wo jahaa.N hai.n tuu mujhe le chal vahii.n
le ke jaa_uu.N mai.n kahaa.N rusavaa_ii_o.n kaa kaafilaa,
haaye kaafilaa, haaye kaafilaa

talat:
Katm hogaa jaane kis din do dilo.n kaa faasalaa,
haaye faasalaa, haaye faasalaa

madhubaalaa:
aarazuu_e.n dil kii saarii Kaak ho kar rah ga_ii.n

talat:
jab se mai.n ne dil lagaayaa dil kahii.n lagataa nahii.n
jii naa rone se bahalataa hai na ab fariyaad se,
fariyaad se, fariyaad se

madhubaalaa:
dil kaa Gam kuchh aur ba.Dh jaataa hai un kii yaad se,
haaye yaad se, haaye yaad se

talat:
aur un ko bhuul jaanaa bhii mere bas me.n nahii.n

madhubaalaa:
ai muhabbat vo jahaa.n hai.n tuu mujhe le chal vahii.n
mujh se kismat bhii Kafaa hai, aur vo bhii hai.n judaa,
haaye hai.n judaa, haaye hai.n judaa

talat:
pyaar kii pahalii kiran chamakii to suuraj Dhal gayaa,
haaye Dhal gayaa, haaye Dhal gayaa

madhubaalaa:
merii duniyaa me.n a.ndhere ke siwaa kuchh bhii nahii.n

talat:
jab se mai.n ne dil lagaayaa dil kahii.n lagataa nahii.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
