% ISB File: Dost_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{duniyaa jab jalatii hai}%
\film{Dost}%
\year{1974}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Shatrughan Sinha}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

( duniyaa jab jalatii hai
haay re ba.Daa mazaa aataa hai ) \-2
aahaa duniyaa jab jalatii hai
haay re ba.Daa mazaa aataa hai
kisii kii nazar burii banakar chhurii
jab dil pe chalatii hai
haay re ba.Daa mazaa aataa hai
duniyaa jab jalatii hai
haay re ba.Daa mazaa aataa hai

zi.ndagii kyaa hai ek tamannaa hii to hai
tamannaa kii suno saahib yahii taariif hotii hai
ye rah jaaye jo dil me.n to ba.Dii taqaliif hotii hai
to zi.ndagii kyaa hai ek tamannaa hii to hai
aur ye tamannaa jab ta.Dap ta.Dap kar
siine se nikalatii hai
haay re ba.Daa mazaa aataa hai
duniyaa jab jalatii hai
haay re ba.Daa mazaa aataa hai

zi.ndagii kyaa hai ek hasiinaa hii to hai
hasiinaa sirf aurat ko nahii.n kahate zamaane me.n
yahii.n ek naam kyuu.N aaKir likhaa hai har fasaane me.n
to zi.ndagii kyaa hai ek hasiinaa hii to hai
aur ye hasiinaa jab pyaar kii sej par
karavaTe.n badalatii hai
haay re ba.Daa mazaa aataa hai
duniyaa jab jalatii hai
haay re ba.Daa mazaa aataa hai

kisii kii nazar burii banakar chhurii
jab dil pe chalatii hai
haay re ba.Daa mazaa aataa hai
duniyaa jab jalatii hai
ba.Daa mazaa ba.Daa mazaa aataa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gaa.Dii bulaa rahii hai, siiTii bajaa rahii hai}%
\film{Dost}%
\year{1974}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Shatrughan Sinha}%
\singer{Kishore}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

gaa.Dii bulaa rahii hai, siiTii bajaa rahii hai
chalanaa hii zi.ndagii hai, chalatii hii jaa rahii hai

dekho vo rel, bachcho.n kaa khel, siikho sabak javaano.n
sar pe hai bojh, siine me.n aag, lab par dhuvaa.N hai jaano
phir bhii ye jaa rahii hai, nagame.n sunaa rahii hai

aage tuufaan, piichhe barasaat, uupar gagan me.n bijalii
soche na baat, din ho ke raat, siganal huaa ke nikalii
dekho vo aa rahii hai, dekho vo jaa rahii hai

aate hai.n log, jaate hai.n log, paanii me jaise rele
jaane ke baad, aate hai.n yaad, guzare hue vo mele
yaade.n banaa rahii hai, yaade.n miTaa rahii hai

gaa.Dii ko dekh, kaisii hai nek, achchhaa buraa na dekhe
sab hai.n savaar, dushman ke yaar, sabako chalii ye leke
jiinaa sikhaa rahii hai, maranaa sikhaa rahii hai

gaa.Dii kaa naam, naa kar badanaam, paTarii pe rakh ke sar ko
himmat na haar, kar i.ntazaar, aa lauT jaae.n ghar ko
ye raat jaa rahii hai, vo subah aa rahii hai

sun ye paigaam, ye hai sa.ngraam, jiivan nahii.n hai sapanaa
dariyaa ko faa.nd, pava.rt ko chiir, kaam hai ye usakaa apanaa
nii.nde.n u.Daa rahii hai, jaago jagaa rahii hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
