% ISB File: DostiDushmani_1986.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jhaTake pe jhaTakaa aa.Nkh maTakkaa}%
\film{Dosti Dushmani}%
\year{1986}%
\starring{Jeetendra, Rishi Kapoor, Rajnikant, Poonam Dhillon, Kimi Katkar}%
\singer{Kavita Subramaniam, Mohammed Aziz}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jhaTake pe jhaTakaa haa.N jhaTakaa
are jhaTake pe jhaTakaa
jhaTakaa jhaTakaa are jhaTakaa
dil aTakaa meraa dil aTakaa
ek la.Dakii kaa ek la.Dake se dil aTakaa
ho gayaa ho gayaa ho gayaa aa.Nkh maTakkaa
jhaTake pe jhaTakaa aa.Nkh maTakkaa ho gayaa vaayadaa pakkaa
jhaTake pe jhaTakaa \threedots

TuuT ke mujhase pyaar karoge yaa bas baate.n chaar karoge
kore kaagaz pe likhavaa lo niiche dastakhat karavaa lo
achchhaa tuu mujhase lagaa do apanii baaho.n kaa haar pinhaa do
naulakkhaa naulakkhaa
jhaTakaa are jhaTake pe jhaTakaa \threedots

lagataa hai ye saal buraa hai kuchh mat puuchho haal buraa hai
kuchh kahanaa kuchh sunanaa kaisaa haal hamaaraa ek jaisaa
is haalat me.n ham dono.n ko is chaahat ne ham dono.n ko
nahii.n kahii.n kaa rakkhaa
are jhaTakaa jhaTake pe jhaTakaa \threedots

dil kaa phuul kahaa.n khilataa hai pyaar nasiibo.n se milataa hai
kismat taash ke patte baa.nTe patto.n me.n se hamane chhaa.nTe
begam baadashaah ikkaa
are jhaTakaa jhaTake pe jhaTakaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
