% ISB File: DoubleCross_1938.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kaun bagiyaa se aaye, more piyaare suganaa}%
\film{Double Cross}%
\year{1938}%
\starring{Bimla Kumari, S B Nayampalli, Fatty Prasad, Amina}%
\singer{Bimla Kumari}%
\music{Pt Badri Prasad}%
\lyrics{}%

% Contributor: V S Rawat, Apr 11, 2005
% Series: GEETANJALI

% orchestra: walter kaufman

\printtitle
#indian

( kaun bagiyaa se
kaun bagiyaa se aaye more piyaare suganaa ) \-2

suganaa ke hare hare pa.nkhe \-3
aur laale laale
paa.Nv ke laale laale chor bhaaye piyaare suganaa
kaun bagiyaa se
kaun bagiyaa se aaye more piyaare suganaa

miThThuu ye to bataa
tuune kisii se prem bhii kiyaa hai

haa.N haa.N. kyaa kahaa ? nahii.n kiyaa hai, to sun

aa tujhe prem kaa ek paaTh pa.Dhaa_uu.N tote \-2
tuu ruuThe aur mai.n manaa_uu.N tote
achchhaa ek baat zaraa mujhako tuu batalaa to sahii \-2
apane priyatam ko bhalaa kaise mai.n paa_uu.N tote \-2

suganaa ke hare hare pa.nkhe
aur laale laale
paa.Nv ke laale laale chor bhaaye piyaare suganaa
kaun bagiyaa se
kaun bagiyaa se aaye more piyaare suganaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
