% ISB File: DrVidya_1962.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai dil\-e\-aavaaraa chal}% 
\film{Dr. Vidya}%
\year{1962}%
\starring{Dev Anand, Vyjayantimala}%
\singer{Mukesh}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Ramesh Hariharan (hariharn@flagstaff.princeton.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

% (cool whistle) 
o o o o  
ai dil\-e\-aavaaraa chal \- 2
phir vahii.n dubaaraa chal 
yaar ne dIdaar kA vaadaa kiyaa hai 
o o o ai dil\-e\-Avaaraa chal 
phir vahii.n dubaaraa chal 
yaar ne dIdaar kA vaadA kiyaa hai 
o o o ai dil\-e\-Avaaraa chal 

vo unakii betaabii vo unakaa chalanaa chhamase 
A.Nchal thaamaa to ha.Nsake kahaa phir milaneko hamase 
unase hamase sun ai dil pyaar kA ikaraar aa.Nkho.n me.n huA hai 
o o ai dil\-e\-Avaaraa chal 

khaTTii ho yA miiThii ab un aa.Nkho.n se piinaa 
jiite hai.n chaahat vaale binaa chaahat ke kyA jiinaa 
chalate phirate sun ai dil chaah me.n ab aah bharanekaa mazaa hai 
o o o ai dil\-e\-Avaaraa chal 

(chamakaa hai ik mukha.Daa kuchh zulphe.n hai laharaayii.n 
din phir gaye apane din ke gaI rAto.n kii tanhaa_ii ) \- 2
jahaa.N vo vahaa.N ham sun ai dil chain se bechain tU kyuu.n ho rahaa hai 
o o o ai dil\-e\-Avaaraa chal 
phir vahii.n dubaaraa chal 
yaar ne dIdaar kA vaada kiyaa hai 
o o ai dil\-e\-Avaaraa chal 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{khanake ka.Nganaa bi.ndiyaa ha.Nse}%
\film{Dr. Vidya}%
\year{1962}%
\starring{Manoj Kumar, Vyjayantimala, Helen, Sundar, Leela Chitnis, Madanpuri}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10430 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

khanake ka.Nganaa bi.ndiyaa ha.Nse
aa_e.Nge sajanaa hamare a.Nganaa
khanake ka.Nganaa \threedots

aa_ii mai.n saj ke unake li_e
jhuume ye jhumakaa jinake li_e
baaje re bichhu_aa kahanaa maane naa
khanake ka.Nganaa \threedots

sai.nyaa ne ulaTaa ghu.NghaTaa meraa
maine bhii ha.Ns ke mukha.Daa pheraa
jaagatii a.Nkhiyaa.N dekhe.n ye sapanaa
khanake ka.Nganaa \threedots

thaame.nge jab vo bai.nyaa morii
Daaruu.Ngii a.Nkhiyaa.N kajaraa bharii
kahuu.Ngii balamaa hamako chhu_o naa
khanake ka.Nganaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pavan diivaanii}%
\film{Dr. Vidya}%
\year{1962}%
\starring{Vyjayantimala, Manoj Kumar, Helen}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Anu
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

pavan diivaanii
pavan diivaanii na maane u.Daaye moraa ghuu.NghaTaa
aa lii pavan diivaanii

ulajhii laT hamaarii
lipaTii morii saarii
path pe ko_ii jaise
maare pichakaarii
ulajhii laT hamaarii
chhe.D chhe.D jaaye cha.nchal mastaanii
mastaanii
pavan diivaanii \threedots

saa ni dha ma ga
dha ma dha ni pa
ni dha ni ni saa

akhiyaa.N tarase morii
Dagarii nahii.n suujhe
kit chalii mai.n gorii
bairan sab buujhe
akhiyaa.N tarase morii
jhuum jhuum roke, phir bhii mar_jaanii
mar_jaanii
pavan diivaanii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
