% ISB File: DulhanWahiJoPiyaManBhaaye_1977.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ab ra.nj se Kushii se bahaar\-o\-Kizaa se kyaa}%
\film{Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaye}%
\year{1977}%
\starring{Rameshwari, Prem Kishan, Gayatri}%
\singer{Hemlata}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ab ra.nj se Kushii se bahaar\-o\-Kizaa se kyaa
mahv\-e\-Kayaal yaar hai.n ham ko jahaa.N se kyaa

unakaa Kayaal unakii talaB unakii aarazuu
jis dil me.n vo ho, maa.Nge kisii maharabaa.N se kyaa

ham ne chiraaG rakh diyaa tuufaa.N ke saamane
piichhe haTegaa ishq kisii imtahaa.N se kyaa

koii chale chale na chale ham to chal pa.De
ma.nzil kii dhun ho jisako use kaaravaa.N se kyaa

ye baat sochane kii hai vo ho ke maharabaa.N
puuchhe.nge haal\-e\-dil to kahe.nge zabaa.N se kyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{acharaa me.n phulavaa la_ii ke}%
\film{Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaye}%
\year{1977}%
\starring{Rameshwari, Prem Kishan, Gayatri}%
\singer{Ravindra Jain}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

acharaa me.n phulavaa la_ii ke
aaye re ham tohare dvaar
are ho hamarii arajii na sun le
arajii pe kar le naa bichaar
hamase ruuTh le bidhaataa hamaar
kaahe ruuTh le bidhaataa hamaar

ba.De hii jatan se ham ne puujaa kaa thaal sajaayaa
priit kii baatii jo.Dii manavaa kaa diyaraa jalaayaa
hamare man mohan ko par nahii.n bhaayaa
are ho rah gaii puujaa adhuurii
mandir se diyaa re nikaal
hamase ruuTh le bidhaataa hamaar \threedots

sone kii kalam se hamarii qisamat likhii jo hotii
mol lagaa ke lete ham bhii man chaahaa motii
ek prem diivaanii haay aise to na rotii
are ho itanaa duHkh to na hotaa
paanii me.n jo dete hame.n Daar
hamase ruuTh le bidhaataa hamaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jahaa.N prem kaa paavan diyaraa jale}%
\film{Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaye}%
\year{1977}%
\starring{Rameshwari, Prem Kishan, Gayatri}%
\singer{Hemlata}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

jahaa.N prem kaa paavan diyaraa jale
jahaa.N bole bachan tab niir bhare
usii a.Nganaa me.n usii dvaare pe
biite hamaraa bhii jiivan raam kare
jahaa.N prem kaa \threedots

kaun nadii kii ham hai.n lahar
kaho aake milaa re kinaaraa
jog likhe bin ham ... naahii
aisaa milan hamaaraa
kin charaNo.n me.n naa ghar na pare
jahaa.N prem kaa \threedots

jis kaa naahii apanaa koii
jo kah de use apanaa le
us kii karuNaa us kii dayaa kaa
utare na karaj utaare
jiyaa jahaa.N hai vahii jii ... mare
jahaa.N prem kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Kushiyaa.N hii Kushiyaa.N ho.n daaman me.n jisake}%
\film{Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaye}%
\year{1977}%
\starring{Rameshwari, Prem Kishan}%
\singer{Yesudas, Hemlata, Banashri Sengupta}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

khushiyaa.N hii khushiyaa.N ho daaman me.n jisake
kyo.n na khushii se vo diivaanaa ho jaaye
aise mubaarak mauke pe saathii
pesh duaao.n kaa nazaraanaa ho jaaye
khushiyaa.N hii khushiyaa.N ho \threedots

der se samajhaa hamako zamaanaa
shukr karo ki samajh to gayaa
sa.ng rahane kaa Kvaab suhaanaa
ban ke haqiikat saj to gayaa
tum jo kaho to mahafil se kah de
tum jo kaho to saarii mahafil se kah de
pal bhar me.n mashahuur afasaanaa ho jaaye
khushiyaa.N hii khushiyaa.N ho \threedots

koii kyaa jaane ham ne kyaa kyaa
khel rachaaye tumhaare liye
ham bhii kaisii kaisii ma.nzil
chho.D ke aaye tumhaare liye
kaliyaa.N hii kaliyaa.N mahakaa do aise
ki aabaad dil kaa ye viiraanaa ho jaaye
khushiyaa.N hii khushiyaa.N ho \threedots

ha.Ns ke hamarii har bhuul bhulaa denaa
ham hai.n tumhare jab chaaho bulaa lenaa
apano.n kii is mahafil me.n ab kaam nahii.n hai begaano.n kaa
ye duniyaa kyaa mol karegii ik mufalis ke aramaano.n kaa
itanii sii hai bas apanii tamannaa
terii khushii se dil paravaanaa ho jaaye
khushiyaa.N hii khushiyaa.N ho   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{le to aaye ho hame.n sapano.n kii gaa.Nv me.n}%
\film{Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaye}%
\year{1977}%
\starring{Rameshwari, Prem Kishan, Gayatri}%
\singer{Hemlata}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: Aranyak
% Transliterator: Nita

\printtitle
#indian

le to aaye ho hame.n sapano.n kii gaa.Nv me.n
pyaar kii chhaa.Nv me.n biThaaye rakhanaa
sajanaa o sajanaa \threedots

tumane chhuaa to taar baj uThe man ke
tum jaisaa chaaho rahe vaise hii ban ke
tum se shuruu, tumhii.n pe kahaanii khatm kare
duujaa na aaye koii naino ke gaa.Nv me.n
le to aaye ho hame.n \threedots

chhoTaa saa ghar ho apanaa, pyaaraa saa jag ho
koii kisii se pal bhar na alag ho
isake sivaa ab duujii koii chaah nahii.n
ha.Nsate rahe ham dono.n phuulo.n ke gaa.Nv me.n
le to aaye ho hame.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{puravaiyaa ke jho.nke aaye}%
\film{Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaye}%
\year{1977}%
\starring{Rameshwari, Prem Kishan, Gayatri}%
\singer{Hemlata}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

puravaiyaa ke jho.nke aaye
chandan ban kii mahak bhii laaye
duur vo nindyaa raanii muskaaye
muu.Nd lo nainaa to naino.n me.n aa jaaye
puravaiyaa ke jho.nke aaye

nii.nd kii dulhan ba.Dii sharmiilii
ujiyaare me.n na aaye
koii jo chau.nke koii kuchh bole
to raste pe mu.D jaaye
diip bujhaa do to pal bhar me.n aa jaaye
muu.Nd lo nainaa to \threedots

nii.nd kii chintaa le ke jo jaage
usako nii.nd na aaye
phuul saa manavaa le ke jo soye
usako hii nii.nd sulaaye
chho.D do chintaa to pal bhar me.n aa jaaye
muu.Nd lo nainaa to \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
