% ISB File: Duniya_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{haay ye tuune kyaa kiyaa}%
\film{Duniya}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Karan Deewan, Yaqub, Shakeela, Janakidas}%
\singer{Suraiya, Rafi}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12632 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

su \:	( haay ye tuune kyaa kiyaa mujhe phir ye kyaa bataa diyaa
	dard jo miiThaa\-miiThaa thaa aur use ba.Dhaa diyaa
	haay ye tuune kyaa kiyaa ) \-2

ra \:	hamane to dil luTaa diyaa hamane to sar jhukaa diyaa \-2
	ab to jo ho hu_aa kare \-2
	hamane to ghar jalaa diyaa
	dard jo miiThaa\-miiThaa thaa aur use ba.Dhaa diyaa
	haay ye tuune kyaa kiyaa

su \:	haay ye tuune kyaa kiyaa mujhe phir ye kyaa bataa diyaa
	dard jo miiThaa\-miiThaa thaa aur use ba.Dhaa diyaa
	haay ye tuune kyaa kiyaa

su \:	dil se jo dil ko raah thii kab wo chhupaaye chhup sakii \-2
	ho.nTho.n ne rok lii ha.Nsii aa.Nkho.n ne muskuraa diyaa \-2
	dard jo miiThaa\-miiThaa thaa aur use ba.Dhaa diyaa
	haay ye tuune kyaa kiyaa

	haay ye tuune kyaa kiyaa mujhe phir ye kyaa bataa diyaa
	dard jo miiThaa\-miiThaa thaa aur use ba.Dhaa diyaa
	haay ye tuune kyaa kiyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kitanii zaalim hai ... jis tarah se ham barabaad huye}%
\film{Duniya}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Karan Deewan, Yaqub, Shakeela, Janakidas}%
\singer{Suraiya}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12554 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

kitanii zaalim hai ye duniyaa phuu.Nk Daalaa ghar meraa
jal gayaa saaraa chaman hama bezabaa.N dekhaa kiyaa

( jis tarah se ham barabaad huye
aisaa bhii ko_ii barabaad na ho
aisaa bhii ko_ii barabaad na ho ) \-2

dil kii bastii is tarah se luT ga_ii ik bhuul se
jis tarah Kushabuu judaa ho jaaye naazuk phuul se
haay duniyaa kyaa tujhe yuu.Nhii mujhe bahalaanaa thaa \-2
Kaab thaa jo kuchh ke dekhaa jo sunaa afasaanaa thaa

( jis tarah se ham barabaad huye
aisaa bhii ko_ii barabaad na ho
aisaa bhii ko_ii barabaad na ho ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere dil me.n aavo aur bas jaavo}%
\film{Duniya}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Karan Deewan, Yaqub, Shakeela, Janakidas}%
\singer{Suraiya}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12522 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( mere dil me.n aavo aur bas jaavo
aa ke phir naa jaanaa ) \-2
mujhe na sataanaa gu_iyaa
mujhe na rulaanaa
kar ke kuchh bahaanaa
mere dil me.n aavo aur bas jaavo
aa ke phir naa jaanaa

( o o 
baadal ghir\-ghir aaye kyuu.N
koyal giit sunaaye kyuu.N ) \-2
kalii bhii khil\-khil jaaye kyuu.N \-2
bulabul aise gaaye kyuu.N
gaaye kyuu.N

( mere dil me.n aavo aur bas jaavo
aa ke phir naa jaanaa ) \-2

( o o
pa.nchhii khele.n aa.Nkh\-micholii
baate.n kar ke bholii\-bholii ) \-2
apanii banaa kar Tolii\-Tolii \-2
bolat hai.n sab pyaar kii bolii
pyaar kii bolii

( mere dil me.n aavo aur bas jaavo
aa ke phir naa jaanaa ) \-2
mujhe na sataanaa gu_iyaa
mujhe na rulaanaa
kar ke kuchh bahaanaa
mere dil me.n aavo aur bas jaavo
aa ke phir naa jaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{qismat ke likhe ko miTaa na sake}%
\film{Duniya}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Karan Deewan, Yaqub, Shakeela, Janakidas}%
\singer{Suraiya, Rafi}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12595 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

ra \:	( qismat ke likhe ko miTaa na sake
	ham unako apanaa banaa na sake ) \-2
	wo aa na sake ham jaa na sake
	aur zaKm\-e\-jigar bhii dikhaa na sake
	jo raaj chhupaa hai siine me.n
	usako bhii haay sunaa na sake 

	qismat ke likhe ko miTaa na sake
	ham unako apanaa banaa na sake

su \:	( ham qaid me.n the majabuur huye
	nazadiik bhii rah kar duur huye ) \-2
	dil ke shiishe chuur huye
	ye baat kisii ko bataa na sake

ra \:	( jab dard jigar me.n hotaa hai
su \:	e
	dil chupake\-chupake rotaa hai ) \-2
ra \:	aa.Nsuu to bahe paanii ban kar
su \:	par dil kii aag bujhaa na sake

ra \:	( jo waar huye bharapuur huye
su \:	jo daaG pa.De naasuur huye ) \-2
	ham bhuulane par majabuur huye \-2
ra \:	ham yaad tumhaarii bhulaa na sake

	qismat ke likhe ko miTaa na sake
	ham unako apanaa banaa na sake

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ronaa hai to ro chupake\-chupake}%
\film{Duniya}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Karan Deewan, Yaqub, Shakeela, Janakidas}%
\singer{Rafi}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10403 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ronaa hai to ro chupake\-chupake
aa.Nsuu na bahe aavaaz na ho \-2

vo dekh na le vo jaan na le
suurat se terii pahachaan na le
ab po.nchh de aa.Nkho.n se aa.Nsuu \-2
maaluum kisii ko raaz na ho

majabuur hame.n rahanaa hogaa
mar\-mar ke yahaa.N jiinaa hogaa
dukh\-dard kaa saathii dil hai meraa \-2
is dil pe mujhe kyo.n naaz na ho
ronaa hai to ro \threedots

( jo baat hai dil kii dil me.n rahe
vo dil hii kyaa jo Gam na sahe ) \-2
shikavaa na zubaa.n par aane de \-2
fariyaad me.n bhii aavaaz na ho
ronaa hai to ro \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
