% ISB File: Duniyaa_1984.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{tuu chaa.Nd nagar kii shahazaadii}%
\film{Duniyaa}%
\year{1984}%
\starring{Ashok Kumar, Dilip Kumar, Rishi Kapoor, Amrita Singh}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 17, 2005

\printtitle
#indian

ho ho
ho ho
la la la la laa laa laa
( tuu chaa.Nd nagar kii shahazaadii
mai.n is dharatii kaa ba.njaaraa ) \-2
tuu mahalo.n me.n rahane waalii
mai.n galiyo.n\-galiyo.n aawaaraa

tuu chaa.Nd nagar kii shahazaadii
mai.n is dharatii kaa ba.njaaraa
tuu mahalo.n me.n rahane waalii
mai.n galiyo.n\-galiyo.n aawaaraa

mai.n ik hawaa kaa jho.nkaa tuu phuul hai
itanaa tujhako chaahuu.N fuzuul hai
mai.n aaj yahaa.N aur kal huu.N wahaa.N
tujhe apanaa gulashan hii pyaaraa
tuu mahalo.n me.n rahane waalii
mai.n galiyo.n\-galiyo.n aawaaraa

teraa meraa do pal kaa saath hai
sach hai ye sab kismat kii baat hai
har dil me.n yahaa.N tuu hai mehamaa.N
mai.n beghar bedar bechaaraa
tuu mahalo.n me.n rahane waalii
mai.n galiyo.n\-galiyo.n aawaaraa

lab naa hile to aa.Nkho.n se kaam le
jaane waalii meraa salaam le
mere pichhale janam ke bhale the karam
to mil jaa_uu.Ngaa dobaaraa
tuu mahalo.n me.n rahane waalii
mai.n galiyo.n\-galiyo.n aawaaraa

tuu chaa.Nd nagar kii shahazaadii
mai.n is dharatii kaa ba.njaaraa
tuu mahalo.n me.n rahane waalii
mai.n galiyo.n\-galiyo.n aawaaraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
