% ISB File: DusNumbari_1976.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baa_adab baa_mulaahijaa ... dilarubaa dillii vaalii}%
\film{Dus Numbari}%
\year{1976}%
\starring{Manoj Kumar, Hema Malini}%
\singer{Mukesh, Asha, Manna De}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11261 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	baa_adab baa_mulaahijaa hoshiyaar
	mahafil me.n luTane vaalaa hai pyaar
	aa ga_ii zulfo.n vaalii
	aa.Nkho.n me.n suramaa ho.nTho.n pe laalii
	( dilarubaa dillii vaalii ) \-2 dilavaalo.n me.n aa ga_ii
	nashaa banakar uThii jhuum kar chhaa ga_ii
	dilarubaa dillii vaalii \threedots

ma \:	subahaan\-allaah \-2
	jaisaa sunaa thaa vaisaa hii paayaa
	aapako dekhaa to yaqii.n aayaa
	gar firadaus bararu_e zamiinast hamii_asto hamii_asto hamii_ast

% if there is paradise on the Earth, it is here, here, here only
% a persian phrase for Kashmir

aa \:	aap aa_e haa.N aap aa_e mil ga_ii daulat hame.n zamaane kii
	ki aap hii se haa.N aap hii se \-2
	hai raunaq GariibaKaane kii \-2
	aap kyaa aa_e ghar me.n bahaar aa ga_ii
	dilarubaa dillii vaalii \threedots

ma \:	baa_adab baa_mulaahijaa hoshiyaar
	aa rahe hai.n aashiqo.n ke saradaar
mu \:	taubaa\-taubaa ye aaj merii chashm\-e\-aavaaraa
	kyaa dekh rahii hai nazaaraa
	ki meraa raqiib tere qariib are phuuTe nasiib
ma \:	aapakii taariif
aa \:	ek aashiq\-e\-Gariib
mu \:	haa.N ye Gairo.n se ulfat kadaradaanii terii
	mujhako Dar hai le na Duube tujhako naadaanii terii
aa \:	banaa ke husn ko naadaa.n  na yuu.N sitam to.Do
	bas apane dil hii ko samajhaa_o meraa Gam chho.Do \-2
	ki mai.n piikar ye jaam hosh me.n aa ga_ii
mu \:	( dilarubaa dillii vaalii ) \-2 ab hosh me.n aa ga_ii
aa \:	nashaa banakar uThii \threedots

ma \:	( inako dekho ) \-2 haay haay inako dekho
mu \:	ye Giraftaarii kii baate.n Gesu_o.n kii chhaa.Nv me.n
	dekhanaa pa.Datii hai za.njiir ab kisake paa.Nv me.n
ma \:	dekhanaa hai
mu \:	dekhanaa hai
ma \:	ho dekhanaa hai
mu \:	dekhanaa hai
aa \:	aa aa jo tumako dekh rahaa hai vo aur kyaa dekhe
	kahii.n tumhaare sivaa ab merii balaa dekhe \-2
	ab to merii nazar tumase Takaraa ga_ii
	dilarubaa dillii vaalii \threedots

mu \:	jo chhe.Daa maine taraanaa
aa \:	sun aur samajh liyaa \-2
ma \:	sunaayaa maine jo gaanaa
aa \:	vo dil pe likh bhii liyaa ( likha liyaa ) \-2
mu \:	aur mere dil kii baat
aa \:	vo bhii yaad aa ga_ii \-5
mu \:	to bujhaakar chiraaG aa bhii jaa tuu ( dil me.n ) \-2
	ki jalane vaalo.n kaa kyaa kaam mahafil me.n
ko \:	dilarubaa dillii vaalii \threedots
aa \:	nashaa banakar uThii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa hai meraa naam ... ye duniyaa ek nambarii}%
\film{Dus Numbari}%
\year{1976}%
\starring{Manoj Kumar, Hema Malini}%
\singer{Mukesh}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11260 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

kyaa hai meraa naam na puuchho gir jaa_e.Nge jaam na puuchho
kaun huu.N mai.n ye jaan ke sabako lag jaa_egii tharatharii
ye duniyaa ek nambarii to mai.n das nambarii

is mahafil me.n kis par kyaa ra.ng cha.Dhaa sab jaanuu.N
kaun chhupaa kis bheSh me.n pyaare mai.n sabako pahachaanuu.N
kyaa hai meraa naam \threedots

luuT ke jisakaa ghar baiThe ho mahal sajaa_e apanaa
usakaa lahuu pukaar rahaa hai yaar bachoge kitanaa
zulm hai.n jitane raat aur din
ke luu.Ngaa badale sab gin\-gin
are ba.De\-ba.Do.n kii kar dii tabiiyat harii
ye duniyaa ek nambarii \threedots

% Part 2:

kahat kabiir suno bha_ii saadho baat kahuu.N mai.n kharii
ye duniyaa ek nambarii to mai.n das nambarii \-2

ek na.nbar kaa haath dikhaayaa jab kah ke jay kaalii
kitane hii seTho.n kii bhaarii jebe.n ho ga_ii.n khaalii
do na.mbar hai aur niraalaa dekhuu.N aur khul jaa_e taalaa
u.D ke jeb me.n aa jaa_e hare noT kii parii
ye duniyaa ek nambarii \threedots

na.mbar tiin kaa chamatkaar dekho jab phe.nkuu.N pattaa
sabakii tabiiyat karuu.N saaf dillii ho yaa kalakattaa
chauthe ne raah gazab kaa jhaa.Nsaa aap kiyaa duuje ko phaa.Nsaa
kabhii\-kabhii to pulis ko ulTe dikhalaa_uu.N hathaka.Dii
ye duniyaa ek nambarii \threedots

paa.Nchavaa na.mbar zulm kaa dushman mai.n dukhiyo.n kaa saathii
chhaThaa desh ke gaddaaro.n se chhiin luu.N ghar kii baatii
na.mbar saath kare jo da.ngaa ek haath me.n kar duu.N cha.ngaa
la.nga.Dii\-Ta.nga.Dii chhurii\-kaTaarii sab rah jaa_e.N dharii
ye duniyaa ek nambarii \threedots

kalaa aaThavii.n ye hai ki mai.n pyaar se milataa sabase
pyaar kii Kaatir insaa.N kyaa hai la.D jaa_uu.N mai.n rab se
navaa.N jo mile mujhe hasiinaa nau din tak na ruke pasiinaa
aur na.mbar das das 
likhaa hai ye to har thaane me.n sifat hai kyaa\-kyaa diivaane me.n
jitanii uu.ngaliyaa.n in haatho.n me.n utanii jaadugarii
ye duniyaa ek nambarii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{prem kaa rog ba.Daa buraa}%
\film{Dus Numbari}%
\year{1976}%
\starring{Manoj Kumar, Hema Malini}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Surma Bhopali
% Transliterator: Surma Bhopali
% Date: 26 Sep 2004
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

prem kaa rog ba.Daa buraa
maakaa nakaa ga baa_ii maakaa nakaa
aisaa mere ko merii maa.N ne kahaa
maakaa nakaa nakaa baa_ii maakaa nakaa
prem kaa rog ba.Daa buraa \.\.\.

ro ro ka kaTe ye din kahaa.N kal raato.n ko rahuu.Ngii ????
nanhe se dil me.n baabaa kaise mai.n ye dukh sahuu.Ngii
kachchii kalii huu.N ra.ng dekho zaraa
dil dil dil bhii hai naazuk meraa
prem kaa rog ba.Daa buraa \.\.\.

phir bhii karuu.N mai.n kyaa ki tuu ba.Daa pyaaraa mohe laage
par kaise teraa meraa milan ho tuu hii bataade
abhii abhii abhii haath chho.Do meraa
dekho dekho dekho koii hai tiisaraa
prem kaa rog ba.Daa buraa \.\.\.

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
