% ISB File: Dushman_1939.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{karuu.N kyaa aas niraas bhaii}%
\film{Dushman}%
\year{1939}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Arzoo Lucknowi}%

% Contributor: Bhabani P. Mohanty (iebpm@agt.gmeds.com)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

karU.N kyA aas niraas bhaI \- 4
diyA bujhe phir se jal jaaye
raat a.ndherI jAye din Aye
miTatI As hai jyot a.nkhiyan kI \- 2
samajh gaI to gaI
karU.N kya \threedots

jab nA kisIne raah sujhAI
dilase ek AvAz ye AI
himmat baa.ndh sambhal ba.Dh Age, rok nahI.n hai koI,
karU.N kyA aas niraas \threedots

karanA hogA khUn ko paanI
denI hogI har qurabAnI
himmat hai to itanA samajh le, aas ba.ndhegI naI,
karU.n kya aas niraas \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{priit me.n hai jiivan jokho.n}%
\film{Dushman}%
\year{1939}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\lyrics{Arzoo Lucknowi}%
\music{Pankaj Mullick}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

priit me.n hai jiivan jokho.n
ki jaise kolhuu me.n saraso.n
priit me.n hai jiivan jokho.n

bhor suhaanii cha.nchal baalak la.Dakayii dikhalaaye
haath se baiThaa ga.Dhe khilaune paa.Nv se to.Dat jaaye (2)
vo to hai, vo to hai ik muurakh baalak tuu to nahii.n na raam (2)
aap banaaye aap bigaa.De yah nahii.n terii shaan
yah nahii.n terii shaan

##coughs##
aisaa kyo.n, phir aisaa kyo.n, aisaa kyo.n?

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaarii\-pyaarii suurato moh bharii muurato}%
\film{Dushman/ The Enemy}%
\year{1939}%
\starring{Saigal, Leela Desai, Prithviraj Kapoor, Neemo, Jagdish Sethi}%
\singer{Saigal}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Arzoo Lucknavi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12223 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

pyaarii\-pyaarii suurato
moh bharii muurato
des se parades me.n
tumharaa sandesaa aaye hai
tan se bhii man se bhii
jaise khi.Nchaa jaaye hai
madad karo
madad karo
tum sa.ng aa jaaye.nge

( pahu.Nche.nge aaKir kabhii
chhaane.nge ek\-ek galii ) \-2

dekhe.n wo mukha.Daa abhii
hogii yahii bekalii

( gaal hai.n jisake gulaab
ras aa.Nkho.n kaa sharaab ) \-2
ho.NTh kahaa.N rahe.nge phir
phuul bhii kho jaaye.nge

haa.N wohii gul\-ras bharii
jaise baaje
baa.Nsurii
kaano.n me.n le kar sa.ndes \-4
nii.n se
nii.nd se chaukaaye hai
( des se ham duur hai.n duur hai.n 
haal se majabuur hai.n ) \-2
madad karo
madad binaa

madad binaa kaise pahu.Nch paaye.nge
madad karo madad karo madad karo

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sitam the ... hazaar shukr ke... man darapan hai jag saaraa}%
\film{Dushman/ The Enemy}%
\year{1939}%
\starring{Saigal, Leela Desai, Prithviraj Kapoor, Neemo, Jagdish Sethi}%
\singer{Saigal}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Arzoo Lucknavi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12224 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

sitam the zulm the aafat the i.ntazaar ke din
hazaar shukr ke dekhe.nge ab bahaar din \-2

aawaaz kii duniyaa ke dosto
mai.n zaraa der se pahu.Nchaa
isake liye mujhe afasos hai
lekin aaj aap logo.n ko ek bil\-kul
nayaa gaanaa sunaataa huu.N
##ready##

aa ha aaha haa haa haa haa
man darapan hai jag saaraa
ye jag saaraa
man darapan hai jag saaraa

man andhiyaaraa
jag andhiyaaraa
man darapan hai jag saaraa
aa ha aaha haa haa haa haa

ulTii hai ye jaanii duniyaa
dukh kaa dukh kaisaa \-2
aisaa
aa.Nkho.n me.n til jaise kaalaa \-2
ruup andheraa
ruup andheraa kaam ujaaraa

man darapan hai jag saaraa

berii gaaye kaise soye.n \-2
kaam kiye din naahii.n hoye
niiras
dukh kii naiyaa.N aur khevaiyaa
aap kii naiyaa.N apanii naiyaa
jaal uThaa le maajhii ban jaa \-2
wo hai kinaaraa ye hai dhaaraa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
