% ISB File: Dushman_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ho balamaa sipa_iyaa haay re terii dambuuk se Dar laage}%
\film{Dushman}%
\year{1971}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Meena Kumari}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

ho balamaa sipa_iyaa haay re terii dambuuk se Dar laage
ho laage re jiyaraa dhak dhak dhak dhak dhak dhak jor se bhaare
o re balamaa sipa_iyaa haay re terii dambuuk se Dar laage
ho laage re jiyaraa dhak dhak dhak dhak dhak dhak jor se bhaare
ho jiyaraa dhak dhak dhak dhak dhak jor se bhaare

sharamaa ke priitam terii prem bharii baato.n se
Dhaa.Np diyaa re jalataa diipak mai.nne haatho.n se
chal piipal kii chhaa.Nv me.n baate.n ho.ngii gaa.Nv me.n
da_iyaa rii da_iyaa haay rii merii bairan pa.Dosan jaage
jaage re ka.nganaa khan khan khan khan khan khan baajan laage
balamaa sipa_iyaa haay re terii dambuuk se Dar laage
ho laage re jiyaraa dhak dhak dhak dhak dhak dhak jor se bhaare

shaam ko paka.Daa haath savere tak naa chho.Daa re
kaise bedardii se baabul ne naataa jo.Daa re
taubaa raam duhaa_ii remu.D ga_ii merii kalaa_ii re
mar ga_ii mai.n ma_iyaa haay re jaane ib kyaa ho isake aage
aage re paagal chhan chhan chhan chhan chhan chhan jor se baaje

balamaa sipa_iyaa haay re terii dambuuk se Dar laage
ho laage re jiyaraa dhak dhak dhak dhak dhak dhak jor se bhaare

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.nne dekhaa tuune dekhaa}%
\film{Dushman}%
\year{1971}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Meena Kumari}%
\singer{Kishore}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12245 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

la \:	maine dekhaa tuune dekhaa
	( maine dekhaa tuune dekhaa
	isane dekhaa usane dekhaa
	sabane dekhaa ) \-2
ki \:	kyaa dekhaa kyaa dekhaa
la \:	( ik dushman
	jo dosto.n se pyaaraa hai ) \-2

ki \:	maine dekhaa tuune dekhaa
	maine dekhaa tuune dekhaa
	isane dekhaa usane dekhaa
	sabane dekhaa
la \:	kyaa dekhaa kyaa dekhaa
ki \:	( ek gaa.Nv
	jo shaharo.n se bhii nyaaraa hai ) \-2

la \:	dushman dushman
	jo dosto.n se pyaaraa hai

la \:	aaj sazaa de.nge ham tumako
	terii sab bhuulo.n kii
	tere gale.n me.n ham Daale.nge
	ye maalaa phuulo.n kii

	is gaa.Nv kii riit yahii hai
	jiiwan sa.ngiit yahii hai
	aaj ke din kaa giit yahii hai
	yahii hai

la \:	maine dekhaa tuune dekhaa
	maine dekhaa tuune dekhaa
	isane dekhaa usane dekhaa
	sabane dekhaa
ki \:	kyaa dekhaa kyaa dekhaa
la \:	ik chaa.Nd
	jo sabakii aa.Nkh kaa taaraa hai
	dushman\-dushman
	jo dosto.n se pyaaraa hai

ki \:	sabane maaf kiyaa mujhako par
	mai.n huu.N jisakaa doShii
	kab TuuTegii usake ghaayal
	ho.NTho.n kii Kaamoshii

	wo bhii maaf kare to jaanuu.N
	man ko saaf kare to jaanuu.N
	insaaf kare to jaanuu.N to jaanuu.N

	meraa nahii.n teraa nahii.n \-2
	isakaa nahii.n usakaa nahii.n
	kisii kaa nahii.n
	ye doSh taqadiir kaa saaraa hai \-2

	ek gaa.Nv
	jo shaharo.n se bhii nyaaraa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{paisaa phe.nko tamaashaa dekho}%
\film{Dushman}%
\year{1971}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Meena Kumari}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

e dillii kaa kutub miinaar dekho
gho.De pe baa.Nkaa sawaar dekho
kalakatte kaa chaura.ngii baazaar
ghar baiThe saaraa sa.nsaar dekho
paisaa phe.nko tamaashaa dekho
ho paisaa phe.nko tamaashaa dekho

ho ho ho ho
dekho re lakhana_uu kii ye hai bhuul bhulaiyaa.N \-2
rastaa bhuul na jaanaa chalanaa thaam ke ba_iyaa.N
paise nahii.n to udhaar dekho
raadhaa se kaanhaa kaa pyaar dekho
dekho himaalaa parbat hai ye
ghar baiThe saaraa sa.nsaar dekho
paisaa phe.nko tamaashaa dekho
ho paisaa phe.nko tamaashaa dekho

e

% part 2

dekho dekho dekho baa_iskop dekho
dillii kaa kutub miinaar dekho
bamba_ii sahar kii bahaar dekho
ye aagare kaa hai taajamahal
ghar baiThe saaraa sa.nsaar dekho
paisaa phe.nko tamaashaa dekho
ho paisaa phe.nko tamaashaa dekho

ho ho ho ho
aa_ii re mai.n aalii baa_iskop waalii \-2
khel shuruu hotaa hai bachcho.n bajaa_o taalii

% Part 3

ho ho ho ho
aa_ii re mai.n aalii baa_iskop waalii \-2
khel Katam hotaa hai bachcho.n bajaa_o taalii

dekho dekho dekho
Darapok duulhaa
waadaa karake jo bhuulaa jaise saawan kaa jhuulaa
kabhii idhar kabhii udhar kabhii niiche kabhii uupar dhat
logo.n kaa paise se pyaar dekho
shaadii biyaah kaa byopaar dekho
ye do dilo.n ko milane naa de
duniyaa kii uu.Nchii diiwaar dekho
paisaa phe.nko tamaashaa dekho
ho paisaa phe.nko tamaashaa dekho

beTii ik Gariib kii miTTii kaa khilaunaa \-2
jag waalo ko chaahiye chaa.Ndii aur sonaa
duniyaa hai miiThii kaTaa dekho
jaalim ye saramaayaadaar dekho
hamase Gariibo.n se sarakaar ne
maa.Ngaa dahej das hajaar dekho
paisaa phe.nko tamaashaa dekho
ho dekho dekho tamaashaa dekho \-5

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sachchaa_ii chhup nahii.n sakatii}%
\film{Dushman}%
\year{1971}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz}%
\singer{Kishore}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Vandana Venkatesan  (vandana@ece.scarolina.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

haa.N \threedots, sachchaaI chhup nahii.n sakatI, banaavaT ke usuulo.n se
ki khushabuu aa nahii.n sakatI, kabhI kaagaz ke phuulo.n se !

mai.n intazaar karuu.N, ye dil nisaar karuu.N
mai.n tujhase pyaar karuu.N, o magar kaise aitabaar karuu.N ?
jhuuThaa hai teraa vaadaa !
vaadaa teraa vaadaa, vaadaa teraa vaadaa \- (2)
vaade pe tere maaraa gayaa, bandaa mai.n siidhaa saadhaa
vaadaa teraa vaadaa, vaadaa teraa vaadaa \- (2)

tumhaarii zulf hai yaa, sa.Dak kaa mo.D hai ye ?
tumhaarii aa.Nkh hai yaa, nashe kaa to.D hai ye?
kahaa kab kyaa kisI se, tumhe.n kuchh yaad nahii.n
hamaare saamane hai, hamaare baad nahI.n
kitaab\-e\-husn me.n to, vafaa kaa naam nahii.n, are !
(mohabbat tum karogii ? tumhaaraa kaam nahii.n !) \- (2)
aka.Datii khuub ho tum, merii mahabuub ho tum \- (2)
nigaah\-e\-gair se bhii, magar manasuub ho tum
kisii shaayar se puuchho, gazal ho yaa rubaa_ii
bharii hai shaayarii me.n, tumhaarii bevafaa_ii
ho ! daaman me.n tere phuul hai.n kam, aur kaa.NTe.n hai.n zyaadaa
vaadaa teraa vaadaa, vaadaa teraa vaadaa \- (2)
vaade pe tere maaraa gayaa, bandaa mai.n siidhaa saadhaa
vaadaa teraa vaadaa, vaadaa teraa vaadaa \- (2)

taraane jaanatii hai, fasaane jaanatii hai
ka_ii dil to.Dane ke, bahaane jaanatii hai
kahii.n pe soz hai tuu, kahii.n pe saaz hai tuu
jise samajhaa naa koii, vahii ek raaz hai tuu
kabhii tuu ruuTh baiThii, kabhii tuu muskaraa_ii, are !
kisii se kii mohabbat, kisii se bevafaa_ii ! \- (2)
u.Daae hosh taubaa, terii aa.Nkhe.n sharaabii \- (2)
zamaane me.n huii hai, inhii.n se har kharaabii
bulaae chhaa.Nv koii, pukaare dhuup koii
teraa ho ra.ng koii, teraa ho ruup koii
ho ! kuchh phark nahii.n naam teraa, raziyaa ho yaa raadhaa !!
vaadaa teraa vaadaa, vaadaa teraa vaadaa \- (2)
vaade pe tere maaraa gayaa, bandaa mai.n siidhaa saadhaa
vaadaa teraa vaadaa, vaadaa teraa vaadaa \- (2)

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
