% ISB File: EighteenFiftySeven_1946.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{Gam\-e\-aashiyaanaa sataa_egaa kab tak}%
\film{Eighteen Fifty Seven/ 1857}%
\year{1946}%
\starring{Suresh, Vasti, Suraiyya, Nigar, Lakshmi}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Sajjad}%
\lyrics{Mohan Singh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11361 [V S Rawat]
% Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #41 under Geetanjali #31

\printtitle
#indian

Gam\-e\-aashiyaanaa sataa_egaa kab tak
mujhe meraa dil yuu.N rulaa_egaa kab tak

banaa kar bigaa.De hai.n ghar tuune laakho.n
falak ye tamaashe dikhaa_egaa kab tak

sitam aaj karate hai.n insaa.N pe insaa.N
tuu insaa.N ko insaa.N banaa_egaa kab tak

terii aaj duniyaa jahannum banii hai
tuu shaan\-e\-Kudaa_ii chhipaa_egaa kab tak

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii nazar me.n mai.n rahuu.N merii nazar me.n tuu}%
\film{Eighteen Fifty Seven/ 1857}%
\year{1946}%
\starring{Suresh, Vasti, Suraiyya, Nigar, Lakshmi}%
\singer{Surendra Nath, Suraiyya}%
\music{Sajjad Hussain}%
\lyrics{Shewan Rizvi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12014 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

surai \:	( terii nazar me.n mai.n rahuu.N
	merii nazar me.n tuu
	aa aa aa aa aa ) \-2
sure \:	terii kahaanii \-3
	terii kahaanii mai.n kahuu.N
	merii kahaanii tuu
	uu uu uu uu uu
surai \:	aa
do \:	terii nazar me.n mai.n rahuu.N
	merii nazar me.n tuu
	aa aa aa aa aa

surai \:	( nikharii hu_ii ho chaa.Ndanii
	ii ii ii ii
	chhaa_ii hu_ii bahaar ) \-2
	tujhase judaa na mai.n rahuu.N \-2
	aur mujhase judaa na tuu
	aa aa aa aa aa
	( terii nazar me.n mai.n rahuu.N
	merii nazar me.n tuu
	aa aa aa aa aa ) \-2

sure \:	( jalawe tere
	jalawe tere nazar me.n ho.n
	dil me.n ho terii aarazuu ) \-2
	mujhako yahii ho juustazuu \-2
	ke lab pe mere ho tuu
	aa aa aa aa aa
surai \:	aa
do \:	terii nazar me.n mai.n rahuu.N
	merii nazar me.n tuu
	aa aa aa aa aa

surai \:	( ishq pe chhaaye.n mastiyaa.N
sure \:	husn pe shoKiyaa.N ) \-2
surai \:	mastii bharii jawaaniyaa.N \-2
sure \:	chhe.De.n yahii kahaaniyaa.N
do \:	ke tujhase judaa na mai.n rahuu.N \-2
	aur mujhase judaa na tuu
	aa aa aa aa aa
	terii nazar me.n mai.n rahuu.N
	merii nazar me.n tuu
	aa aa aa aa aa
	terii nazar me.n mai.n rahuu.N
	merii nazar me.n tuu

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ummiido.n kaa taaraa qisamat se}%
\film{Eighteen Fifty Seven/ 1857}%
\year{1946}%
\starring{Suresh, Vasti, Suraiya, Nigar, Lakshmi}%
\singer{Suraiya}%
\music{Sajjad}%
\lyrics{Anjum Pilibhiti}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12509 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ummiido.n kaa taaraa
ummiido.n kaa taaraa qisamat se
kuchh der chamak ke TuuT gayaa
TuuT gayaa
ghar\-baar luTaa barabaad huye
sayyaad chaman ko luuT gayaa
luuT gayaa

jab tum hii nahii.n to duniyaa me.n
jiine kii Kushii bhii ko_ii nahii.n
ko_ii nahii.n
ab aag lage yaa barf gire \-2
aramaan bharaa dil TuuT gayaa
TuuT gayaa
ummiido.n kaa taaraa

aaraam uThaaye the jitane
Gam unase bhii jyaadaa hamako mile
naazuk thaa bahot chhaalaa dil kaa \-2
ek Thes lagii aur phuuT gayaa
phuuT gayaa
ummiido.n kaa taaraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
