% ISB File: EkAurEkGyarah_2003.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##one, plus one## ... ek aur ek gyaarah mere yaaraa}%
\film{Ek Aur Ek Gyarah}%
\year{2003}%
\starring{Sajnay Dutt, Govinda, Amrita Arora, Nandini Singh}%
\singer{Sonu Nigam, Shankar Mahadevan/ Udit Narayan, Shankar Mahadevan}%
\music{Shankar-Ehsaan-Loy}%
\lyrics{Sameer}%

% contributor: BOL ANAMOL #11779 [V S Rawat]
% producer: Mukta Arts Ltd, Subhash Ghai, www.muktaarts.com
% director: David Dhawan
% audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% cassette: Royal SHFC 1/3355 Stereo, Cost: Rs 50/-, CD: 
% website: www.ekaurekgyarah.com

\printtitle
#indian

##one, plus one, one, plus one##
ko \:	ek ek ek ek ek ek aur ek
	ek ek ek ek aur ek
sha.n \: gyaarah mere yaaraa
so \:	ek aur ek gyaarah mere yaaraa
	ek aur ek ek aur ek
ko \:	gyaarah mere yaaraa

so \:	ek aur ek do hote nahii.N
	ha.Nsane vaale rote nahii.n
	jaagane vaale sote nahii.n
	apanii hastii khote nahii.n
do \:	jahaa.N dushman milaa dushman
	jahaa.N dushman milaa to de maaraa
	mere yaaraa ek aur ek gyaarah mere yaaraa
ko \:	ek aur ek ek aur ek gyaarah mere yaaraa

sha.n \:	aise dikhaa_e.Nge jalave dekhegaa saaraa jahaa.N
so \:	ham to hai.n sab se niraale hamasaa ajuubaa kahaa.N
sha.n \:	ko_ii hamasaa
so \: naa aayaa
sha.n \:	naa aa_egaa ab to dobaaraa
so \:	mere yaaraa
do \:	ek do tiin chaar paa.Nch chhH saat aaTh nau das aur ek
	gyaarah mere yaaraa

sha.n \:	husn kii lau me.n jal jaate hai.n
so \:	mom ke jaise pighal jaate hai.n
sha.n \:	ho diivaane hai.n machal jaate hai.n
so \:	girate hai.n phir sambhal jaate hai.n
sha.n \:	ko_ii hamasaa
so \: naa hamasaa
	ko_ii hamasaa naa hamasaa diladaaraa
	mere yaaraa
sha.n \:	ek aur ek gyaarah mere yaaraa
	haa haa haa haa
	ek aur ek ek aur ek ek aur ek ek aur ek ek aur ek ek aur ek 
do \:	gyaarah mere yaaraa
so \:	ek aur ek ek aur ek
do \:	gyaarah mere yaaraa
so \:	ek aur ek do hote nahii.N
	ha.Nsane vaale rote nahii.n
	jaagane vaale sote nahii.n
	apanii hastii khote nahii.n
do \:	jahaa.N dushman milaa dushman
	jahaa.N dushman milaa to de maaraa
	mere yaaraa ek aur ek gyaarah mere yaaraa
	ek aur ek ek aur ek gyaarah mere yaaraa
	ek do tiin chaar paa.Nch chhH saat aaTh nau das aur ek
	##one, plus one, one, plus one##

% Part 2:

u \:	jab apanaa yaaraanaa banaa yaarii kaa afasaanaa banaa
	ik dilakash nazaraanaa banaa har mausam mastaanaa banaa
	( ko_ii hamasaa ) \-3 nahii.n diladaaraa
	mere yaaraa ek aur ek gyaarah mere yaaraa

% Part 3:

ko \:	ek ek ek ek ek ek aur ek
	ek ek ek ek aur ek
so \: gyaarah mere yaaraa
	ek aur ek gyaarah mere yaaraa
	ek aur ek ek aur ek
so \: gyaarah mere yaaraa
ko \:	ek aur ek ek aur ek
so \: gyaarah mere yaaraa

	vaqt kii rau me.n bahate nahii.n
	vaise to kuchh kahate nahii.n
	lekin chup bhii rahate nahii.n
	ko_ii sitam kab sahate nahii.n
do \:	ye zamaanaa haa.N zamaanaa ye zamaanaa zamaanaa ham se haaraa
	mere yaaraa
ko \: ek aur ek gyaarah mere yaaraa

so \:	tujhako pataa hii nahii.n hai nazadiik hai.n tere din
sha.n \:	anahonii hai hone vaalii din u.Ngaliyo.n pe tuu gin
so \:	ek do tiin chaar paa.Nch chhH saat aaTh
	ek do tiin chaar paa.Nch chhH saat aaTh nau das gyaarah
	mere yaaraa
	ek aur ek

sha.n \:	aise dikhaa_e.Nge jalave dekhegaa saraa jahaa.N
so \:	ham to hai.n sab se niraale ham saa ajuubaa kahaa.N
sha.n \:	ko_ii hamasaa naa aayaa naa aa_egaa ab to dobaaraa
so \:	mere yaaraa
do \:	ek do tiin chaar paa.Nch chhH saat aaTh nau das aur ek
ko \:	gyaarah mere yaaraa
so \:	ek aur ek ek aur ek
sha.n \:	gyaarah haa aa aa mere yaaraa

so \:	jab apanaa yaaraanaa banaa
sha.n \:	yaarii kaa afasaanaa banaa
so \:	ik dilakash nazaraanaa banaa
sha.n \:	har mausam mastaanaa banaa
	ye to jaane
so \:	haa.N jaane
sha.n \:	ye to jaane ye jaane jag saaraa
	mere yaaraa
so \:	ek aur ek gyaarah mere yaaraa
sha.n \:	ek aur ek ek aur ek
so \:	ek aur ek ek aur ek ek aur ek ek aur ek aur ek aur ek ek aur ek
ko \:	gyaarah mere yaaraa

sha.n \:	husn kii lau me.n jal jaate hai.n
so \:	mom ke jaise pighal jaate hai.n
sha.n \:	ho diivaane hai.n machal jaate hai.n
so \:	girate hai.n phir sambhal jaate hai.n
sha.n \:	ko_ii hamasaa
so \: naa hamasaa
	ko_ii hamasaa naa hamasaa diladaaraa
	mere yaaraa
sha.n \: ek aur ek gyaarah mere yaaraa
so \:	ek aur ek ek aur ek ek aur ek ek aur ek aur ek aur ek ek aur ek
ko \:	gyaarah mere yaaraa

so \:	ek aur ek do hote nahii.N
	ha.Nsane vaale rote nahii.n
	jaagane vaale sote nahii.n
	apanii hastii khote nahii.n
do \:	jahaa.N dushman milaa dushman
	jahaa.N dushman milaa to de maaraa
	mere yaaraa
ko \: ek aur ek gyaarah mere yaaraa
	ek do tiin chaar paa.Nch chhH saat aaTh nau das aur ek

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haa ... jo majanuu.N the ... ye terii mohabbat be_iimaan mohabbat}%
\film{Ek Aur Ek Gyarah}%
\year{2003}%
\starring{Sajnay Dutt, Govinda, Amrita Arora, Nandini Singh}%
\singer{KK, Shankar Mahadevan, Gayatri}%
\music{Shankar-Ehsaan-Loy}%
\lyrics{Sameer}%

% contributor: BOL ANAMOL #11778 [V S Rawat]
% producer: Mukta Arts Ltd, Subhash Ghai, www.muktaarts.com
% director: David Dhawan
% audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% cassette: Royal SHFC 1/3355 Stereo, Cost: Rs 50/-, CD: 
% website: www.ekaurekgyarah.com

\printtitle
#indian

ko \:	haa
	haa
ke \:	jo majanuu.N the vo chale ga_e
ko \:	haa
ke \:	jo raa.Njhaa the vo chale ga_e
ko \:	haa
gaa \:	jo majanuu.N the vo chale ga_e
ko \:	haa
gaa \:	jo raa.Njhaa the vo chale ga_e
ko \:	haa
ke \:	vo ishq hai naa pyaar hai
	vo dil hai naa diladar hai
	tuu dost hai naa yaar hai
	ye terii mohabbat be_iimaan mohabbat
	ye terii mohabbat be_iimaan mohabbat
ko \:	haa

ke \:	jo majanuu.N the vo chale ga_e
ko \:	chale ga_e chale ga_e 
ke \:	jo raa.Njhaa the vo chale ga_e
ko \:	chale ga_e chale ga_e 
ke \:	un diivaano.n kaa naam naa lo
ko \:	naam naa lo naam naa lo
ke \:	un paravaano.n kaa naam naa lo
ko \:	naam naa lo naam naa lo
ke \:	vo ishq hai naa pyaar hai
	vo dil hai naa diladar hai
	vo dost hai naa yaar hai
	ye terii mohabbat be_iimaan mohabbat
	ye terii mohabbat be_iimaan mohabbat
ko \:	haa

ko \:	yaa yaa
	haa
	yaa yaa
	haa

ke \:	ab kahaa.N sharm\-o\-hayaa
	ab kahaa.N bholii adaa
gaa \:	sar se pardaa haTaa sab hu_aa bemazaa
	naa vo rasme.n rahii.n naa vo qasme.n rahii.n
ke \:	aane vaalii hai ab qayaamat
	jo lailaa thii vo chalii ga_ii
ko \:	chalii ga_ii chalii ga_ii
ke \:	jo hiir thii vo chalii ga_ii
ko \:	chalii ga_ii chalii ga_ii
ke \:	are raamakalii kaa naam naa lo
ko \:	naam naa lo naam naa lo
ke \:	anaarakalii kaa naam naa lo
ko \:	naam naa lo naam naa lo
gaa \:	vo ishq hai naa pyaar hai
	vo dil hai naa diladar hai
	vo ishq hai naa pyaar hai
	ye terii mohabbat
ke \:	be_iimaan mohabbat
	ye terii mohabbat be_iimaan mohabbat

sha.n \:	##what to say, when to say, why to say, how to say,##
	majanuu.N ko lav
ko \:	lav lav
sha.n \:	o lailaa ko bhii lav
ko \:	lav lav
sha.n \:	romi_o ko lav
ko \:	lav lav
sha.n \:	juuliyaT ko bhii lav
ko \:	lav lav
sha.n \:	sonii ko lav mahivaal ko lav
	paaro ko lav devadaas ko lav
	lav to lav kis\-kis ko lav
	haay mohabbat
ko \:	lav lav lav lav

ke \:	aashiqii bas naam kii ye Kushii kis kaam kii
gaa \:	ko_ii dil to.D de raah me.n chho.D de
	ik bharosaa kare duujaa dhokhaa kare
ke \:	haT aa.Nkho.n me.n hai jhuuThii chaahat

	jo devadaas the chale ga_e
ko \:	chale ga_e chale ga_e
ke \:	jo log Kaas the chale ga_e
ko \:	chale ga_e chale ga_e
ke \:	tum bulleshaah kaa naam naa lo
ko \:	lav lav lav lav
ke \:	are ramataa kaa bhii naam naa lo
ko \:	lav lav lav lav
ke \:	vo ishq hai naa pyaar hai
	vo dil hai naa diladar hai
	vo ishq hai naa pyaar hai
	ye terii mohabbat be_iimaan mohabbat
ko \:	mohabbat
	be_iimaan mohabbat
	mohabbat
	hoy hoy
	mohabbat
	hoy hoy
	be_iimaan mohabbat
	mohabbat
ke \:	be_iimaan
	vo_o vo_o vo_o
	mohabbat

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho ye man meraa ba.Daa hii chhaliyaa}%
\film{Ek Aur Ek Gyarah}%
\year{2003}%
\starring{Sajnay Dutt, Govinda, Amrita Arora, Nandini Singh}%
\singer{Abhijeet, Babul Supriyo}%
\music{Shankar-Ehsaan-Loy}%
\lyrics{Sameer}%

% contributor: BOL ANAMOL #11781 [V S Rawat]
% producer: Mukta Arts Ltd, Subhash Ghai, www.muktaarts.com
% director: David Dhawan
% audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% cassette: Royal SHFC 1/3355 Stereo, Cost: Rs 50/-, CD: 
% website: www.ekaurekgyarah.com

\printtitle
#indian

	( ho ye man meraa ba.Daa hii chhaliyaa
	maaf karo brajabasiyaa \-2 ) \-2
	raadhaajii ke man me.n base.n ham
	man me.n base.n ham
	haa.N dhan me.n base.n ham
	aisaa karo kuchh rasiyaa
	maaf karo brajabasiyaa

	hoy ( raadhaa bhii yahii.n miiraa bhii yahii.n
	inhe.n chho.Dake tuu jaanaa naa kahii.n ) \-2
	maaf karo brajabasiyaa \-2

	kitanii mohanii muurat terii dekhuu.N har gha.Dii bas tujhako
	kitanii sohanii suurat terii bhaa_e ab yahii bas mujhako
	tere is dar pe hai.n aa_e savaalii
	bharosaa hame.n hai naa jaaye.Nge khaalii
	dayaa ab karo
	ye jholii to bharo
	tumhaaraa sahaaraa bha.Nvar me.n kinaaraa
	ho sab kahate tum antarayaamii pa.Dh lo jiyaa kii patiyaa
	aisaa karo kuchh rasiyaa
	he raadhaa bhii yahii.n miiraa bhii yahii.n
	inhe.n chho.Dake he tuu jaanaa naa kahii.n he
ko \:	raadhaa bhii yahii.n miiraa bhii yahii.n
	au o
	inhe.n chho.Dake tuu jaanaa naa kahii.n
	au o

	raadhaa raadhaa tere pyaar me.n mai.n ho gayaa huu.N aadhaa
	ham apanii aa.Nkho.n me.n teraa hii ruup basaaye re
	mu.D ke dekh hame.n kha.De hai.n tere daaye.n\-baaye.n re
	ham dil ke rogii re
	ham dil ke rogii re
	ko_ii naa jaane ham diivaane prem ke jogii re
	naa ye ghar chho.D ke jaa_.Nge naa jaa_e.Nge
ko \:	naa jaa_e.Nge naa jaa_e.Nge
	naa ye ghar chho.D ke jaa_e.Nge

	kaaTe kaTe naa ab to akele birahaa kii suunii ratiyaa
	kuchh to karo brajabasiyaa
	hurr raadhaa bhii yahii.n miiraa bhii yahii.n
	inhe.n chho.Dake jaanaa naa kahii.n
ko \:	raadhaa bhii yahii.n o o
	miiraa bhii yahii.n o o
	inhe.n chho.Dake o o
	tuu jaanaa naa kahii.n

	ho ye man meraa ba.Daa hii chhaliyaa
	maaf karo brajabasiyaa \-2
	maaf karo brajabasiyaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere jaaniyaa ... mai.n jogiyaa jogiyaa mai.nne dil tujhako de diyaa}%
\film{Ek Aur Ek Gyarah}%
\year{2003}%
\starring{Sajnay Dutt, Govinda, Amrita Arora, Nandini Singh}%
\singer{Udit Narayan, Sneha Pant, Shankar Mahadevan}%
\music{Shankar-Ehsaan-Loy}%
\lyrics{Sameer}%

% contributor: BOL ANAMOL #11783 [V S Rawat]
% producer: Mukta Arts Ltd, Subhash Ghai, www.muktaarts.com
% director: David Dhawan
% audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% cassette: Royal SHFC 1/3355 Stereo, Cost: Rs 50/-, CD: 
% website: www.ekaurekgyarah.com

\printtitle
#indian

sne \:	mere jaaniyaa mere raa.Njhanaa mere saajanaa
u \:	( mai.n jogiyaa jogiyaa ) \-2 maine dil tujhako de diyaa
ko \:	dhin tanaa naa dhin tanaa naa tanaa naa \-2
sha.n \:	mai.n jogiyaa jogiyaa maine dil tujhako de diyaa
ko \:	dhin tanaa naa dhin tanaa naa tanaa naa \-2
u \:	merii jogan mujhako de\-de \-2
	rab ke aage sab ke aage
sha.n \:	ho rab ke aage sab ke aage rab ke aage
	ro liyaa mai.n ro liyaa
sne \:	ho jogiyaa maine dil tujhako de diyaa
	tuu jogiyaa jogiyaa maine dil tujhako de diyaa
	meraa jogii mujhako de\-de \-2
	rab ke aage sab ke aage ho rab ke aage sab ke aage rab ke aage
	ro liyaa
sha.n \:	mai.n jogiyaa jogiyaa maine dil tujhako de diyaa

	vo kahaa.N hai mai.n naa jaanuu.N raat\-din usakii maalaa japuu.N
u \:	vo mile to vo kahe to dhuup kyaa chhaa.Nv me.n bhii tapuu.N
sne \:	maine Kvaabo.n me.n use dekhaa hai
	merii haatho.n kii vo rekhaa hai
	o maine Kvaabo.n me.n dekhaa hai
	haatho.n kii rekhaa hai
u \:	vo basii hai man ke andar
sha.n \:	vo basii hai man ke andar saamane jo aaye mere
	ho saamane jo aaye mere kah duu.N ab le lo jiyaa
u \:	le lo jiyaa le lo jiyaa
sne \:	tuu jogiyaa jogiyaa mai.n ne dil tujhako de diyaa

u \:	Dhuu.NDhataa huu.N dilarubaa ko pyaar ke har hasii.n mo.D pe
	haa
sha.n \:	ek din vo mere ghar me.n aa_egii apanaa sab chho.D ke
sne \:	merii saa.Nso.n me.n vo samaayaa hai
	merii yaado.n me.n vo hii chhaayaa hai
	ho merii saa.Nso.n me.n samaayaa hai
	yaado.n me.n chhaayaa hai
u \:	dil usii kaa hai diivaanaa
sha.n \:	dil usii kaa hai diivaanaa vo mile to ha.Ns ke boluu.N
u \:	haa.N vo mile to ha.Ns ke boluu.N mai.n to huu.N teraa piyaa
sha.n \:	teraa piyaa teraa piyaa
sne \:	tuu jogiyaa jogiyaa maine dil tujhako de diyaa
	mere jaaniyaa mere raa.Njhanaa mere saajanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{oy ... o dushmanaa ... ba.Dii Kuubasuurat suhaanii gha.Dii hai}%
\film{Ek Aur Ek Gyarah}%
\year{2003}%
\starring{Sajnay Dutt, Govinda, Amrita Arora, Nandini Singh}%
\singer{Soumya Raoh, Sonu Nigam}%
\music{Shankar-Ehsaan-Loy}%
\lyrics{Sameer}%

% contributor: BOL ANAMOL #11782 [V S Rawat]
% producer: Mukta Arts Ltd, Subhash Ghai, www.muktaarts.com
% director: David Dhawan
% audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% cassette: Royal SHFC 1/3355 Stereo, Cost: Rs 50/-, CD: 
% website: www.ekaurekgyarah.com

\printtitle
#indian

sau \:	oy oy oy oy \-2
	o dushmanaa \-4
	( ba.Dii Kuubasuurat suhaanii gha.Dii hai
	o dushmanaa \-2  ) \-2
	mohabbat ke aage javaanii kha.Dii hai
	bhar le mujhe aaGosh me.n
	aise me.n kuchh soch naa
	o dushmanaa \-2
	ba.Dii Kuubasuurat suhaanii gha.Dii hai
	o dushmanaa \-2
	mohabbat ke aage javaanii kha.Dii hai
	bhar le mujhe aaGosh me.n
	aise me.n kuchh soch naa

so \:	oy abalaa naarii oy cha.Nchal baalaa
	mai.n huu.N baalak bholaa\-bhaalaa
	aur pujaarii daa puttar huu.N mai.n paNDit jii kaa saalaa
	aur aap hai.n hastii aalaa aur mai.n dushmanaa
	oy naa naa naa oy
ko \:	dushmanaa \-4

sau \:	( jaaguu.N aur jagaa_uu.N aaj tujhako raat bhar
	kam ho beqaraarii ko_ii aisii baat kar ) \-2
	tanhaa_ii me.n dha.Dake jiyaa
	ko_ii nahii.n ghar me.n piyaa
	aa narm baa.Nho.n me.n aa

	o dushmanaa \-2
	ba.Dii Kuubasuurat suhaanii gha.Dii hai
	o dushmanaa \-2
	mohabbat ke aage javaanii kha.Dii hai
	bhar le mujhe aaGosh me.n
	aise me.n kuchh soch naa

	oy oy oy oy
so \:	sun oy naarii
sau \:	hoy oy oy oy
so \:	sun oy devii
sau \:	oy oy oy oy
so \:	achchhaa to le ek oy oy merii taraf se bhii
	bhaarat kii naarii hai.n aap sabhy sushiil aur sundar
	aur na_ii honaa hai mujhako andar
	ai mere sa.nyam kaa baa.Ndh TuuT rahaa hai
	chhuuT rahaa kuchh chhuuT rahaa hai
	##stop you stop you stop stop stop stop##
	mai.n dushmanaa

	parde sab gire hai.n band saarii khi.Dakiyaa.N
	tho.Dii der kar le.n aise me.n to mastiyaa.N
	he parde sab gire hai.n band saarii khi.Dakiyaa.N
	tho.Dii der kar le.n aise me.n to mastiyaa.N
	betaabiyaa.N hai.n josh me.n
	kaise rahuu.N mai.n hosh me.n
	ab rok naa merii jaa.N

do \:	o dushmanaa \-2
	ba.Dii Kuubasuurat suhaanii gha.Dii hai
	o dushmanaa \-2
	mohabbat ke aage javaanii kha.Dii hai
	bhar le mujhe aaGosh me.n
	aise me.n kuchh soch naa
so \:	aise me.n kuchh soch naa \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tho.Daa\-tho.Daa sone kaa ra.ng}%
\film{Ek Aur Ek Gyarah}%
\year{2003}%
\starring{Sajnay Dutt, Govinda, Amrita Arora, Nandini Singh}%
\singer{Sneha Pant, Udit Narayan}%
\music{Shankar-Ehsaan-Loy}%
\lyrics{Sameer}%

% contributor: BOL ANAMOL #11780 [V S Rawat]
% producer: Mukta Arts Ltd, Subhash Ghai, www.muktaarts.com
% director: David Dhawan
% audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% cassette: Royal SHFC 1/3355 Stereo, Cost: Rs 50/-, CD: 
% website: www.ekaurekgyarah.com

\printtitle
#indian

sne \:	( tho.Daa-tho.Daa sone kaa ra.ng
	tho.Dii-tho.Dii chaa.Ndii kii chamak ) \-2
	tho.Daa kaliyo.n kaa ras jab milaayaa gayaa
	milaayaa gayaa
	tab ye meraa badan jaan\-e\-man
	banaayaa gayaa
	banaayaa gayaa
	tho.Daa-tho.Daa sone kaa ra.ng
	tho.Dii-tho.Dii chaa.Ndii kii chamak

	ko_ii mujh saa yahaa.N Kuubasuurat nahii.n
	mujhe gahano.n kii ko_ii zaruurat nahii.n
	ho chaa.Nd kii chaa.Ndanii bhii maddham lage
	ko_ii bhii ho mere saamane kam lage
	tho.Daa-tho.Daa mahakaa gulaab
	tho.Dii-tho.Dii chhalakii sharaab
	tho.Daa kaliyo.n kaa ras jab milaayaa gayaa
	tab ye meraa badan jaan\-e\-man
	banaayaa gayaa

	jo mujhe dekh le dekhataa hii rahe
	mere baare me.n vo sochataa hii rahe
	ho aa mujhe apanii baa.Nho.n me.n bhar le sanam
	pyaar tuu mujhase jii bhar ke kar le sanam
u \:	tho.Daa-tho.Daa tho.Daa hijaab
	tho.Dii-tho.Dii mastii shabaab
	tho.Daa kaliyo.n kaa ras jab milaayaa gayaa
	milaayaa gayaa
	tab ye teraa badan jaan\-e\-man
	banaayaa gayaa
	banaayaa gayaa

	tho.Daa-tho.Daa sone kaa ra.ng
	tho.Dii-tho.Dii chaa.Ndii kii chamak
sne \:	tho.Daa-tho.Daa
u \:	sone kaa ra.ng
sne \:	tho.Dii-tho.Dii
u \:	chaa.Ndii kii chamak
sne \:	( tho.Daa
u \:	tho.Daa
sne \:	tho.Dii
u \:	tho.Dii ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
