% ISB File: EkDinKaSultan_1945.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{falaq ke chaa.Nd kaa hamane jawaab dekh liyaa}%
\film{Ek Din Ka Sultan}%
\year{1945}%
\starring{Mehtab, Wasti, Saadiq Ali, Ghulam Mohammed}%
\singer{G M Durrani}%
\music{Shanti Kumar}%
\lyrics{Wali Saheb}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 21, 2005

\printtitle
#indian

falaq ke chaa.Nd kaa
falaq ke chaa.Nd kaa hamane jawaab dekh liyaa
zamii.n kii god me.n kal
zamii.n kii god me.n kal maahataab dekh liyaa
kisii kii sharabatii aa.Nkhe.n \-2
basaa ke aa.Nkho.n me.n \-2
binaa piiye huye lutf\-e\-sharaab dekh liyaa \-2

nigaah\-e\-shauq ne ruK se uThaa ke parde ko \-2
kalii kaa husn gulo.n kaa shabaab dekh liyaa \-2
zamii.n kii god me.n kal
zamii.n kii god me.n kal maahataab dekh liyaa

udhar to bujh gaye
udhar to bujh gaye lekin idhar to lag uThe \-2
bujhaa ke aag anokhaa azaab dekh liyaa \-2
zamii.n kii god me.n kal
zamii.n kii god me.n kal maahataab dekh liyaa
falaq ke chaa.Nd kaa
falaq ke chaa.Nd kaa hamane jawaab dekh liyaa
zamii.n kii god me.n kal maahataab dekh liyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Gariibo.n kii duniyaa jahaa.N se niraalii}%
\film{Ek Din Ka Sultan}%
\year{1945}%
\starring{Mehtab, Wasti, Saadiq Ali, Ghulam Mohammed}%
\singer{Amirbai}%
\music{Rafiq Ghaznavi}%
\lyrics{Wali Sahab}%

% Contributor: dhananjay naniwadekar
% Date: 16 Nov 2002
% Credits: U V Ravindra
%           Afzal Khan
%           Har Mandir Singh Sachdev ('Hamraaz')
% Comments: Minerva Movietone - Sohrab Modi
%   Co-MDs in this film - Shanti Kumar, D Gadkar

\printtitle
#indian

Gariibo.n kii duniyaa jahaa.N se niraalii
na koii shaha.nshaah na koii sawaalii

hai.n zaradaar duniyaa me.n zar ke diiwaane
Gariibo.n ke ghar pyaar ke hai.n Kazaane
Gariibo.n kii duniyaa kaa allaah waalii

jo mahalo.n me.n jalate hai.n ghii ke chiraaG
to kuTiyaa me.n jalate hai.n siine ke daaG
udhar zar kii surKii  idhar Kuu.N kii laalii

amiiro.n ke siine se rahataa hai duur
Gariibo.n ke siine me.n allaah kaa nuur
Guruur\-o\-takabbur se siinaa hai Kaalii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
