% ISB File: EkGaaonKiKahaani_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jhuume re niilaa ambar jhuume}%
\film{Ek Gaon Ki Kahani}%
\year{1957}%
\starring{}%
\singer{Lata, Talat}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

jhuume re, niilaa ambar jhuume, dharatii ko chuume re
tum ko yaad karake, meraa dil bhii jhuume

kisake ishaare mujhako yahaa.N le aae
kisakii ha.Nsii ne raah me.n phuul khilaae
ambar kI DaalI DaalI, gaae koyal pyaarii
meraa dil bhii jhuume
jhuume re, niilaa ambar jhuume, dharatii ko chuume re

aise me.n jo milataa ho baa.nho.n kaa sahaaraa
aur machal uThataa ye nadii kaa kinaaraa
nadiyaa kaa paanii sunataa, pyaar kii kahaanii
meraa dil bhii jhuume
jhuume re, niilaa ambar jhuume, dharatii ko chuume re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o haay koii dekh legaa}%
\film{Ek Gaon Ki Kahani}%
\year{1957}%
\starring{Talat, Mala Sinha, Nirupa Roy, Abhi Bhattacharya}%
\singer{Talat, Lata}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

o haay koii dekh legaa
mere sa.ng piyaa ghabaraaye moraa jiyaa re
haay koii dekh legaa
o koii kyaa dekh legaa
priit kii ye Dorii duniyaa.N se nahii.n chorii re
koii kyaa dekh legaa
mai.n to ye prem galii pahale\-pahal aaj chali
mere sa.ng piyaa ghabaraaye moraa jiyaa re
haay koii dekh legaa

o paradesii saajanaa
chor tere jaaduu bhare do nainaa
o aramaa.N bhare dil ko
chhe.D gaye ras ke bhare tere bainaa
jab se ulajhii ye nazar ulajhii mere dil kii Dagar
mere sa.ng piyaa ghabaraaye moraa jiyaa re
haay koii dekh legaa

o dil ye kahataa hai ki aa
ra.ng bhare sapano.n kii duniyaa.N basaa le.n
laaj laage o rasiyaa
tuu mujhe baaho.n me.n apanii chhupaa le
pyaar karate hai.n zamaane kaa hame.n Dar kaisaa
mere sa.ng piyaa ghabaraaye moraa jiyaa re
haay koii dekh legaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raat ne kyaa kyaa khvaab dikhaaye}%
\film{Ek Gaon Ki Kahani}%
\year{1957}%
\starring{Talat Mahmood, Mala Sinha, Nirupa Roy, Abhi Bhattacharya}%
\singer{Talat}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Samiuddin Mohammed (sm0e@Lehigh.EDU)
% Transliterator: Anurag Acharya (anurag.acharya@cs.cmu.edu)

\printtitle
#indian

raat ne kyA kyA khvAb dikhaaye 
ra.ng bhare sau jaal bichhAye 
A.Nkhe.n khulI to sapane TUTe 
rah gaye Gam ke kaale sAye 
raat ne \threedots 

o \threedots (ham ne to chaahA bhUl bhI jAye.n 
vo afasAnA kyo.n dohorAye.n ) \- 2
dil rah rah ke yaad dilAye
raat ne kyA kyA \threedots

(dil me.n dil kA dad.r chhupAye 
chalo jahA.n qismat le jAye ) \- 2
duniyA parAyI log parAye 
raat ne kyA kyA \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
