% ISB File: EkNazar_1972.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{hamii.n kare.n ko_ii surat u.nhe.n bulaane kii}%
\film{Ek Nazar}%
\year{1972}%
\starring{Jaya Bhaduri, Amitabh Bachhan}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Nita Awatramani

\printtitle
#indian

hamii.n kare.n koii surat u.nhe.n bulaane kii
sunaa hai un ko to aadaat hai bhuul jaane kii
hamii.n kare.n koii surat \- 2
hamii.n kare.n koii surat u.nhe.n bulaane kii
sunaa hai un ko to aadaat hai bhuul jaane kii

jafaa ke zikr pe tum kyuu.N sambhal ke baiTh gaye \- 2
tumhaarii baat nahii.n
tumhaarii baat nahii.n baat hai zamaane kii
hamii.n kare.n koii surat u.nhe.n bulaane kii
sunaa hai un ko to aadaat hai bhuul jaane kii

jo ham sataaye.n to katraa ke is tarah se na jaa
nigaah-e-naaz ye baate.n
nigaah-e-naaz ye baate.n hai.n dil dukhaane kii
hamii.n kare.n koii surat u.nhe.n bulaane kii
sunaa hai un ko to aadaat hai bhuul jaane kii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pahale sau baar idhar aur udhar dekhaa hai}%
\film{Ek Nazar}%
\year{1971}%
\starring{Jaya Bhaduri, Amitabh Bachchan}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Vijay Kumar
% Transliterator: Vijay Kumar

\printtitle
#indian

pahale sau baar idhar aur udhar dekhaa hai
tab kahii.n Dar ke tumhe.n ek nazar dekhaa hai

ham pe ha.Nsatii hai jo duniyaa.N use dekhaa hii nahii.n
ham ne us shokh ko ae diidaa\-e\-tar dekhaa hai

aaj is ek nazar par mujhe mar jaane do 
us ne logo.n ba.Dii mushkil se idhar dekhaa hai

kyaa Galat hai jo mai.n diivaanaa huaa, sach kahanaa
mere mahabuub ko tum ne bhii agar dekhaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pattaa pattaa buuTaa buuTaa}%
\film{Ek Nazar}%
\year{1972}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Mir Taqi Mir, Majrooh}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)

\printtitle
#indian

pattaa pattaa buuTaa buuTaa
haal hamaaraa jaane hai, pattaa pattaa\threedots
jaane na jaane gul hii na jaane
baag to saaraa jaane hai, pattaa pattaa\threedots

koii kisii ko chaahe, to kyuu.n gunaah samajhate hai.n log
koii kisii kii khaatir, tarase agar to ha.Nsate hai.n log
begaanaa aalam hai saaraa, yahaa.N to koii hamaaraa
dard nahii.n pahachaane hai, pattaa pattaa\threedots

chaahat ke gul khile.nge, chalatii rahe hazaar aa.Ndhiyaa.N
ham to kisii chaman me.n, baa.Ndhe.nge pyaar kaa aashiyaa.N
ye duniyaa bijalii giraae, ye duniyaa kaa.NTe bichhaae
ishq magar kab maane hai, pattaa pattaa\threedots

dikhalaae.nge jahaa.N ko, kuchh din jo zindagaanii hai aur
kaise na ham mile.nge, hamane bhii dil me.n Thaanii hai aur
abhii matavaale dilo.n kii, muhabbat vaale dilo.n kii
baat koii kyaa jaane hai, pattaa pattaa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaar ko chaahi_e kyaa ek nazar}%
\film{Ek Nazar}%
\year{1972}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri}%
\singer{Kishor}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11200 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

pyaar ko chaahi_e kyaa ek nazar ek nazar \-3

der se tuu mere aramaano.n ke aa_iine me.n \-2
band palake.n li_e baiThii hai mere siine me.n \-2
ai merii jaan\-e\-hayaa dekh idhar dekh idhar dekh idhar
pyaar ko chaahi_e kyaa ek nazar ek nazar \-2
beqaraaro.n kii davaa ek nazar ek nazar \-2

chain dekar bhii jo bechain banaa detii ho \-2
( ho to shabanam sii magar ) \-2 aag lagaa detii ho
jab mile shor uThe haay re dil haay jigar haay jigar
pyaar ko chaahi_e kyaa ek nazar ek nazar \-2
beqaraaro.n kii davaa ek nazar ek nazar \-2
dardamando.n kii sadaa ek nazar ek nazar \-2

shiqavaa baaqii na rahe duur gilaa ho jaa_e \-2
is tarah dekh diivaane kaa bhalaa ho jaa_e
chaahane vaalo.n me.n aa der na kar der na kar der na kar
dardamando.n kii sadaa ek nazar ek nazar \-2
ishq maa.Nge hai du_aa ek nazar ek nazar \-2

Kuun\-e\-dil se ba.Dhe ruKasaar kii laalii terii \-2
merii aaho.n se palak aur ho kaalii terii
merii haalat pe na jaa aur sa.Nvar aur sa.Nvar aur sa.Nvar
ishq maa.Nge hai du_aa ek nazar ek nazar \-2
pyaar ko chaahi_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
