% ISB File: EkPaheli_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{meraa tumhaaraa saath to sadiyo.n kaa saath hai}%
\film{Ek Paheli}%
\year{1971}%
\starring{Firoz Khan, Tanuja, Rajendranath, Madan Puri, Aruna Irani, Bipin Gupta}%
\singer{Rafi, Suman}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Asad Bhopali}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10460 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

su \:	meraa tumhaaraa saath to sadiyo.n kaa saath hai
ra \:	ab tak gale na mil sake
su \:	ye aur baat hai
do \:	meraa tumhaaraa saath \threedots

ra \:	ma.nzil pe aayaa kaaravaa.N
	phir ho ga_e aramaa.N javaa.N
	mahasuus hone lagaa qadamo.n me.n hai.n dono.n jahaa.N
	jisakii talaash thii vo mere saath hai
su \:	ab tak gale na mil sake
ra \:	ye aur baat hai
do \:	meraa tumhaaraa saath \threedots

su \:	tuufaa.n se nikale hai.n ham aayaa nahii.n saahil abhii \-2
ra \:	mere tumhaare pyaar kii ik aur bhii ma.nzil abhii
do \:	shaayad hamaarii maut hii hamaarii hayaat hai
su \:	ab tak gale na mil sake
ra \:	ye aur baat hai
do \:	meraa tumhaaraa saath \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
