% ISB File: EkRaaz_1963.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{agar sun le to ik nagamaa huzuur\-e\-yaar laayaa huu.N}%
\film{Ek Raaz}%
\year{1963}%
\starring{Kishore Kumar, Jamuna, Lalita Pawar, Pran, Agha, Mumtaz, Tuntun}%
\singer{Kishor}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10111 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

agar sun le to ik nagamaa huzuur\-e\-yaar laayaa huu.N
vo kalii chaTakii ki dil TuuTaa par ik jha.nkaar laayaa huu.N
agar sun le tuu ek naGamaa \threedots

mujhe maaluum hai itanaa ki mai.n kyaa merii qiimat kyaa
jo sab kuchh thaa jo kuchh bhii nahii.n aisaa pyaar laayaa huu.N
agar sun le tuu ik naGamaa \threedots

achaanak aa girii bijalii to phir suurat yahii nikalii
uja.D gayaa dil to ab zaKmo.n kaa gulazaar laayaa huu.N
agar sun le tuu ik naGamaa \threedots

ajab huu.N mai.n bhii diivaanaa ajab hai meraa nazaraanaa
ke unake li_e apanii vafaa kaa TuuTaa haar laayaa huu.N
agar sun le tuu ik naGamaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ajanabii se ban ke karo na ishaaraa}%
\film{Ek Raaz}%
\year{1963}%
\starring{Kishore Kumar, Jamuna}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ki : ajanabii se ban ke karo na kinaaraa
     khudaaraa idhar bhii dekho
     idhar bhii khudaaraa
la : aap kaa to dil hai diivaanaa bechaaraa
     ishaaraa na samajhegaa ye
     nazar kaa ishaaraa

la : ham na pa.De.nge nazaro.n kii chaah me.n
ki : phir chal rahii ho kyo.n merii raah me.n
la : bekhudii me.n ham ko mausam ne thaa pukaaraa
ki : ajanabii se ban ke \threedots

ki : betaab dil hai aisii bhii chaal kyaa
la : dil hai tumhaaraa ham jaane haal kyaa
ki : dekhiye nazar me.n afasaanaa hai hamaaraa
     aanabii se ban ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{lachakat chamakat ... paayal vaalii dekhanaa}%
\film{Ek Raaz}%
\year{1963}%
\starring{Kishore Kumar, Jamuna}%
\singer{Kishore}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

lachakat chamakat chalat kaaminii
dadhigun damakat chapal daaminii
o baa.Nvarii o saa.Nvarii
arii o cha.nchal pal\-chhin ruk jaa
ruk jaa ruk jaa

paayal vaalii dekhanaa
yahii.n pe kahii.n dil hai
pag tale aaye naa

jaise daamaniyaa badaraa me.n u.De
kuchh duur chale phir jaa ke mu.De
uThaa re nayan kajaraare
par itanaa samajh le kisii kii lage haaye na
paayal vaalii dekhanaa \threedots

kit jhuum chalii madiraa sii piye
matavaarii pavan acharaa me.n liye
zamaanaa hai yuu.N hii mastaanaa
dekho jii R^ut binaa kaalii ghaTaa chhaaye na
paayal vaalii dekhanaa \threedots

kahii.n aisaa na ho koii baat bane
a.Nga.Daa_ii merii teraa naach bane
naacho rii na ban ke chakorii
ghuu.Nghar kahii.n dha.Dakan merii ban jaaye na
paayal vaalii dekhanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{uThegii tumhaarii nazar dhiire dhiire}%
\film{Ek Raaz}%
\year{1963}%
\starring{Kishore Kumar, Jamuna}%
\singer{Lata}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

uThegii tumhaarii nazar dhiire dhiire \-3
muhabbat karegii asar dhiire dhiire

ye maanaa khalish hai abhii halkii halkii
khabar bhii nahii.n hai tum ko mere dard-e-dil kii
kahabar ho rahegii magar dhiire dhiire
uThegii tumhaarii nazar \threedots

milegaa jo koii hasii.n chupake chupake
merii yaad aa jaayegii vahii.n chupake chupake
sataayegaa dard-e-jigar dhiire dhiire
uThegii tumhaarii nazar \threedots

sulagate hai.n kab se isii chaah me.n ham
pa.De hai.n nigaahe.n Daale isii raah me.n ham
ki aaoge tum bhii idhar dhiire dhiire
uThegii tumhaarii nazar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
