% ISB File: Elan_1947.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_ii ajal ai zindagii Gam kaa zamaanaa Tal gayaa}%
\film{Elan}%
\year{1947}%
\starring{Surendra, Munavvar Sultana, Himalaywala, Leela Mishra}%
\singer{Amirbai}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Zia Sarhadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12022 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)
% Credits: Urzung Khan

\printtitle
#indian

haa.N
aa_ii ajal ai zindagii
Gam kaa zamaanaa Tal gayaa
ab kyaa gire.ngii bijaliyaa.N
jab aashiyaa.N hii jal gayaa

aa o shab\-e\-Gam aaye jaa
saare jahaa.N par chhaaye jaa
ab tuu hii tuu rah jaayegii
ab kal na haragiz aayegii
wo din jo dushman thaa teraa
wo zindagii kaa din meraa
wo din hameshaa ke liye
haa.N din wahii din bhar gayaa

Gam kaa zamaanaa Tal gayaa

is umr kaa awwalapanaa
is umr kaa aaKirapanaa
ek jhuuTh kaa darabaar hai
baatilapanaa zaahilapanaa
ye zindagii kuchh bhii nahii.n \-2
naaTak kaa jhuuThaa khel hai
jab tak chalaa so chal gayaa

Gam kaa zamaanaa Tal gayaa

haa.N
aa_ii ajal ai zindagii
Gam kaa zamaanaa Tal gayaa
ab kyaa gire.ngii bijaliyaa.N
jab aashiyaa.N hii jal gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aa_iine me.n ek chaa.Nd sii suurat nazar aa_ii}%
\film{Elan}%
\year{1947}%
\starring{Surendra, Munavvar Sultana, Himalaywala, Leela Mishra}%
\singer{Amirbai, Surendra Nath}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Zia Sarhadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12110 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

surai \:	aa_iine me.n ek chaa.Nd sii suurat nazar aa_ii
sure \:	aa_iine me.n ek chaa.Nd sii suurat nazar aa_ii
surai\:	sau baar hu_ii jis pe fidaa saarii Kudaa_ii
	ho suurat nazar aa_ii
sure \:	sau baar hu_ii jis pe fidaa saarii Kudaa_ii
	ho suurat nazar aa_ii

sure \:	( aa.Nkho.n me.n tamannaa_o kaa aabaad zamaanaa
surai \:	har baat kuchh aisii ke mohabbat kaa fasaanaa ) \-2
sure \:	phuulo.n ne nazaaqat tere ruKasaar se paa_ii
	ho suurat nazar aa_ii
	aa_iine me.n ek chaa.Nd sii suurat nazar aa_ii

sure \:	( Dhalakaa hu_aa aa.Nchal ho qayaamat kii adaaye.n
surai \:	detaa hai meraa dil tujhe rah\-rah ke du_aaye.n ) \-2
sure \:	aa
	husn salaamat rahe aabaad rahe tuu
surai \:	ai
	husn salaamat rahe aabaad rahe tuu
sure \:	tuu hai to tere dam se hai aabaad Kudaa_ii
surai \:	tuu hai to tere dam se hai aabaad Kudaa_ii
	o suurat nazar aa_ii
	aa_iine me.n ek chaa.Nd sii suurat nazar aa_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek baar phir se aajaa dil me.n mere samaa jaa}%
\film{Elan}%
\year{1947}%
\starring{Surendra, Munavvar Sultana, Himalaywala, Leela Mishra}%
\singer{Surendra Nath}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Zia Sarhadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12023 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ek baar phir se aajaa
dil me.n mere samaa jaa
ek baar phir se aajaa

ai zindagii kii raahat
ai jannato.n kii jannat
ek baar phir se aajaa
dil me.n mere samaa jaa
ek baar phir se aajaa

huure.n nisaar tujh par
sadaqe bahaar tujh par
( jaan\-e\-bahaar tuu hai
dil kaa qaraar tuu hai ) \-2
tujhako qasam hayaa kii
apanii har ek adaa kii
ik baar muskaraa jaa

dil me.n mere samaa.N jaa
ek baar phir se aajaa

dekhaa hai jab se tujhako
diiwaanaa ho rahaa hai
mai.n is se aur ye mujhase
begaanaa ho rahaa hai

dil hai magar nahii.n hai
sab kuchh hai par nahii.n hai
tere baGair duniyaa
yaa Kaab yaa khilaunaa
is Kaab se jagaa jaa

dil me.n mere samaa.N jaa
ek baar phir se aajaa \-2
dil me.n mere samaa.N jaa
ek baar phir se aajaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{teraa jahaa.N aabaad hai meraa jahaa.N barabaad hai}%
\film{Elan}%
\year{1947}%
\starring{Surendra, Munavvar Sultana, Himalaywala, Leela Mishra}%
\singer{Surendra Nath}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Zia Sarhadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12024 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

teraa jahaa.N aabaad hai
meraa jahaa.N barabaad hai
fariyaad hai fariyaad hai
ai aasamaa.N fariyaad hai
teraa jahaa.N aabaad hai
meraa jahaa.N barabaad hai

tuu Kush ke tere baaG ke
sab phuul aaKir khil gaye
jin kii tamannaa thii tujhe
aaKir wo tujhako mil gaye
mere muqaddar me.n faqat
Gam aur kisii kii yaad hai

teraa jahaa.N aabaad hai
meraa jahaa.N barabaad hai

tuu Kush ke tere haath me.n
ummiid kaa jaam aa gayaa
merii muhabbat ke liye
rone kaa paiGaam aa gayaa

hairat naa kar ai beKabar
duniyaa hai ek jaaduu kaa ghar
do dil hai.n ek ghar me.n magar
ek shaad ek naashaad hai

fariyaad hai fariyaad hai
ai aasamaa.N fariyaad hai
teraa jahaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
