% ISB File: Faqeeraa_1976.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{akelaa chal re, ho, fakiiraa chal re}%
\film{Faqeera}%
\year{1976}%
\starring{Shashi Kapoor, Shabana Azmi}%
\singer{Mahendra Kapoor, Hemlata}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ho, akelaa chal re, ho, fakiiraa chal re
o sunake terii pukaar, sa.ng chalane ko tere koii ho na ho taiyaar
himmat na haar, chal chalaa chal akelaa chal chalaa chal \threedots
fakiira chal chalaa chal

bachapan me.n huaa ghar se beghar
aaj talak naa bas paayaa
ghar me.n lagii jo aag vo bujh ga_ii,  jalatii rahii terii kaayaa
biitii baate.n bisaar,  aisaa koii nahii.n jo na ho
Gam se bezaar, himmat na haar \threedots

% Mahendra Kapoor
jisane liyaa sa.nkalp sabhii ke
dukh aur dard miTaane kaa
usape ha.nsaa jag usane kabhii naa,  paayaa saath zamaane kaa
le le auro.n kaa bhaar,  koI jinakaa nahii.n hai unakaa
jiivan sa.nvaar, himmat na haar \threedots

suuraj cha.ndaa taare juganuu
sabakii apanii hastii hai
jisame.n jitanaa niir ho badalii,  utanii der barasatii hai
terii shak_tii apaar,  tuu to laayaa re akelaa ga.ngaa
dharatii pe utaar, himmat na haar \threedots

% Hemlata
vo kyaa samajhe dard kisii kaa
jisane dukh naa jhelaa ho
do ab aur do haath ho jisake,  vo kaahe ko akelaa ho
aae sa.nkaT hazaar,  terii Kaatir koii na khole
kabhii na apanaa dvaar, himmat na haar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil me.n tujhe biThaake, kar luu.Ngii mai.n ba.nd aa.Nkhe.n}%
\film{Faqeera}%
\year{1976}%
\starring{Shashi Kapoor, Shabana Azmi}%
\singer{Lata}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

dil me.n tujhe biThaake,  kar luu.Ngii mai.n band aa.Nkhe.n
puujaa karuu.Ngii terii,  ho ke rahuu.Ngii terii

mai.n hii mai.n dekhuu.N tujhe piyaa aur na dekhe koI
ek pal bhii ye soch rahe naa kis vidhi milanaa hoI
sabase tumhe.n bachaake, kar luu.Ngii mai.n ba.nd aa.Nkhe.n
puujaa karuu.Ngii terii \threedots

naa koI ba.ndhan jagat kaa koii paharaa naa diivaar
koI na jaane do diivaane jii bhar kar le pyaar
kadamo.n me.n tere aake, kar luu.Ngii mai.n ba.nd aa.Nkhe.n
puujaa karuu.Ngii terii \threedots

teraa hii mukh dekh ke piyaa raat ko mai.n so jaauu.n
bhor bha_ii jab aa.Nkh khule to  tere hii darashan paauu.n
tujhako gale lagaake,  kar luu.Ngii mai.n ba.nd aa.Nkhe.n
puujaa karuu.Ngii terii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{totaa mainaa kii kahaanii to puraanii puraanii ho ga_ii}%
\film{Faqeera}%
\year{1976}%
\starring{Shashi Kapoor, Shabana Azmi}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Arun Verma (verma@cs.cornell.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

totaa mainaa kii kahaanii to puraanii puraanii ho ga_ii
ab hai sabake labo.n par ye taazaa Kabar
ek la.Dakii diivaanii ho ga_ii
tujhase milake zi.ndagaanii haay kitanii suhaanii ho ga_ii
milate hii nazar huaa aisaa asar
mai.n fakiire kii raanii ho ga_ii
totaa mainaa kii kahaanii \threedots

kahii.n koI na thaa duur duur tak
ham jisako hamaaraa kahate
tuu na milataa agar suunii raah par
piyaa ham besahaaraa rahate
ai mere hamasafar chaahane vaalo.n par
vaqt kii meharabaanii ho ga_ii
totaa mainaa kii kahaanii \threedots

tuu ra.ng hai mai.n huu.N Kushabuu
gul khilate hai.n apane milan se
teraa mukha.Daa hai saamane mere
mujhe matalab nahii.n hai chaman se
ek apanii Dagar ek apanaa nagar
ek apanii kahaanii ho ga_ii
totaa mainaa kii kahaanii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
