% ISB File: Farz_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
%stat{vsrf0401, 1.00, 25/12/2002}%
\stitle{dekhe.n bhii to kyaa dekhe.n ... hamane tumhe.n paa liyaa}%
\film{Farz}%
\year{2000}%
\starring{Sunny Deol, Preity Zinta}%
\singer{Lata, Udit Narayan, Chorus}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

huu.n dekhe.n bhii to kyaa dekhe.n tumhaare sivaa
chaahe.n bhii to kyaa chaahe.n tumhaare sivaa
soche.n bhii to kyaa soche.n tumhaare sivaa
maa.nge.n bhii to kyaa maa.nge.n tumhaare sivaa
hamane tumhe.n paa liyaa o ji.nd jaaN maahiyaa
ho dekhe.n bhii to kyaa \threedots

terii chuu.Diyo.n se sadaa aa rahii hai
zaraa sii ye duurii bhii ta.Dapaa rahii hai
ye kyaa kah rahii hai paayal kii chhamachham
sanam aa gayaa hai mohabbat kaa mausam
hamane tumhe.n paa liyaa \threedots

tumhe.n furasato.n me.n rab ne banaayaa
bhulaa ke jahaa.n tumako jaa.n me.n basaayaa
terii khushbu_e.n hai.n mahakatii ye saa.Nse.n
teraa aa_iinaa hai.n merii dono.n aa.Nkhe.n
sanam dono.n aa.Nkhe.n
dekhe.n bhii to kyaa \threedots

tumhe.n dekhane se sanam dard jaa_e
tere baaju_o.n me.n hame.n chain aa_e
ye kyaa ho gayaa dil sa.mbhaale na sa.mbhale
terii garmiyo.n se meraa jism pighale
hamane tumhe.n paa liyaa \threedots

sanam hamane baa.Ndhaa ye janmo.n kaa ba.ndhan
tumhaare li_e hai hamaaraa ye jiivan
baraso.n kii maa.ngii du_aa ra.ng laa_ii
tum kyaa mile mil ga_ii ye khudaa_ii
haa.n ye khudaa_ii
o dekhe.n bhii to kyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Dholaa Dholaa ... tujhe dekhaa to dil meraa Dol gayaa}%
\film{Farz}%
\year{2000}%
\starring{Sunny Deol, Preity Zinta}%
\singer{Sonu Nigam, Anuradha Paudwal, Chorus}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

Dholaa Dholaa Dholaa Dholaa Dholaa Dholaa
haay tujhe dekhaa to dil meraa Dol gayaa oy
dil guTaraguu.n guTaraguu.n bol gayaa oy
terii akkh daa ishaaraa mujhe lagataa hai pyaaraa
yuu.n karatii hai chorii chorii batiyaa.n
sajan terii chor akhiyaa.n chor akhiyaa.n
dil kaDDeyaa pataa bhii na lageyaa
sajan terii chor akhiyaa.n
Dholaa Dholaa \threedots

yaarii yaarii yaarii ha.Dippaa
tuu le chal naal apane o ho
kahii.n rah jaa_uu.n naa mai.n ka.nvaarii
tuu le chal naal apane
Dolaa Dolaa Dolaa Dolaa Dolaa Dolaa

meraa ra.ng hai soNaa soNaa meraa ruup ba.Daa mastaanaa
merii ek jhalak jo dekhe vo ban jaa_e diivaanaa
tujhe mai.n javaanii de duu.n saarii zi.ndagaanii de duu.n
dil me.n hai kyaa kuchh bol naa
raato.n ko jagaa_e mujhe chuu.Diyaa.n bulaa_e.n tujhe
Dolii le ke aajaa mere Dholanaa
nas nas me.n zahar ko_ii ghol gayaa oy oy haay
dil guTaraguu.n guTaraguu.n bol gayaa aahaa aahaa
terii akkh daa ishaaraa \threedots

ve ji.nd maahii baaho.n me.n tuu uThaa le
dekhate rah jaa_e.n duniyaa vaale
lagaa ke ho.nTho.n se oy
lagaa ke ho.nTho.n se tuu pilaa de soNeyaa
mujhako ishq de pyaale o
o balle o balle
soNeyaa maar gayaa teraa Thumakaa
ve makhaNaa maar gayaa teraa Thumakaa
Thumakaa Thumakaa Thumakaa
meraa tilledaar dupaTTaa siine se mere jab Dhalake
ko_ii zor chale naa unakaa aashiq rah jaa_e.n machalake
chho.D de chalaa naa mujhe aise ta.Dapaa naa mujhe
chaluu.n na mai.n tere naal soNeyaa
sapano.n kii raanii huu.n mai.n
pyaar kii kahaanii huu.n mai.n
kyuu.n na jaane mere manamohaNeyaa
meraa paagal dil bemol gayaa aay aay oy
dil guTaraguu.n guTaraguu.n bol gayaa
aay haay haay teraa paagal dil bemol gayaa
dil guTaraguu.n guTaraguu.n bol gayaa
terii akkh daa ishaaraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{elo elo jii ye khone lagaa ... kuchh bhii nahii.n mere bas me.n}%
\film{Farz}%
\year{2000}%
\starring{Sunny Deol, Preity Zinta}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

daa_u daa_u daa_u do
elo elo jii ye khone lagaa
mere dil me.n bhii hone lagaa
kuchh bhii nahii.n mere bas me.n sach boluu.n yaar
ho gayaa hai pyaar pyaar
elo elo jii ye khone \threedots

Daa.ng Daa.ng
dillagii me.n dekho dhiire dhiire
chorii chorii haule haule dil gayaa
bole meraa jiyaa jiyaa jiyaa
dekho dekho mujhe piyaa mil gayaa
aur kyaa chaahiye zi.ndagii ke li_e
rab teraa shukriyaa is khushii ke li_e
Daa.ng Daa.ng
elo elo jii ye khone \threedots

tuune dil pe mere jaane kaisaa jaaduu kiyaa
mai.n diivaanaa ho gayaa
terii nazaro.n ne dekhaa kaisaa dekhaa aisaa
dil ye meraa kho gayaa
chhe.D ke daastaa.n bekhabar ho ga_e
ham abhii the yahaa.n ham kahaa.n kho ga_e
Daa.ng Daa.ng
elo elo jii ye khone \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{har subah yaad rakhanaa ... meraa naam hai mohabbat}%
\film{Farz}%
\year{2000}%
\starring{Sunny Deol, Preity Zinta}%
\singer{Lata, Udit Narayan, Sunny Deol, Chorus}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

har subah yaad rakhanaa har shaam yaad rakhanaa
meraa naam hai mohabbat meraa naam yaad rakhanaa

chaahe.n ho ye zamii.n chaahe.n ho ye aasamaa.n
ko_ii faasalaa na hogaa ab hamaare darmiyaa.n
ye ra.ngo.n kaa mausam hai ye khushbuu kii a.nga.Daa_ii
ik duuje me.n kho jaa_e.n kahatii hai ye tanhaa_ii
is jagah ko is fizaa ko naa bhulaanaa
merii chaahato.n kaa jaanam iinaam yaad rakhanaa
meraa naam hai mohabbat \threedots

roshan hai merii duniyaa terii panaaho.n me.n
mujhe saarii umr rakhanaa apanii nigaaho.n me.n
sadiyo.n kii du_aa ke badale mahabuub hasii.n milataa hai
zulfo.n kii ghanii chhaa.Nv me.n dilakash lamhaa Dhalataa hai
tum se mil ke maine samajhaa maine jaanaa
nazaro.n kii bekhudii kaa ye salaam yaad rakhanaa
meraa naam hai mohabbat \threedots

badalaa badalaa saa mere dil kaa aalam lagataa hai
mai.n jitanaa tumhe.n chaahuu.n utanaa hii kam lagataa hai
ko_ii aur nahii.n jaan\-e\-man mere dil me.n tum rahate ho
bas tumase pyaar karuu.n mai.n pal pal mujhase kahate ho
bin tumhaare kuchh nahii.n mai.n maine maanaa
ho.nTho.n se jo likhaa vo paigaam yaad rakhanaa
meraa naam hai mohabbat \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaaduu hai ye kaisaa kaisaa khumaar hai}%
\film{Farz}%
\year{2000}%
\starring{Sunny Deol, Preity Zinta}%
\singer{Sonu Nigam, Anuradha Paudwal, Chorus}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jaaduu hai ye kaisaa kaisaa khumaar hai
ye puuchhataa hai dil kaisaa ye pyaar hai
kuchh roz se bechain se betaab tho.De se ham hai.n tum ho
jaaduu hai ye kaisaa \threedots

aa.Nkho.n me.n raat jaage ab nii.nd kyuu.n na aa_e
yaado.n kii bekhyaalii meraa chain le ke jaa_e
ham dono.n hai.n TuuTe bikhare hosh kho rahaa hai
tumase milake tumako paake kuchh to ho rahaa hai
tum paas ho phir bhii kyuu.n i.ntazaar hai
ye puuchhataa hai \threedots

kaise bataa_e.n tum se kyaa baat ho rahii hai
lagataa hai dhuup me.n bhii barasaat ho rahii hai
ham diivaane tum ho paagal bahake ham hai.n bahake
terii saa.Nso.n ko chhuu chhuu ke merii saa.Ns mahake
kaisaa hai ye mausam kaisii bahaar hai
ye puuchhataa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{maar gayaa bichhu_aa bedardaa}%
\film{Farz}%
\year{2000}%
\starring{Sunny Deol, Preity Zinta}%
\singer{Anupama Deshpande, Chorus}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

maar gayaa
bichhu_aa bichhu_aa
bedardaa aadhii raat ko merii chhat pe cha.Dh gayaa
chorii se haay u.ngalii me.n chhallaa ja.D gayaa
ai bedardaa aadhii raat ko \threedots

raat kii baaho.n me.n so_ii thii mai.n hoy hoy
anjaane.n sapano.n me.n kho_ii thii mai.n hoy hoy
vo Da.nk maaraa machalane lagii
nii.ndo.n me.n karavaT badalane lagii
kam naa hu_aa haay dard aur ba.Dh gayaa
haay bedardaa aadhii raat ko \threedots

maine ye sochaa hu_aa jab saveraa haay haay
haa.n bichhu_aa thaa vo ke vo saajan thaa meraa haay haay
chhup ke chhupaa ke kahaa.n se vo aayaa
ye raaz maine to sabase chhupaayaa
jo bhii hu_aa haay chain mujhako pa.D gayaa
bedardaa aadhii raat ko \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mohabbat ke din ho.n ... ye merii zi.ndagii ab tere naam hai}%
\film{Farz}%
\year{2000}%
\starring{Sunny Deol, Preity Zinta}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mohabbat ke din ho.n mohabbat kii raate.n
kabhii khatm na ho.n mohabbat kii baate.n
ye merii zi.ndagii ab tere naam hai
tuu hai merii subah tuu merii shaam hai
dilabar tujhe pyaar karanaa ab meraa kaam hai
ye merii zi.ndagii \threedots

khvaabo.n me.n dekhaa jise tuu hai vahii dilarubaa
chaahuu.n mai.n kitanaa tujhe tujhako nahii.n hai pataa
Darataa hai dil jaa_o sanam yuu.n naa mujhe chaaho sanam
ham jo hu_e milake judaa socho zaraa phir hogaa kyaa
abhii to mile ho na tum aisaa socho
merii chaahato.n kaa yuu.n rastaa na roko
ho ye merii zi.ndagii \threedots

tere sivaa ab mujhe kuchh yaad aataa nahii.n
betaab rahataa huu.n mai.n kyuu.n dard jaataa nahii.n
diivaanagii mushkil ba.Dii mai.n kyaa karuu.n mujhako bataa
is dard kii kyaa hai davaa tuu jo kahe maa.nguu.n du_aa
ho ye dil hai diivaanaa nahii.n maanataa hai
sivaa ishq ke kuchh nahii.n jaanataa hai
hai ye merii zi.ndagii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saare shahar me.n ha.ngaamaa hai ... jhaNak jhaNak}%
\film{Farz}%
\year{2000}%
\starring{Sunny Deol, Preity Zinta}%
\singer{Sunidhi Chauhan, Richa Sharma, KayKay, Chorus}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

saare shahar me.n ha.ngaamaa hai ha.ngaamaa
dilo.n me.n ghar me.n ha.ngaamaa hai ha.ngaamaa
hai meraa ha.ngaamaa ha.ngaamaa hai meraa

jhaNak jhaNak jhaNak jhaNak baaje ye terii paayaliyaa
jhaNak jhaNak jhaNak jhaNak baaje

meraa a.ng a.ng meraa ra.ng ra.ng sone se bhii soNaa
jo dekh le mujhe vo kahe tujhe paa ke naa khonaa
ho.nTho.n kii aag kastuurii pyaas saa.Nso.n ko mahakaa_e
meraa khyaal ulajhaa savaal raato.n ko bahakaa_e
jhaNak jhaNak \threedots

mahabuub meraa mere badan ko aa.Nkho.n se pighalaa_e
hai usakaa ruup garamii kii dhuup ho chhuu le jal jaa_e
usakaa nahii.n hai ko_ii javaab usakaa na ko_ii saanii
dil ne mere to chaahaa usii ko de dii usako javaanii
jhaNak jhaNak \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
