% ISB File: Fizaa_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aajaa maahiyaa aa dhuup maluu.N mai.n}%
\film{Fizaa}%
\year{2000}%
\starring{Hritik Roshan, Karisma, Jaya, Neha, Sushmita, Vikran Saluja}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

maahii re maahii maahii re 
aajaa maahii mere aajaa maahii mere aajaa maahii mere aa
aa dhuup maluu.N mai.n tere haatho.n me.n 
aa sajadaa karuu.n mai.n tere haatho.n me.n
o subah kii meha.ndii chhalak rahii hai aajaa
aajaa maahiyaa aajaa aajaa maahiyaa ho aajaa maahiyaa

aahistaa pukaaro sab sun le.nge
bas labo.n se chhuu lo lab sun le.nge
aa aa.Nkh bhii kal se pha.Dak rahii hai aajaa
aajaa maahiyaa \threedots

ik nuur se aa.Nkhe.n chau.nk ga_ii.n dekhaa jo tujhe aa_iine me.n
ko_ii nuur kiran hogii vo bhii jo chubhane lagii hai siine me.n
aajaa maahiyaa \threedots

laal ho jab ye shaam kinaaraa o.Dhaa lenaa sar pe saaraa
chal rok le suuraj chhup jaa_egaa
paanii me.n gir ke bujh jaa_egaa
aajaa maahiyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{badatamiizii pe ham aa ga_e to ... aa.Nkh milaa_uu.Ngii}%
\film{Fizaa}%
\year{2000}%
\starring{Hritik Roshan, Karisma, Jaya, Neha, Sushmita, Vikran Saluja}%
\singer{Asha, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

badatamiizii pe ham aa ga_e to tum shariifo.n kaa phir kyaa hogaa
hai.n shiishe ke ghar tumhaare maaraa patthar to phir kyaa hogaa
naachuu.N naachuu.N nanan naachuu.N naachuu.N naachuu.N

aa.Nkh milaa_uu.Ngii aa.Nkh churaa_uu.Ngii
dil dha.Dakaa_uu.Ngii hosh u.Daa_uu.Ngii
ai sab ko manaa luu.Ngii sab ruuTh ga_e to kyaa
mai.n naachuu.N bin paayal ghu.ngharuu TuuT ga_e to kyaa
naachuu.N naachuu.N \threedots

kuchh mushkil thii merii zaraa der se aa_ii huu.N
lekin mai.n mohabbat ke nazaraane laa_ii huu.N
dil kaa.nch ke hote hai.n ye TuuT ga_e to kyaa
mai.n naachuu.N bin paayal \threedots

maanaa ke duniyaa me.n har kadam pe dhokhaa hai
auro.n pe nahii.n lekin mujhe khud pe bharosaa hai
jo kachche dhaage the vo TuuT ga_e to kyaa
mai.n naachuu.N bin paayal \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Dholaa Dhol ma.jiiraa baaje re ... mahabuub mere}%
\film{Fizaa}%
\year{2000}%
\starring{Hritik Roshan, Karisma, Jaya, Neha, Sushmita, Vikran Saluja}%
\singer{Sunidhi Chauhan, Karsan Sargathiya}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Tejpal Kaur}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

Dholaa Dhol ma.jiiraa baaje re o
kaa.Dhii tiijaraa ghaagharo najaaro baaje re haa
mahabuub mere mahabuub mere terii aa.Nkho.n se mujhe piine de
kuchh dard hai mere siine me.n mujhe mast mahaul me.n jiine de
o Dholaa o Dholaa o Dholaa

mujhe mast mast mujhe mast mast mujhe mast mast ho mast mast
mujhe mast mast ho mast mast ho mujhe mast mast mujhe mast mast

aa.Nkho.n me.n kaajal pairo.n me.n paayal
in adaa_o.n se mai.n karuu.N sab ko ghaayal
mahbuub kii mahbuubaa tarase sach kah de pyaar ye kab barase
mai.n terii dulhan banane ko nikalii huu.N sajadhaj ke ghar se
mahabuub mere mahabuub mere \threedots

ye nazar hamaarii hai ba.Dii karaarii
samajho vo jiitaa jis pe dil haarii
aa ishq mohabbat kar le tuu ye pal naa Thahare.nge kal ko
aa kar pii le merii aa.Nkho.n se kuchh pataa nahii.n kyaa ho kal ko
mahabuub mere mahabuub mere \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{fizaa tuu havaa hai fizaa hai}%
\film{Fizaa}%
\year{2000}%
\starring{Hritik Roshan, Karisma, Jaya, Neha, Sushmita, Vikran Saluja}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

fizaa fizaa fizaa he fizaa
tuu havaa hai fizaa hai zamii.n kii nahii.n
tuu ghaTaa hai to phir kyuu.N barasatii nahii.n
u.Datii rahatii hai tuu pa.nchhiyo.n kii tarah
aa mere aashiyaane me.n aa

mai.n havaa huu.N kahii.n bhii Thaharatii nahii.n
ruk bhii jaa_uu.N kahii.n par to rahatii nahii.n
maine tinake uThaa_e hu_e hai.n paro.n par aashiyaanaa nahii.n hai meraa

ghane ek pe.D se mujhe jhoo.nkaa ko_ii le ke aayaa hai
suukhe ik patte kii tarah havaa ne har taraf u.Daayaa hai
aanaa aa he aanaa aa ik dafaa is zamii.n se uThe.n
paa.Nv rakhe.n havaa par zaraa saa u.De
chal chale.n ham jahaa.N ko_ii rastaa na ho
ko_ii rahataa na ho ko_ii basataa na ho
kahate hai.n aa.Nkho.n me.n milatii hai aisii jagah
fizaa fizaa \threedots

tum mile to kyuu.N lagaa mujhe khud se mulaakaat ho ga_ii
kuchh bhii to kahaa nahii.n magar zi.ndagii se baat ho ga_ii
aanaa aa he aanaa aa saath baiThe.n zaraa der ko
haath thaame.n rahe.n aur kuchh naa kahe.n
chhuu ke dekhe.n to aa.Nkho.n kii khaamoshiyaa.N
kitanii chupachaap hotii hai.n saragoshiyaa.N
sunate hai.n aa.Nkho.n me.n hotii hai aisii sadaa
fizaa fizaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gayaa gayaa dil jaane de}%
\film{Fizaa}%
\year{2000}%
\starring{Hritik Roshan, Karisma, Jaya, Neha, Sushmita, Vikran Saluja}%
\singer{Sonu Nigam, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

o o o o
gayaa gayaa dil jaane de
kisii hasiinaa ko is dil me.n chorii chorii aane de

us kaa cheharaa us kii zulfe.n us kaa tevar us kii aa.Nkhe.n
us kaa jaaduu us kii mastii us kii khushbuu us kii baate.n
dekhaa jo us ko dil meraa dha.Dakaa milane ko ta.Dapaa
chupake se bolaa re bolaa re bolaa
gayaa gayaa dil \threedots

du_aa karo ki us kii baaho.n me.n biite har shaam
yaaro.n mujh ko pataa nahii.n hai us la.Dakii kaa naam
zaraa sii ##monica## zaraa sii ##Rebecca##
zaraa sii ##Tina## zaraa sii miinaa
dekhaa jo us ko dil meraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Kudaa apane valiyo.n se ... piyaa haajii alii}%
\film{Fizaa}%
\year{2000}%
\starring{Hritik Roshan, Karisma Kapoor, Jaya Bachchan, Neha, Sushmita, Vikram Saluja}%
\singer{Kadar Ghulam Mustafa, Murtaza Ghulam Mustafa, Shrinivas, A R Rahman}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Shaukat Ali}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12360 [V S Rawat], 01/02/2004
% Comments: Tabassum Hijazi: corrections

% haajii alii is the name of a daragaah at Bombay,
% see pic at http://www.mumbaimart.com/ctourhajiali.html
% All other songs of this film are by Anu Malik/ Gulzar

\printtitle
#indian

Kudaa apane valiyo.n se hotaa hai raazii 
%(God approves of the actions of His friends) 

milegii ye dar se hame.n sarfaraazii 
%(from this door, we get empowerment to hold our head high) 

yahaa.N dil se maa.Ngo ye haajii alii hai.n 
%(ask from the depths of your heart, this is the place of haajii alii) 

Kudaa ke valii hai.n 
%(he is a friend of God) 


shaah\-e\-samandar ibn\-e\-haidar 
%(O king of oceans, O the son of haider) 

shah\-e\-samandar ik nazar 
%(O king of oceans, kindly cast your eyes towards me) 

piyaa haajii alii, piyaa haajii alii, piyaa haajii alii, piyaa ho \-2
%(O beloved haajii alii) 

tum sama.ndhar ke dhanii 
%(you are the wealth of oceans) 

baabaa haajii alii baabaa haajii alii baabaa haajii alii 
%(O sage haajii alii) 

tum sama.ndhar ke dhanii 
baba haajii alii, baba haajii alii, 

hai tumhaaraa dar dar mustafaa dar murtazaa marahabaa 
%(your door is a pious and pure door, the desired door, what a great door) 

piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa ho \-2

nuur vaale nuur vaale 
%(O the one with light) 

bhole\-bhaale bhole\-bhaale 
%(O the one who is simple and innocent) 

nuur vaale nuur vaale 
saayaa sab pe Daal de 
%(cast your shadow on all of us) 

piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa ho \-2
piyaa haajii alii piyaa haajii alii \-2

yahaa.N hi.nduu muslim sikh isaa_ii faiz paate hai.n \-2
%(here hindus, muslims, sikhs, christians, all achieve bounty) 

ye samandar roz dar pe detaa hai paharaa 
%(this ocean guards your door daily) 

hai saraapaa nuur vaalaa aapakaa cheharaa 
%(your face is absolutely full of light) 

piyaa haajii alii, piyaa haajii alii, piyaa haajii alii, piyaa ho \-2

do mohammad mustafaa ke naam ka sadakaa 
%(donate in the name of mohammed mustafa) 

de do naam kaa sadakaa 
%(donate in his name) 

do mohammad mustafaa ke naam ka sadakaa 
de do naam kaa sadakaa

ko_ii bhii maayuus is dar se nahi.n lauTaa 
%(nobody ever returned disheartened from this door) 

baabaa ko_ii nahi.n lauTaa 
%(O sage, nobody returned like that) 

kisake dil me.n kyaa chhupaa hai sab tumhe.n maaluum hai \-2
%(what is hidden in somebody's heart, everything is known to you) 

aapake faiz\-o\-karam bhii arsh par bhii dhuum hai 
%(owing to your glory and gifts, there is appreciation also on the sky) 

baabaa haajii alii baabaa haajii alii

suno ham gariibo.n kii iltijaa ham par karam kiije 
%(kindly heed to the request of us poor souls, and shower your gifts on us) 

piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa ho \-2

aap par saarii Kudaa_ii naaz karatii hai 
%(entire universe is proud of you) 

baabaa naaz karatiii hai 
%(O sage, proud of you) 

biga.Dii qisamat aapake dar par sa.Nvaratii hai 
%(bad luck becomes good at your door) 

are qismat sa.Nvaratii hai 
%(Oh! luck becomes better) 

jab talak ummiid merii bar na aayegii \-2
%(as long as my desires are not fulfilled) 

zi.ndagii dahaliiz par aa.Nsuu bahaayegii 
%(my life will shed tears at this door) 

baabaa haajii alii baabaa haajii alii

baabaa jo bhi aapakaa ho chukaa use kyaa gumaa.N hogaa 
%(O sage, whoever has become yours, he will not carry any misgivings) 

piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa ho \-2
haajii alii 
piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa ho 
piyaa 
piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa ho 

haajii alii 
piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa ho \-2

haajii alii 
piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa ho 

alii 
piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa haajii alii piyaa ho 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naa le ke jaa_o mere dost kaa janaazaa hai}%
\film{Fizaa}%
\year{2000}%
\starring{Hritik Roshan, Karisma, Jaya, Neha, Sushmita, Vikran Saluja}%
\singer{Jaspindar Narula}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

naa le ke jaa_o mere dost kaa janaazaa hai
abhii to garm hai miTTii ye jism taazaa hai
naa le ke jaa_o \threedots

ulajh ga_ii hai kahii.n saa.Ns khol do is kii
labo.n pe aa_ii hai jo baat puurii karane do
abhii ummiid bhii jindaa hai Gam bhii taazaa hai
naa le ke jaa_o \threedots

jagaa_o is ko gale mil ke alavidaa to kahuu.N
ye kaisii ruKasatii hai ye kyaa saliikaa hai
abhii to jiine kaa har ek zakhm taazaa hai
naa le ke jaa_o \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
