% ISB File: Gambler_1995.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aavaaraa nahii.n ... tuu hai ##gambler##}%
\film{Gambler}%
\year{1995}%
\starring{Govinda, Aditya, Shilpa Shetty, Tinu, Mohan Joshi, Gulshan}%
\singer{Vinod Rathod, Sadhana Sargam, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Vinay Dave}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aavaaraa nahii.n saudaagar nahii.n diivaanaa are nahii.n
anaa.Dii khilaa.Dii jaaduugar baaziigar nahii.n nahii.n
naa tuu khilaa.Dii na tuu baaziigar naa tuu anaa.Dii na tuu jaaduugar
jaane tujhe dekh kar kyo.n lagataa hai Dar
##gambler## ##gambler## tuu hai ##gambler##

dil ko churaa ke apanaa banaa ke dhokhaa tuu degaa hai mujhe khabar
##gambler## ##gambler## \threedots

na mai.n khilaa.Dii na mai.n baaziigar na mai.n anaa.Dii na mai.n jaaduugar
jaan\-e\-man o jaan\-e\-jaa.n kuchh bharosaa kar
##gambler## ##gambler## haa.N mai.n ##gambler##

dil ko churaa ke apanaa banaa ke dhokhaa na duu.ngaa o bekhabar
##gambler## ##gambler## \threedots

baato.n hii baato.n me.n tum par kar luu.n mai.n kaise bharosaa
jisane kiyaa hai bharosaa hotaa hai usako hii dhokhaa
mai.n aisaa i.nsaa.n nahii.n huu.N chaahe mujhe aazamaa.n le
aashiq vahii jo mohabbat me.n ho jaan apanii luTaa de
nazaro.n me.n mere dil kii jubaa.n hai dekhuu.n to pahachaan kar
##gambler## ##gambler## \threedots

phir to mubaarak ho tumako ab ye mulaakaat merii
le kar karavaTe.n guzaregii na raat merii
yaado.n ko dil lagaakar karanaa pa.Degaa guzaaraa
yaado.n me.n maanegaa kaise dil terii chaahat kaa maaraa
aa.Nkho.n ke raste tasviir merii le jaanaa tum khii.nchakar
##gambler## ##gambler## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii marazii ... mai.n chaahe.n ye karuu.n}%
\film{Gambler}%
\year{1995}%
\starring{Govinda, Aditya, Shilpa Shetty, Tinu, Mohan Joshi, Gulshan}%
\singer{Devang Patel}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Vinay Dave}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

merii marazii
mai.n chaahe.n ye karuu.n mai.n chaahe.n vo karuu.n
mai.n chaahe.n yahaa.n jaa_uu.n mai.n chaahe.n vahaa.n jaa_uu.n
gore ko mai.n kahuu.n kaalaa jiijaa ko mai.n boluu.n saalaa
nadii ko mai.n boluu.n naalaa chaabii binaa kholuu.n taalaa
mere baare me.n kuchh kahanaa nahii.n
chupachaap baiThe raho bolanaa nahii.n
mujhe samajhaanaa mat jhuuTh sahii
chaahe.n pii jaa_uu.N mai.n chaay kaa.cfii Daal ke dahii
merii marazii \threedots

har chauraahe par mai.n apanii muurti lagavaa_uu.n
##news paper## kaaT ke apanaa ##suit## mai.n banavaa_uu.n
##hospital## me.n jaake mai.n zoro.n se chillaa_uu.n
pahalavaan ko god me.n leke lorii sunaa_uu.n
do sau tiin sau chaar sau ke chhapavaa_uu.n nakalii noT
aaluu TamaaTar ko maaruu.n krikeT ke ##shot##
##swimming pool## me.n tairane jaa_uu.n pahanake kurtaa dhotii
ba.Dii laa.cTarii lage kabhii to rakhuu.n suurat rotii
mujhe ab roko nahii.n mujhe ab Toko nahii.n
meraa kahaa sun ke tum aise ab chau.nko nahii.n

nakalii daa.Dhii muu.nchh lagaa ke ban jaa_uu.n mai.n chor
apane ghar me.n chorii karake khuub machaa_uu.n shor
paanii pe mai.n raashan rakhuu.n muft me.n bechuu.n tel
ka.nkar patthar dhuul Daalakar sabako de duu.n bhel
mai.n chaahe.n ye karuu.n \threedots

mai.n apanii shaadii me.n na jaa_uu.n merii marazii
mai.n pairo.n se tabale bajavaa_uu.n merii marazii
mai.n kutubamiinaar pe ghar banavaa_uu.n merii marazii
aadhii raat ko chhat pe cha.Dhuu.n bajaa_uu.n shahanaa_ii
har ##terace## pe daa.Dhii muu.nchh kii kar duu.n mai.n safaa_ii
beTe ko mai.n baap kah duu.n pote ko mai.n dadduu
roz savere uThake khaa_uu.n gyaarah kachche kadduu
sar ko ga.njaa karavaake do fuT kii rakhuu.n choTii
shaadii kii baaraat me.n jaa_uu.n pahan ke mai.n la.ngoTii
gadhe kii dum paka.Dake usako maaruu.n laat
sher ko apane paas bulaa ke jhaapa.D maaruu.n saat
mujhe ab roko nahii.n \threedots

shok sabhaa me.n Dhol bajaa_uu.n saath me.n gaanaa gaa_uu.n
pyaaj kaa ##perfume## lagaa ke roz mai.n ##ofiice## jaa_uu.n
do botal paanii pii ke mai.n baa_e.n daa_e.n Doluu.n
chalate havaa_ii jahaaj ke mai.n sab daravaaze kholuu.n
mai.n chaahe.n ye karuu.n \threedots

mai.n binaa sur ke gaane gaa_uu.n merii marazii
mai.n bagair ##ticket## bhii ##train## me.n jaa_uu.n merii marazii
mai.n shiishe se patthar ko to.Duu.n merii marazii
mai.n paanii ke uupar bhii dau.Duu.n merii marazii
##tie## kii jagah mai.n baa.ndhuu.n la.mbaa kaalaa naag
safed kurte par lagavaa_uu.n ##boot polish## ke daag
tyohaaro.n me.n pahan ke nikaluu.n mai.n juuto.n kaa haar
bailo.n ke piichhe lagaa_uu.n mai.n to ##motor car##
rasagulle me.n mirchii Daaluu.n duudh me.n Daaluu.n ##whisky##
apanii gharavaalii se puuchhuu.n tuu hai biivii kisakii
taa.ngevaale se u.Davaa_uu.n ##boeing jumbo jet##
bhikhaarii ko bhiikh me.n de duu.n do ##bedroom## kaa ##flat##
mujhe ab roko nahii.n \threedots

halavaa_ii ko naa_ii kah duu.n dhobii ko mai.n maalii
film faalatuu dekh ke mai.n to khuub bajaa_uu.n taalii
sar pe apane moje pahanuu.n haath me.n pahanuu.n ##boot##
##petrol## ke sa.ng ##oil## milaake maaruu.n do do ghuu.nT
mai.n chaahe.n ye karuu.n \threedots

mai.n ##suit## ke sa.ng pahanuu.ngaa saa.Dii merii marazii
mai.n sharabat se kheto.n ko sii.nchuu.n merii marazii
##news reader## ko mai.n boluu.n gaa_o tum kavvaalii
##lecture## ko_ii to kah duu.n chup ho jaa mavaalii
rishvat lene vaalo.n se mai.n maa.nguu.ngaa ##concession##
##doctor## ke haatho.n me.n maaruu.n gho.De kaa ##injection##
jhuuTh bol kar choro.n ko pahanaa_uu.ngaa cholii
desh ke sab gaddaaro.n ko maaruu.ngaa mai.n golii
kaalaa dhan lene vaalo.n ko duu.ngaa nakalii noT
Dho.ngii samaaj sevak ko na duu.ngaa apanaa voT
mujhe ab roko nahii.n \threedots

qaumii da.ngaa kare jo usako bhijavaa_uu.ngaa jel
phaa.nsii dekar aata.nkavaad kaa khatm karuu.ngaa khel
mai.n jiivan kaa ye gaanaa merii marazii se gaa_uu.n
mai.n merii marazii se ji_uu.n marazii se mar jaa_uu.n
mai.n chaahe.n ye karuu.n \threedots

e lafa.De jhaga.De gaayab ho jaa merii marazii
ai desh ke dushman tuu chup ho jaa merii marazii
ai bhaarat desh tuu aage ho jaa merii marazii
ai merii marazii tuu sach ho jaa merii marazii
mai.n chaahe.n ye karuu.n \threedots

maaruu.ngaa mai.n sau juute jo lagaa_oge laa.nchhan
mar jaa_oge khud hii jo sachche ko doge ##tension##
bhuul se bhii lenaa nahii.n tum meraa naam
gaanaa meraa suno aur karo apanaa kaam
merii marazii ab mere ko nahii.n gaane kaa hai merii marazii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
