% ISB File: GangaaKiSaugandh_1978.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{maano to mai.n ga.ngaa maa.N huu.N}%
\film{Gangaa Ki Saugandh}%
\year{1978}%
\starring{Amitabh Bachchan, Rekha, Amjad Khan, Bindu, I S Johar}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11591 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

maano to mai.n ga.ngaa maa.N huu.N naa maano to bahataa paanii \-2
( jo svarg ne dii dharatii ko ) \-2 mai.n huu.N pyaar kii vahii nishaanii

yug\-yug se mai.n bahatii aa_ii niil gagan ke niiche
sadiyo.n se merii dhaaraa pyaar kii dharatii sii.nche
merii lahar\-lahar pe likhii hai is desh kii amar kahaanii

hari om
allaa ho akabar allaa \-2
ko_ii vajuu kare mere jal se ko_ii suuraj ko nahalaa_e
kahii.n dhobii kapa.De dho_e kahii.n paNDit pyaas bujhaa_e
ye jaat dharam ke jhaga.De insaan kii hai.n naadaanii

gautam ashok akabar ne yahaa.N pyaar ke phuul khilaa_e
tulasii Gaalib miiraa ne yahaa.N GYaan ke diip jalaa_e
mere taT pe aaj bhii guu.Nje naanak kabiir kii vaaNii
maano to mai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
