% ISB File: Ganwaar_1970.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{duniyaa ha.Nse ha.Nsatii rahe mai.n huu.N ga.Nvaar}%
\film{Ganwaar}%
\year{1970}%
\starring{Rajendra Kumar, Vyjayantimala}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10629 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

duniyaa ha.Nse ha.Nsatii rahe \-2
mai.n huu.N ga.Naar mujhe sabase hai pyaar

nagarii\-nagarii gaataa chal pyaar kaa raag sunaataa chal
pyaar sanam hai pyaar Kudaa duniyaa ko samajhaataa chal
sune naa sune ko_ii terii pukaar
duniyaa ha.Nse \threedots

tujhase bhii pyaar mujhe inase bhii pyaar
raam se bhii pyaar hai rahiim se bhii pyaar
duniyaa ha.Nse \threedots

naa mai.n saadhuu\-sanyaasii naa mai.n jogii\-vanavaasii
ghuum ke aayaa ga.ngaa\-jamanaa lekin ab tak hai pyaasii
tan kii Dholak man kaa sitaar
duniyaa ha.Nse \threedots

kitane hii dhanavaan mile dharatii ke bhagavaan mile
ek tamannaa baaqii hai iname.n ko_ii inasaan mile
jisako salaam karuu.N sau\-sau baar
duniyaa ha.Nse \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hamase to achchhii terii paayal gorii}%
\film{Ganwaar}%
\year{1970}%
\starring{Rajendra Kumar, Vyjayantimala}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10630 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	hamase to achchhii terii paayal gorii
	ki baar\-baar teraa badan chuume \-2
aa \:	khoTaa hai man teraa paapii sajan
	najariyaa se moraa badan chuume
ra \:	hamase to achchhii \threedots

aa \:	 soch ke mujhako haath lagaanaa \-2
	sholaa huu.N mai.n jal nahii.n jaanaa
ra \:	kaise kahuu.N jabase hu_aa teraa\-meraa saamanaa
	dil ne kahaa binaa pi_e mai.n to giraa thaamanaa
aa \:	mai.n vo ku.Nvaarii kalii huu.N balam
	ki Dar\-Dar ke jisako pavan chuume \-2
ra \:	hamase to achchhii \threedots

ra \:	naach rii itanaa thak jaa_e paayal \-2
	hamaraa karejavaa ho jaa_e ghaayal
aa \:	merii Dagar rakhiyo chhailaa kadam dekh\-bhaal ke
	le na jaa_e merii najar dil teraa nikaal ke
ra \:	haay gaalo.n kii laalii khil\-khil uThe
	jo ek baar mukha.Daa sajan chuume \-2
aa \:	khoTaa hai man \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mahakaa\-mahakaa ruup tumhaaraa}%
\film{Ganwaar}%
\year{1970}%
\starring{Rajendra Kumar, Vyjayantimala}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10632 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mahakaa\-mahakaa ruup tumhaaraa bahakii\-bahakii chaal
ai phuulo.n kii Daal ye raahii puuchhe ek savaal
tumhaaraa naam kyaa hai \-2

ho.nTh ye gulaabii aa.Nkh ye sharaabii
bahake na piike raat ko to raat kyaa hu_ii \-2
mahakaa\-mahakaa ruup \threedots

jo dekh le to kaise bhuule naa raastaa
jaan lene vaalii ye saadagii tumhaarii
do roz aur jiine do Kudaa kaa vaastaa
mahakaa\-mahakaa ruup \threedots

bolatii nigaahe.n ye bolatii adaa_e.N
hai chaal mastaanii ye jhuumatii javaanii
ki dekhate hii dekhate dil kaa qaraar kho gayaa \-2
ho mahakaa\-mahakaa ruup \threedots

aa.Nkh naa churaa_o zaraa saa ruk jaa_o
do pyaar bhare bol to huzuur bol do
tan jal rahaa hai ye badan jal rahaa hai
ghaTaa_o.n jaise kaale\-kaale baal khol do \-2
ho mahakaa\-mahakaa ruup \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{teraa chikanaa ruup hai aisaa anaar jaise gadariilaa}%
\film{Ganwaar}%
\year{1970}%
\starring{Rajendra Kumar, Vyjayantimala}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10631 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	teraa chikanaa ( ruup hai aisaa ) \-2
	anaar jaise gadariilaa \-2
aa \:	chhil jaa_e naa ( haath kahii.n teraa ) \-2
	badan meraa pathariilaa \-2

ra \:	sun\-sun rii pagalii khaa_e chugalii
	a.Nkhiyaa.N laaj kii maarii ab tak rahii ku.Nvaarii
	hoy kaaran kyaa hogaa
aa \:	mai.n to kab se jiyaravaa haarii piyaa kii pyaarii
	rahii huu.N ku.Nvaarii\-ku.Nvaarii
	chhil jaa_e naa haath \threedots

	jisane paka.Dii merii bahiyaa.N
	vo nyaaraa dekh jale jag saaraa
	ki tuu bhii jale
ra \:	kasam tere gaalo.n kii u.Date baalo.n kii
	jal jaa_egaa ye diivaanaa naa pachhataanaa naa aa.Nsuu bahaanaa
	mujhase gorii baa.Ndh le Dorii banavaa duu.Ngaa ba.ngalaa
	jo hogaa ra.ng\-ra.ngiilaa
	hoy baiThii raaj kare
aa \:	mai.n ka.ngalii\-ka.ngale kii
	naa bhuukhii ba.ngale kii
	jahaa.N mere sajan kaa pheraa pyaar kaa Deraa vahii.n ghar meraa
	chhil jaa_e naa haath \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
