% ISB File: Garib_1942.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mujhako jiine kaa bahaanaa mil gayaa hai}%
\film{Garib}%
\year{1942}%
\starring{Surendra, Rose, Baby Meena, Veena Kumari, Sankata}%
\singer{Surendra Nath}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Dr Safdar 'Aah'}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12274 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

mujhako jiine kaa bahaanaa mil gayaa hai \-2
tum mile goyaa zamaanaa mil gayaa hai \-2
mujhako jiine kaa bahaanaa mil gayaa hai \-2

tujhako ai chitawan mubaarik meraa dil \-2
mast karane ko nishaanaa mil gayaa hai \-2
mujhako jiine kaa bahaanaa mil gayaa hai \-2

naaz hai taqadiir par apane mujhe \-2
tere kuuche me.n Thikaanaa mil gayaa hai \-2
mujhako jiine kaa bahaanaa mil gayaa hai \-2

tum mile goyaa zamaanaa mil gayaa hai \-2
mujhako jiine kaa bahaanaa mil gayaa hai \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
