% ISB File: Ghaat_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jhumakaa chaa.Ndii daa}%
\film{Ghaat}%
\year{2000}%
\starring{Manoj Bajpai, Tabu}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik, Sonu Nigam, Jaspindar Narula}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jhumakaa chaa.Ndii daa chaa.Ndii daa jhumakaa chaa.Ndii daa
maine pahanaa haa.N maine pahanaa maine pahanaa pahalii baar
jhumakaa chaa.Ndii daa \threedots

o bas dekhe bas dekhe bas dekhe meraa yaar
jhumakaa chaa.Ndii daa \threedots

o mere dil pe o mere dil pe mere dil pe kar gayaa vaar
o jhumakaa chaa.Ndii daa \threedots

meraa le gayaa o meraa le gayaa meraa le gayaa chain karaar
jhumakaa chaa.Ndii daa \threedots

o_e gu.D khaa ke maar suTeyaa
o_e o_e
ye saaraa din ta.Dapaa_e raato.n kii nii.nde.n churaa_e haay
bairii khanakataa jaa_e dekhe to dil sharamaa_e
jhumakaa chaa.Ndii daa \threedots

jab kaan me.n tuune Daalaa ye jhumakaa chaa.Ndii vaalaa
dha.Dakaa yuu.n dil kaa pyaalaa luT gayaa meraa dilavaalaa
karataa hai haa.N karataa hai karataa hai mujhase pyaar
jhumakaa chaa.Ndii daa \threedots

naa mai.n chaa.Ndii dii naa sone dii mai.n piital bharii paraat
mainuu dharatii kalii karaa de mai.n chuu.ndii saarii raat
jogii aa nii gayaa pheraa paa nii gayaa
saanuu bishyar naag la.Daa nii gayaa
shaadiishudaa yaa ku.nvaare
jhumake pe marate saare
mastii me.n paagal jhuume
gaalo.n ko tere chuume
jhumakaa chaa.Ndii daa \threedots

ko_ii isakaa mol lagaa_e
ko_ii isape jaan luTaa_e
ye mere hosh u.Daa_e
diivaanaa mujhe banaa_e
yuu.n chamake haa.n yuu.n chamake yuu.n chamake sar\-e\-baazaar
o jhumakaa chaa.Ndii daa \threedots

aa aa chale.n baabul kaa ghar chho.D ke aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jo Dar gayaa vo mar gayaa}%
\film{Ghaat}%
\year{2000}%
\starring{Manoj Bajpai, Tabu}%
\singer{KayKay, Shaan, Annu Malik, Rahul}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye Dar kaa asar hai
ye Dar hai
ye Dar ik zahar hai
ye jo Dar hai
hotaa hai Dar dil me.n to phaTatii hai har vo aavaaz jo halak se nikalatii hai
Dar hai
ye Dar ik zahar hai
ye Dar hai
ai par tere ko maaluum idhar jo Dar gayaa vo saalaa mar gayaa

jo phikar vikar Tenshan venshan jiine kaa Tikalii pho.D ke kyaa
maamaa maamaa maamaa maamaa jo chaaho karo ha.ngaamaa
sabako Dar hai Kauf hai kisii na kisii chiiz kaa
jo na kisii se Daraa vo apanaa kaam kar gayaa
jo Dar gayaa vo \threedots

Dar lagaa rahataa hai gai.ngavaar kaa yahaa.n
jaane kab kahaa.n se chal pa.De.ngii goliyaa.n
bach ke is maahaul se jaa_e ko_ii kahaa.n
kyaa pataa kis ruup me.n chhupaa ho bhe.Diyaa
usakaa Dar hai baabaa golii lag ga_ii to
lag ga_e naa puure ke puure baabaa
o_e sun tussii phir Dar ga_e ho
o_e samjh lo tusii mar ga_e ho
maamaa maamaa \threedots
sabako Dar hai \threedots
jo na kisii se \threedots
jo Dar gayaa vo \threedots

ko_ii bik rahaa hai yahaa.n voT ke li_e
ko_ii bik rahaa hai yahaa.n noT ke li_e
sabakaa cheharaa aa_iinaa dekh ke utar gayaa
jo Dar gayaa vo \threedots

sab khaa rahe hai.n khushii se paraa.nThe
chal rahe hai.n dil pe chhurii aur kaa.NTe
isakaa Dar hai la.Dakii pe laa_iin maaro
do maaregii vo chaa.nTe isakaa Dar hai
fel ho gayaa to ghar pe baap tujhako Daa.nTe isakaa Dar hai
dhuup kaa bhii Dar hai bhuut kaa bhii Dar hai
pulis kaa bhii Dar hai netaa_o.n kaa bhii Dar hai
ye Dar hai kamaal tujhako Dar se bhii Dar hai
ye Dar hai
ye Dar ik zahar hai \threedots

naa to ko_ii haadasaa thaa naa ko_ii junuun thaa
har taraf aman thaa chain thaa sukuun thaa
vo jo sapano.n kaa shahar thaa yaaro.n vo kidhar gayaa
jo Dar gayaa vo \threedots

ai kyaa re vo aayaa kyaa
nahii.n maaluum thaa
jo Dar gayaa saalaa mar gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ko_ii pii ke ... baabaa terii ye javaanii meraa piichhaa}%
\film{Ghaat}%
\year{2000}%
\starring{Manoj Bajpai, Tabu}%
\singer{Udit Narayan, Sapana Awasthi, Falguni Pathak/ Sapana Awasthi, Falguni Pathak}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

ko_ii pii ke shiishe ke gilaas ko pho.De
ko_ii yahaa.n kisii kii kalaa_ii maro.De
ko_ii yahaa.n naino.n se nainaa jo.De
ko_ii bevafaa_ii kare dil ko to.De
o baabaa ai baabaa
baabaa terii ye javaanii meraa piichhaa naa chho.De
o baabaa ai baabaa
baabaa terii ye kahaanii meraa piichhaa naa chho.De
baabaa terii ye javaanii \threedots

laakh manaa_uu.n par kahanaa naa maane
haal mere dil kaa bilkul na jaane
is paagal ko samajhaa_uu.n mai.n kaise
majabuurii isako mai.n bataa_uu.n kaise
aage chaluu.n piichhe piichhe ye dau.De
baabaa terii ye javaanii \threedots

roj mere sapano.n me.n aa_e jaa_e
merii mohabbat me.n vo jaan luTaa_e
bole aa tuu merii maa.ng sajaa de
jaldii se tuu dulhan mujhe banaa de
ko_ii kaise to.De rab jo rishtaa jo.De
baabaa terii ye javaanii \threedots

%Part 2:

ko_ii pii ke shiishe ke gilaas ko pho.De
ko_ii yahaa.n kisii kii kalaa_ii maro.De
ko_ii yahaa.n naino.n se nainaa jo.De
ko_ii bevafaa_ii kare dil ko to.De
o baabaa ai baabaa
baabaa merii ye javaanii meraa piichhaa naa chho.De
o baabaa ai baabaa
baabaa merii ye kahaanii meraa piichhaa naa chho.De
baabaa merii ye javaanii \threedots

chor jo aa_e.n to bhijavaa duu.n thaane
aa.Nkho.n se jo maaruu.n mar jaa_e.n diivaane
taubaa merii taubaa javaanii ke Dar se
aajakal mai.n to nikaluu.n naa ghar se
khel lage hai.n mere ra.ng nigo.De
baabaa merii ye javaanii \threedots

khvaab ho to usako palako.n me.n chhupaa luu.n
dard ho to usako siine me.n dabaa luu.n
is bairan ko chhupaa_uu.n haay kaise
haal kisii ko bataa_uu.n haay kaise
aage chaluu.n piichhe piichhe ye dau.De
baabaa merii ye javaanii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sunaa hai insaan ke ... kisii ne sach hii kahaa hai}%
\film{Ghaat}%
\year{2000}%
\starring{Manoj Bajpai, Tabu}%
\singer{Shabbir Kumar, Om Puri, Tabu, Manoj Bajpai, Karsan Sagaria}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

sunaa hai insaan ke duHkh dard kaa ilaaj milaa hai
kyaa buraa hai agar ye afavaah u.Daa dii jaa_e

kisii ne sach hii kahaa hai
vo bhuukh se maraa thaa
fuTapaath pe pa.Daa thaa
chaadar uThaa ke dekhaa to peT pe likhaa thaa
saare jahaa.n se achchhaa
saare jahaa.n se achchhaa
hindustaa.n hamaaraa
hindustaa.n hamaaraa

bhuukh lage to chaa.Nd bhii roTii nazar aataa hai
aage hai zamaanaa phir bhii bhuukh piichhe piichhe
saarii duniyaa kii baate.n do roTiyo.n ke niiche
kisii ne sach hii kahaa \threedots

maa.N patthar ubaalatii rahii ka.Daahii me.n raat bhar
bachche fareb khaa kar chaTaa_ii par so ga_e
chama.De kii jhopa.Diyaa me.n aag lagii bhaiyaa
barakhaa na bujhaa_e bujhaa_e rupaiyaa
kisii ne sach hii kahaa \threedots

vo aadamii nahii.n muqammal bayaa.n hai
maathe pe usake choT kaa gaharaa nishaa.n hai
ik din milaa thaa mujhako chitha.Do.n me.n vo
maine jo puuchhaa naam kahaa hindustaan hai hindustaan hai

cha.n log duniyaa me.n nasiib leke aate hai.n
baakii bas aate hai.n aur yuu.n hii chale jaate hai.n
jaane kab aate hai.n aur jaane kab jaate hai.n
kisii ne sach hii kahaa \threedots

ye bastii un logo.n kii bastii hai
jahaa.n har gariib kii hastii ek ek saa.Ns lene ko tarasatii hai
in uu.Nchii imaarato.n me.n ghir gayaa aashiyaanaa meraa
ye amiir mere hisse kaa suuraj bhii khaa ga_e
bhuukh lage to chaa.Nd \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tujhe dekh ke dha.Dakataa hai dil}%
\film{Ghaat}%
\year{2000}%
\starring{Manoj Bajpai, Tabu}%
\singer{Pankaj Udhaas, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tujhe dekh ke dha.Dakataa hai dil tere dard kaa mujhako ehasaas hai ehasaas hai
terii aashiqii merii zi.ndagii ho.nTho.n pe mere terii pyaas hai terii pyaas hai

tujhe dekh ke dha.Dakataa hai dil mere dard kaa tujhako ehasaas hai ehasaas hai
terii aashiqii merii \threedots

tamannaa yahii hai jaan\-e\-vafaa tere pyaar ko mai.n nayaa naam duu.n
chhupaa luu.n tujhe zulfo.n tale gha.Dii do gha.Dii tujhako aaraam duu.n aaraam duu.n
mujhe ishq me.n milii bekhudii meraa chain dilabar tere paas hai
tujhe dekh ke dha.Dakataa \threedots

kabhii ek pal hoke judaa maine akele guzaaraa nahii.n
mai.n tere binaa zi.ndaa rahuu.n merii chaahato.n ko gavaaraa nahii.n  gavaaraa nahii.n
merii jaan me.n terii jaan hai terii saa.Ns me.n merii saa.Ns hai
tujhe dekh ke dha.Dakataa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yadaa yadaahi dharmasy ... ghaat ghaat ghaat}%
\film{Ghaat}%
\year{2000}%
\starring{Manoj Bajpai, Tabu}%
\singer{Om Puri, Karsan Sagaria, Suleman}%
\music{Salim Suleman}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

yadaa yadaa hi dharmasya glaanirbhavati bhaarat
abhyutthaanamadharmasya tadaatmaana.m sR^ijaamyaham
paritraaNaay saadhunaam vinaaShaay cha duShkR^itaam
dharm sa.nsthaapanaarthaay sa.mbhavaami yuge yuge

jo hu_aa vo achchhaa hu_aa
jo ho rahaa hai vo achchhaa ho rahaa hai
aur jo hogaa vo bhii achchhaa hogaa
tum kyaa laa_e the jo le jaa_oge
tumane kyaa paidaa kiyaa jo naShT ho gayaa
jo aaj tumhaaraa hai vo kal kisii aur kaa thaa
aur kal kisii aur kaa hogaa
jaisaa bo_oge vaisaa paa_oge
apane karmo.n kaa phal yahii.n bhugat kar jaa_oge

ghaat ghaat ghaat

jo hu_aa vo achchhaa hu_aa
jo ho rahaa hai vo achchhaa ho rahaa hai
aur jo hogaa vo bhii achchhaa hogaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye hamako kyaa hu_aa hai ... ham bhii samajh rahe hai.n}%
\film{Ghaat}%
\year{2000}%
\starring{Manoj Bajpai, Tabu}%
\singer{Hariharan, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye hamako kyaa hu_aa hai ye tumako kyaa hu_aa hai
ham bhii samajh rahe hai.n tum bhii samajh rahe ho
ye dil kii meharabaanii ye pyaar kii du_aa hai
ham bhii samajh \threedots

sharam\-o\-hayaa kii chaadar se ham phisal rahe hai.n
bahake hai.n paa.nv phir bhii ham to sa.mbhal rahe hai.n
tumane hamaare tan ko aa.Nkho.n se yuu.n chhu_aa hai
ham bhii samajh \threedots

betaabiyo.n ko dekho kitanaa karaar aa_e
baaho.n me.n aa ke  terii har dard bhuul jaa_e.n
Thahare hai.n ham jahaa.n pe lamhaa vahii.n rukaa hai
ham bhii samajh \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
