% ISB File: GharGharMeinDiwaali_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aadhe idhar hai.n aadhe udhar}%
\film{Ghar Ghar Mein Diwaali}%
\year{1955}%
\starring{Gajanan Jagirdar, Shyama, Sajjan, Manorama}%
\singer{Mukesh}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11430 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aadhe idhar hai.n aadhe udhar
yah hazarat\-e\-dil hai.n na jaane kidhar
unako Kabar hai na hamako Kabar
yah hazarat\-e\-dil \threedots

zulfo.n kii galiyo.n me.n kho_e kabhii
palako.n kii chhaa.Nv me.n so_e kabhii
Dhuu.NDhe.n to Dhuu.NDhe.n dil ko kahaa.N
ki aisii lagii hai kisii kii nazar
yah hazarat\-e\-dil \threedots

unakii nazar kaa ishaaraa milaa
kuchh apane junuu.N kaa sahaaraa milaa
kahate hu_e yah miyaa.N majanuu.N chale
ki jab se milii hai nazar se nazar
yah hazarat\-e\-dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{falaq milegaa tujhe kyaa ... ye muhabbat naa miTegii}%
\film{Ghar Ghar Mein Diwaali}%
\year{1955}%
\starring{Gajanan Jagirdar, Shyama, Sajjan, Manorama}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11945 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ra \:	( falaq milegaa tujhe kyaa hame.n miTaane se
	ye muhabbat naa miTegii kabhii zamaane se ) \-2

la \:	uThaa ke ra.nj ye dil chuur ho gayaa itanaa \-2
	ke Thes lagatii hai haay
	ke Thes lagatii hai kaliyo.n ke muskuraane se
	ye muhabbat naa miTegii kabhii zamaane se

ra \:	( jiye.n to kisake liye tum hii jab nahii.n apane
	tum hii jab nahii.n apane ) \-2
	ke jii rahe the haay
	ke jii rahe the abhii tak isii bahaane se
	ye muhabbat naa miTegii kabhii zamaane se

la \:	jahaa.N ne kah diyaa baadal hai.n aasamaano.n ke
	dhu_aa.N uThaa hai ye haay
	dhu_aa.N uThaa hai ye mere hii aashiyaane se
	ye muhabbat naa miTegii kabhii zamaane se
ra \:	falaq milegaa tujhe kyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kahaa.N kho gayii hai bahaar aate aate}%
\film{Ghar Ghar mein Diwaali}%
\year{1955}%
\starring{Gajanan Jagirdar, Shyama, Sajjan}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Neha Desai
% Date: 6 Jun 2003
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

( kahaa.N kho gayii hai bahaar aate aate
bahaar aate aate
milaa Gam ye kaisaa qaraar aate aate ) \-2

( hai dil Duubaa Duubaa nazar khoyii khoyii
nazar khoyii khoyii ) \-2
ye kyaa ra.ng laayaa hai pyaar aate aate

( wo jinape bharosaa kiyaa hamane wo bhii
kiyaa hamane wo bhii ) \-2
badalane lage aitabaar aate aate

( taDapane de mujhako merii beqaraarii
merii beqaraarii ) \-2
ke aaegaa dil ko qaraar aate aate

kahaa.N kho gayii hai bahaar aate aate
bahaar aate aate
milaa Gam ye kaisaa qaraar aate aate

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
