% ISB File: GharKiIzzat_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##boot polish## karawaa le baabuu}%
\film{Ghar Ki Izzat}%
\year{1948}%
\starring{Mumtaz Shanti, Dilip Kumar, Jeewan, Manorma, Dixit}%
\singer{Meena Kapoor}%
\music{Pt Gobindram}%
\lyrics{I C Kapoor}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12309 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

( ##boot polish## karawaa le baabuu
##boot polish## karawaa le 
##boot polish## karawaa le ) \-2

o jaane waale dekh chamaacham darapan tujhe pukaare \-2
##boot polish## karawaa le
##boot polish## karawaa le baabuu
##boot polish## karawaa le \-2

jyuu.N-jyuu.N chamake ##boot##tumhaare
qisamat merii jaage
qisamat merii jaage
jyuu.N\-jyuu.N chamake ##boot##tumhaare
qisamat merii jaage
tere buuTo.n ke sa.ng me.n ho
meraa jiiwan bhaage
daulatawaale hote hai.n majabuuro.n ke rakhawaale \-2
##boot polish## karawaa le
##boot polish## karawaa le baabuu
##boot polish## karawaa le \-2

aashaa ke do aa.Nsuu aa.Nkho.n me.n hii piine de \-2
laakh du_aaye.n de.nge tujhako majabuuro.n ko jiine de \-2
ham bhii tere desh ke hai.n o daataa rahane waale \-2
##boot polish## karawaa le
##boot polish## karawaa le baabuu
##boot polish## karawaa le \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
