% ISB File: GharSansaar_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bhalaa karane vaale bhalaa_ii ki_e jaa}%
\film{Ghar Sansaar}%
\year{1958}%
\starring{Balraj Sahni, Rajendra Kumar, Kumkum, Shammi, Johny Walker}%
\singer{Rafi}%
\music{Ravi}%
\lyrics{S H Bihari}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10701 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

bhalaa karane vaale bhalaa_ii ki_e jaa
buraa_ii ke badale du_aa_e.N di_e jaa
bhalaa karane vaale \threedots

chale aa.Ndhiyaa.N Gam ke tuufaan aa_e.N
tere ye qadam Dagamagaane na paa_e.N
ghuTe dam to kyaa saa.Ns phir bhii li_e jaa
buraa_ii ke badale \threedots

gha.Dii do gha.Dii ke hai.n baadal ye kaale
ye din to hameshaa nahii.n rahane vaale
sahe jaa sitam aa.Nsu_o.n ko pi_e jaa
buraa_ii ke badale \threedots

zamaanaa ha.Nse bhuul aisii na karanaa
ye hai buzadilii teraa maranaa
ye mat bhuul tuu baap hai aur pati bhii
tere saath maasuum zindagii bhii
tere baad duniyaa me.n kyaa unakaa hogaa
kahaa.N unako jag me.n sahaaraa milegaa
unhii.n ke li_e muskaraa ke ji_e jaa
buraa_ii ke badale \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho.nTh gulaabii gaal kaTore ... haay mai.n sadake jaavaa.N}%
\film{Ghar Sansaar}%
\year{1958}%
\starring{Balraj Sahni, Rajendra Kumar, Kumkum, Shammi, Johny Walker}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10702 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	( ho.nTh gulaabii gaal kaTore nainaa suramedaar
	haay mai.n sadake jaavaa.N ) \-2
aa \:	( pyaar ke dubale haal ke patale majanuu.N kii sa.ntaan
	haay mai.n sadake jaavaa.N ) \-2

ra \:	dekhe zamaane bhar ke hasii.n lekin terii baat hai aur
aa \:	aahiq to dekhe hai.n ka_ii lekin terii jaat hai aur
ra \:	naam na jaanuu.N gaa.Nv na jaanuu.N phir bhii liyaa pahachaan
aa \:	haay mai.n sadake jaavaa.N ) \-2

ra \:	 pyaar me.n tere jalataa hai dil aatii rahanaa merii galii
aa \:	jalataa hai dil chho.D de aa.Nchal mai.n to chalii
ra \:	ghar nahii.n jaa_uu.N u.D nahii.n jaa_uu.N kahanaa meraa maan
aa \:	haay mai.n sadake jaavaa.N ) \-2

ra \:	tere li_e o jaan\-e\-jigar jel bhii hai ma.nzuur mujhe
aa \:	le ke chal thaane me.n mujhe aisaa na kar majabuur mujhe
	bole hai la.D ke Dole aka.D ke chi.Diyaa jaisii jaan
	haay mai.n sadake jaavaa.N ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
