% ISB File: Gharbaar_1953.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{udhar hai husn ka jalawaa ... terii marazii hai jahaa.N}%
\film{Gharbaar}%
\year{1953}%
\starring{Sulochana Chaterjee, Shakuntala Devi, Surendra}%
\singer{Asha, Talat}%
\music{Vasant Prabhu}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: Satish kalra
% Transliterator: Satish kalra
% Date: 22 Mar 2003
% Series: GEETanjali
% Comments: Probably the only Hindi film by Vasant Prabhu.
% Search words - gharbar ghar_baar gharabaar
% Credits : Naniwadekar, Gurcharan Sandhu
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

## prelude ##
ta:  udhar hai husn ka jalawaa idhar hai ishq jawaa.N

aa:  ye bahaaro.n kaa samaa.N ye muhabbat kaa jahaa.N

aa:   terii marazii hai jahaa.N mujhe le chal tuu wahaa.N
      chho.D sakatii huu.N muhabbat ke liye dono.n jahaa.N

ta:   terii aa.Nkho.n me.n ghar apanaa basaa liyaa mai.nne
      tujhe paayaa to zamaane ko paa liyaa mai.nne
aa:   tujhe paayaa to zamaane ko paa liyaa mai.nne
ta:   tujhe paayaa to zamaane ko paa liyaa mai.nne
aa:   mere maathe kaa hai Tiikaa tere qadamo.n kaa nishaa.N
ta:   ye bahaaro.n kaa samaa.N ye muhabbat kaa jahaa.N

aa:   terii marazii hai jahaa.N mujhe le chal tuu wahaa.N
      chho.D sakatii huu.N muhabbat ke liye dono.n jahaa.N

aa:  ghar me.n jo rahataa thaa mehamaan ban gayaa dil kaa
     roshanii aa.Nkho.n kii aramaan ban gayaa dil kaa
ta:  roshanii aa.Nkho.n kii aramaan ban gayaa dil kaa
aa:  roshanii aa.Nkho.n kii aramaan ban gayaa dil kaa
ta:  zindagii bhii hai hasii.n aur tamannaa bhii hai jawaa.N

aa:   terii marazii hai jahaa.N mujhe le chal tuu wahaa.N
ta:   ye bahaaro.n kaa samaa.n ye muhbaat kaa jahaa.N
do:   nahii.n maaluum ke dil ko liye jaataa hai kahaa.N
      nahii.n maaluum ke dil ko liye jaataa hai kahaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
