% ISB File: Ghunghroo_1983.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{pyaar ke dhaage dhaage dhaage}% 
\film{Ghunghroo}%
\year{1983}%
\starring{Kunal Goswami, Komal Mahuakar, Smita Patil, Shashi Kapoor}%
\singer{Manhar, Sadhna Sargam}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: porky (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

pyaar ke dhaage dhaage dhaage 
to.De nahii.n TuuTe TuuTe TuuTe 
janmo.n ke ba.ndhan ba.ndhan ba.ndhan 
pal me.n nahii.n chhUTe chhUTe chhUTe 

dekhaa tumhe.n to hamane ye jaanaa 
hotii hai pyaar kii tasviir kaisii 
aise to kam hai.n taqadIr vaale 
ho jinake khvaabo.n kii taabiir aisii 
ho dil jahaa.N mil jaae 
seharaa me.n khil jaae 
gulashan pyaar kii, pyaar ke \threedots

pyaar hai mandir pyaar hai puujaa 
pyaar se pyaaraa koii nA duujaa 
pyaar hai miiraa pyaar hai raa.njhaa 
mar ke bhI pyaar kaa TuuTe nA vaadaa 
duniyaa me.n kabhI kabhI 
dil ko mile kuchh (?) 
jIvan haar (?) ke, pyaar ke \threedots

do dil likhe.n jo apane lahuu se 
duniyaa vo daastaa.n kaise miTaa de 
saa.Nso.n me.n pyaar kii shamaa jale to 
aa.Ndhii vo vakt kii kaise bujhaa de 
ho dil yahaa.N jhuke kahaa.N (?) 
chaahe ??? 
dushman pyaar ke, pyaar ke \threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye jashn\-e\-mohabbat ... tohafaa qubuul hai hame.n}%
\film{Ghunghroo}%
\year{1983}%
\starring{Smita Patil, Shashi Kapoor, Waheeda Rehman, Kunal Goswami, Komal Mahuakar}%
\singer{Asha}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy
% Date: 29 Mar 2004
% Series: GEETanjali
% Date: 29 Mar 2004
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

ye jashn\-e\-mohabbat ho mubaarak huzuur ko
kaise chhupaa_uu.N aaj Kushii ke suruur ko
itanii Kushii milii ke ye aa.Nsuu machal pa.De
mai.n Kush huu.N maaf kiijiye mere qusuur ko

tohafaa qubuul hai hame.n sarakaar aap kaa \-2
le aayaa phir vahii hame.n \-2
lo pyaar aap kaa

a.njaam hai ye pyaar kaa ye pyaar kaa silaa
kyaa aap se shikaayate.n kyaa aap se gilaa
fariyaad kyaa sunegaa sunegaa ye darabaar aap kaa
le aayaa phir vahii hame.n \threedots

jii chaahataa hai aap ko jii bhar ke dekh le.n
phir zindagii me.n aap se mil paa_e.N naa mile.n
shaayad yahii ho aaKarii diidaar aap kaa
le aayaa phir vahii hame.n \threedots

dil maa.Nge dil de duu.N jaa.N maa.Nge jaa.N de duu.N tere liye
jaan\-e\-jaa.N
sun le o dil jaanii mai.n terii diiwaanii mere liye tuu Kudaa
ashko.n ko piinaa hai tanhaa hii jiinaa hai tanhaa hii jii le.nge ham
terii Kushii hai to ye zindagii hai to zaKmo.n ko sii le.nge ham
ye shamaa jalane do shole machalane do hai saamanaa yaar kaa
ghu.Ngharuu bikharane do ye ra.ng jharane do bikhare lahuu pyaar kaa
alavidaa alavidaa alavidaa alavidaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
