% ISB File: GoonjUthiShehnaai_1959.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa}%
\film{Goonj Uthi Shehnaai}%
\year{1959}%
\starring{Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha}%
\singer{Lata, Geeta, Chorus}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: V S Rawat
% Comments: GEETanjalii series, LATAnjalii series

\printtitle
#indian

ko \:	( huu.N huu.N huu.N huu.N
	huu.N huu.N huu.N huu.N
	huu.N huu.N huu.N huu.N
	huu.N ) \-2
	aa aa aa 

gii \:	hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa
ko \:	hoy hoy hoy
gii \:	dil pe hu_aa hai jaaduu Tonaa
ko \:	a haay
gii \:	shahanaa_ii waale terii shahanaa_ii re karejavaa ko
	chiir ga_ii chiir ga_ii chiir ga_ii
ko \:	hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa
	dil pe hu_aa hai jaaduu\-Tonaa
	shahanaa_ii waale terii shahanaa_ii re karejavaa ko
	chiir ga_ii chiir ga_ii chiir ga_ii
	hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa

gii \:	ab din ye kaise gorii aaye
ko \:	kaise gorii aaye
gii \:	chhup\-chhup ke milanaa man bhaaye
ko \:	milanaa man bhaaye
gii \:	sakhiyo.n se kaahe ab chorii
ko \:	kaahe ab chorii
gii \:	ba.Ndh ga_ii re priit kii Dorii
ko \:	priit kii Dorii
gii \:	ko_ii julamii sa.Nwariyaa kii tirachhii najariyaa
	ho maar ga_ii maar ga_ii maar ga_ii
ko \:	hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa
	dil pe hu_aa hai jaaduu\-Tonaa
	shahanaa_ii waale terii shahanaa_ii re karejavaa ko
	chiir ga_ii chiir ga_ii chiir ga_ii
	hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa

la \:		sakhiyaa.N na maaro mohe taane
	jisako na laagii wo kyaa jaane
	sakhiyaa.N na maaro mohe taane
ko \:	achchhaa jii
la \:	jisako na laagii wo kyaa jaane
ko \:	huu.N huu.N
la \:	o o o o
	bhuul jaa_ogii bhuul jaa_ogii
	bhuul jaa_ogii karanaa ye ThiTholii
	ko_ii mil gayaa jo hamajolii
	kaise bach ke rahogii
	aahe.n bhar ke kahogii
	mai.n to haar ga_ii haar ga_ii haar ga_ii
ko \:	hoy
gii \:	akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa
	dil pe hu_aa hai jaaduu\-Tonaa
	shahanaa_ii waale terii shahanaa_ii re kalejavaa ko
	chiir ga_ii chiir ga_ii chiir ga_ii
ko \:	hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa

gii \:	aapas me.n milate diiwaane
gii \:	aur hamase ho rahe bahaane
ko \:	aur hamase ho rahe bahaane
gii \:	chitawan kamaan pe jo taane
	wo baan hamane pahachaane
ko \:	wo baan hamane pahachaane
gii \:	najaro.n kii ye ghaate.n
	chorii chorii mulaaqaate.n
	ham jaan ga_ii jaan ga_ii jaan ga_ii
ko \:	hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa
	dil pe hu_aa hai jaaduu\-Tonaa
	shahanaa_ii waale terii shahanaa_ii re karejavaa ko
	chiir ga_ii chiir ga_ii chiir ga_ii
	hoy akhiyaa.N bhuul gayii.n hai.n sonaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haule\-haule ghuu.NghaT\-paT khole balamawaa bedardii}%
\film{Goonj Uthi Shehnaai}%
\year{1959}%
\starring{Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: V S Rawat
% Comments: GEETanjalii series, LATAnjalii series

\printtitle
#indian

la \: haule\-haule
	o haule\-haule ghuu.NghaT-paT khole balamawaa bedardii
	haule\-haule
ko \: haule\-haule ghuu.NghaT-paT khole balamawaa bedardii
	haule\-haule
la \:	e maane naa maane naa
	zulmii.n sai.nyaa.N paka.De bai.nyaa.N haay daiyaa
	hiyaa moraa Dole haule\-haule

ra \: bhole\-bhole
	haay bhole\-bhole zahar kaahe ghole nayanawaa bedardii
	bhole\-bhole
ko \: bhole\-bhole zahar kaahe ghole nayanawaa bedardii
	bhole\-bhole
ra \:	are dekho jii dekho jii
	dil kii chorii kar ke gorii ye chhorii
	miiThii miiThii bole.n bole\-bole

la \: haule\-haule ghuu.NghaT-paT khole balamawaa bedardii
	haule\-haule

ko \:	

la \:	haa
	bedardii bedardii bedardii 
ra \:	ruup kaisaa diyaa hai tujhe raam ne
	chaa.Nd sharamaaye gorii tere saamane
la \: kiyaa hamako badanaam tere naam ne
	meraa daaman kyo.n aaye ab thaamane
ko \:	tak dhinaa dhin tak dhinaa dhin tak dhinaa dhin
la \:	Daalo naa Daalo naa
	jaaduu kaa Doraa chhaliyaa chhoraa man moraa
	khaaye hichakole haule\-haule
ko \:	bhole\-bhole zahar kaahe ghole nayanawaa bedardii
	bhole\-bhole

ko \:	

ra \:	ho
	saajaniyaa saajaniyaa saajaniyaa
la \:	dekho aa.Nkhe.n milaa_o dekh\-bhaal ke
	zaraa samajho ishaare merii chaal ke
ra \: haay
	lachakaa_o kamar ye sambhaal ke
	rakh dogii kalejaa nikaal ke
	haay
ko \:	tak dhinaa dhin tak dhinaa dhin tak dhinaa dhin
ra \:	ho jhanan\-jhanan
	jhaa.Njhar jhamake bijalii chamake tham\-tham ke
	bha.Dake dil me.n shole bhole\-bhole
ko \: haule\-haule ghuu.NghaT-paT khole balamawaa bedardii
	haule\-haule
	haay

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jiivan me.n piyaa teraa saath rahe}%
\film{Goonj Uthi Shehnaai}%
\year{1959}%
\starring{Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

jiivan me.n piyaa teraa saath rahe
haatho.n me.n tere meraa haath rahe
jiivan me.n piyaa teraa saath rahe

jab tak suuraj chandaa chamake
ga.ngaa jamunaa me.n bahe paanii
rahe tab tak priit amar apanii
hai ye janam janam kii diivaanii
o raanii yaad milan
o jii ho o o o
o raanii yaad milan kii ye raat rahe
haatho.n me.n tere meraa haath rahe   \threedots

{shR^i}.ngaar bharaa piyaa pyaar teraa
jha.nkaar kare hai mere ka.Nganaa me.n
lagii jab se lagan mere man me.n sajan
shahanaa_ii baje hai mere a.Nganaa me.n
o piyaa yaad milan
o jii ho o o o
o piyaa yaad milan kii ye raat rahe
haatho.n me.n tere meraa haath rahe   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kah do koii na kare yahaa.N pyaar}%
\film{Goonj Uthi Shehnaai}%
\year{1959}%
\starring{Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha}%
\singer{Rafi}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: Samiuddin Mohammed <sm0e@Lehigh.EDU>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 06/12/1996

\printtitle
#indian

kah do koii na kare yahaa.N pyaar
is me.n Kushiyaa.N hai.n kam
beshumaar hai.n Gam
ek ha.Nsii aur aa.Nsuu hazaar
kah do koii na \threedots

priit pata.ngaa diiye se kare
usakii hii lau me.n vo jal\-jal mare
mushkil raahe.n yahaa.N
ashk aur aahe.n yahaa.N
is me.n chain na koii karaar
kah do koii na \threedots

hamane to samajhaa thaa phuul khile
chun\-chun ke dekhaa to kaa.NTe mile
ye anokhaa jahaa.N
haradam dhokaa yahaa.N
is viiraane me.n kaisii bahaar

kah do koii na kare yahaa.N pyaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.nne piinaa siikh liyaa}%
\film{Goonj Uthi Shehnaai}%
\year{1959}%
\starring{Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha}%
\singer{Rafi}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: Sanjeev Ramabhadran <sanjeevr@phoenix.princeton.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu>
% Date: 06/12/1996

\printtitle
#indian

mai.n ne piinaa siikh liyaa      \-2
paap kaho yaa puNya kaho
mai.n ne piina siikh liyaa

ek chhavi thii laakho.n me.n, aan basii in aa.Nkho.n me.n
ek kali muskaaii thii, man bhaure.n ko bhayii thii (???)
ek din pyaar kaa phuul khilaa, mere sur koo giit milaa
kismat laaii ra.Ng naye, sur chhuuTe aur giit gaye

biich bha.nvar tuune chho.Daa, mere prem se mu.Nh mo.Daa
pyaar pe aisaa vaar kiyaa, uff jiinaa, uff jiinaa dushvaar kiyaa
ab sharaab ne saath diyaa to, tujh bin jiina siikh liyaa
mai.n ne piinaa siikh liyaa \threedots

log kahe.n kyo.n piite ho, man kahataa kyo.n jiite ho
jiine kii koii chaah nahii.n, marane kii koii raah nahii.n
jiivan hai jab rog yahaa.N, bolo isakii davaa kahaa.N
pyaar ke jaan na piite ham, khokar hosh na paate Gam

hamane ma.nzil Dhuu.NDhii thii, lekin qismat ruuThii thii
raah me.n saathii chhuuT gayaa, Thes lagii dil TuuT gayaa
ab to inhii nashe ke dhaago.n, se dil siinaa siikh liyaa
mai.n ne piinaa siikh liyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere sur aur mere giit, dono mil kar banegii priit}%
\film{Goonj Uthi Shehnaai}%
\year{1959}%
\starring{Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha}%
\singer{Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: Preeti Ranjan Panda RMIM (ppanda@cliff.ICS.UCI.EDU)
%          Satish Subramanium 
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

tere sur aur mere giit
tere sur aur mere giit
dono mil kar banegii priit
tere sur aur mere giit

(dha.Dakan me.n tuu hai samaayaa huaa
khayaalo.n me.n tuu hii tuu chhaayaa huaa) \- 2
duniyaa ke mele me.n laakho.n mile
magar tuu hii tuu dil ko bhaayaa huaa
mai.n terii jogan tuu meraa miit
dono mil kar banegii priit
tere sur aur mere giit

(mujhako agar bhuul jaaoge tum, aa aa  aaaa 
mujhase agar duur jaoge tum ) \- 2
merii muhabbat me.n taasiir hai, aa aa aaaa 
merii muhabbat me.n taasiir hai 
to khii.nch ke mere paas aaoge tum
dekho hamaarii hogii jiit
dono mil kar banegii priit
tere sur aur mere giit

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii shahanaa_ii bole sun ke dil meraa Dole}%
\film{Goonj Uthi Shehnaai}%
\year{1959}%
\starring{Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: V S Rawat
% Comments: GEETanjalii series, LATAnjalii series

\printtitle
#indian

la \: o o o o \-2
	terii shahanaa_ii bole
	sun ke dil meraa Dole
	julmii kaahe ko sunaa_e aisii taan re
ra \: baadal ghir ghir aa_e
	paapii papiiharaa gaa_e
	kaise bas me.n rahe merii jaan re
la \: aa

la \: bairii ban ke ye duniyaa kha.Dii hai \-2
	mere paa.Nvo.n me.n be.Dii pa.Dii hai
ra \: kin gha.Diyo.n me.n a.Nkhiyaa.N la.Dii hai.n
	baaro.n mahiine saawan kii jha.Dii hai
	ik pal mukha.Daa dikhaa jaa
	dil kaa dukha.Daa miTaa jaa
	tujh bin suunaa suunaa meraa hai jahaan re

la \: 	terii shahanaa_ii bole
	sun ke dil meraa Dole
	julmii kaahe ko sunaa_e aisii taan re

ra \: aajaa kab se mai.n tujhako bulaa_uu.N \-2
	tere pyaar ke sapane sajaa_uu.N
la \: jiyaa chaahe ke u.D ke mai.n aa_uu.N
	piyaa pa.nkh kahaa.N se mai.n laa_uu.N
	mai.n yahaa.N tuu vahaa.N
	biich me.n hai jahaa.N
	kaise puure ho.N ab armaan re

ra \: baadal ghir ghir aa_e
	paapii papiiharaa gaa_e
	kaise bas me.n rahe merii jaan re
la \: 	terii shahanaa_ii bole
	sun ke dil meraa Dole
	julmii kaahe ko sunaa_e aisii taan re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{TuuT gayaa ... dil kaa khilaunaa haay TuuT gayaa}%
\film{Goonj Uthi Shehnaai}%
\year{1959}%
\starring{Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha}%
\singer{Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: V S Rawat
% Comments: GEETanjalii series, LATAnjalii series

\printtitle
#indian

TuuT gayaa \-2
dil kaa khilaunaa haay TuuT gayaa \-2
ko_ii luTeraa aa ke luuT gayaa
haay ko_ii luTeraa aa ke luuT gayaa
dil kaa khilaunaa haay TuuT gayaa \-2

hu_aa kyaa qusuur aisaa sai.nyaa.N hamaaraa \-2
jaate huye jo tuune hame.n naa pukaaraa \-2
ulfat kaa taar to.Daa
hame.n majhadhaar chho.Daa
ham to chale the le ke teraa hii sahaaraa
saathii hamaaraa hamase chhuuT gayaa

dil kaa khilaunaa haay TuuT gayaa \-2
ko_ii luTeraa aa ke luuT gayaa
haay ko_ii luTeraa aa ke luuT gayaa
haay dil kaa khilaunaa haay TuuT gayaa
dil kaa khilaunaa haay TuuT gayaa

aa
kaisii paradesii tuune priit lagaa_ii \-2
chain bhii khoyaa hamane nii.nd ga.Nwaa_ii \-2
teraa aitabaar kar ke
haay i.ntazaar kar ke
Kushiyo.n ke badale Gam kii duniyaa basaa_ii
zaalim zamaanaa hamase ruuTh gayaa

dil kaa khilaunaa haay TuuT gayaa
ko_ii luTeraa aa ke luuT gayaa
haay ko_ii luTeraa aa ke luuT gayaa
haay dil kaa khilaunaa haay TuuT gayaa
dil kaa khilaunaa haay TuuT gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
