% ISB File: Goonj_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chale jaa rahe ho jo nazare.n churaaye}%
\film{Goonj}%
\year{1952}%
\starring{Suraiya, Suresh}%
\singer{Suraiya}%
\music{Sardul Kwatra}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12555 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

chale jaa rahe ho jo nazare.n churaaye( chale jaa rahe ho jo nazare.n churaaye
hame.n kuchh na kahanaa jo ham yaad aaye.n ) \-2
chale jaa rahe ho

na din kaT sake.nge na guzare.ngii raate.n \-2
wahaa.N kisase ho.ngii mohabbat kii baate.n \-2
mohabbat kaa maaraa agar dil sataaye \-2

hame.n kuchh na kahanaa jo ham yaad aaye.n
chale jaa rahe ho

kha.Dii ho ke khi.Dakii me.n raate.n bitaanaa \-2
gagan ke sitaaro.n se jaa.N\-dil lagaanaa \-2
suboh kaa sitaaraa agar TimaTimaaye \-2
hame.n kuchh na kahanaa jo ham yaad aaye.n
chale jaa rahe ho jo nazare.n churaaye \-2
hame.n kuchh na kahanaa jo ham yaad aaye.n
chale jaa rahe ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil me.n uma.ng sajan}%
\film{Goonj}%
\year{1952}%
\starring{Suraiya, Suresh}%
\singer{Suraiya, Chorus}%
\music{Sardul Kwatra}%
\lyrics{Varma Malik}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12558 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

su \:	( dil me.n uma.ng sajan
	naino.n me.n ra.ng sajan
	Dole hai a.ng\-a.ng zaalamaa

ko \: ajii ho jii ho jii ho baalamaa ) \-2

su \:	chun\-chun taare o chun\-chun taare
	mai.n chunarii sajaa_uu.Ngii
 ko \:	chunarii sajaa_uu.Ngii
su \:	( gore gaalo.n pe gore\-gore gaalo.n pe
	kaalakh lagaa_uu.Ngii
ko \:	kaalakh lagaa_uu.Ngii ) \-2
su \:	o banake pata.ng
	u.Duu.N tere hii sa.ng aajaa
	Dole hai a.ng\-a.ng zaalamaa
ko \: 	ajii ho jii ho jii ho baalamaa

su \:	dil me.n uma.ng sajan
	naino.n me.n ra.ng sajan
	Dole hai a.ng\-a.ng zaalamaa

ko \: ajii ho jii ho jii ho baalamaa

su \:	gin\-gin gha.Diyaa.N o gin\-gin gha.Diyaa.N
	piyaa birahaa kaa a.nt hai
ko \:	birahaa kaa a.nt hai
su \:	( chorii\-chorii aa jaa piyaa chorii\-chorii aa jaa piyaa
	aa gayaa basa.nt hai o
ko \:	aa gayaa basa.nt hai ) \-2
su \:	o Dole hai kaag
	more jaage hai.n bhaag
	dekho gaate hai raag\-ra.ng zaalamaa
ko \: 	ajii ho jii ho jii ho baalamaa

su \:	dil me.n uma.ng sajan
	naino.n me.n ra.ng sajan
	Dole hai a.ng\-a.ng zaalamaa

ko \: ajii ho jii ho jii ho baalamaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{guu.Nj nahii.n yah parvat kii ... o merii pyaarii monaa}%
\film{Goonj}%
\year{1952}%
\starring{Suraiya, Suresh}%
\singer{Suraiya, Rafi}%
\music{Sardul Kwatra}%
\lyrics{Prakash Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12559 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

% kosh mentions this as a prelude, but it was not in the version
% I have.

	guu.Nj nahii.n yah parvat kii

ra \:	o merii pyaarii monaa
	khaalii hai dil kaa konaa
	piital ke mol hai sonaa
	sastaa hai maal uThaa le
	aa
	apanaa mujhe banaa le \-3
	o

su \:	o tuu tiin bacho.n kaa baap re
	ye (???) paap re
	jaa apanaa raasataa
	jaa apanaa raasataa naap re
	naa pa.Duu.Ngii tere paale
ra \:	are waah
su \:	jaa baate.n banaane waale
	tumase (??) ham kaale
	apanii o jaan ga.Nvaa le
	ho o

ra \:	o merii pyaarii monaa
	khaalii hai dil kaa konaa
	piital ke mol hai sonaa
	sastaa hai maal uThaa le
	aa
	apanaa mujhe banaa le \-3
	o

ra \: 	o meraa monii kahe tohe maa.N \-2
	tuu bhii merii hai jaa.N \-2
	ab chho.D de tuu naa naa \-2
	biiwii ban gale lagaa le

su \:	jaa baate.n banaane waale
	tumase (??) ham kaale
	apanii o jaan ga.Nvaa le
	ho o

ra \:	o merii pyaarii monaa
	khaalii hai dil kaa konaa
	piital ke mol hai sonaa
	sastaa hai maal uThaa le
	aa
	apanaa mujhe banaa le \-3
	o

su \:	o
	tujhe dil de ke rog lagaa luu.N \-2
	apane saamane se choTii ulajhaa luu.N
	haay apane saamane se choTii ulajhaa luu.N
	kyuu.N rog lagaa luu.N
ra \:	saadaa kahe jo byaah mai.n rachaa luu.N \-2
	duniyaa kar duu.N mai.n tere hawaale

su \:	jaa baate.n banaane waale
	tumase (??) ham kaale
	apanii o jaan ga.Nvaa le
	ho o

ra \:	o merii pyaarii monaa
	khaalii hai dil kaa konaa
	piital ke mol hai sonaa
	sastaa hai maal uThaa le
	aa
	apanaa mujhe banaa le \-3
	o

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyo.n khel priit kaa khelii mai.n rah ga_ii akelii}%
\film{Goonj}%
\year{1952}%
\starring{Suraiya, Suresh}%
\singer{Suraiya}%
\music{Sardul Kwatra}%
\lyrics{Varma Malik}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12556 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

( kyo.n khel priit kaa khelii
mai.n rah ga_ii akelii
balam mere belii
tuu aa mil jii udaas hai ) \-2

do din kaa waadaa kar gaye ho guzare ka_ii mahiine
yaad terii hai aisii bairan detii nahii.n hai jiine
waah re balamaa
tuune aa.Nkhe.n pherii.n o sajanaa
o tuune aa.Nkhe.n pherii.n o sajanaa
jaan waro.n (?) ne le lii

mai.n rah ga_ii akelii
tuu aa mil jii udaas hai

kyo.n khel priit kaa khelii
mai.n rah ga_ii akelii
balam mere belii
tuu aa mil jii udaas hai

ek gha.Dii bhii sukh na dekhaa tum sa.ng nain milaa ke
TuuT gaye sab sapane mere baiThii huu.N chain ga.Nwaa ke
waah rii qisamat
detii hai waastaa tujhako bairiyaa
o detii hai waastaa tujhako bairiyaa
ulafat na_ii\-navelii

mai.n rah ga_ii akelii
tuu aa mil jii udaas hai

kyo.n khel priit kaa khelii
mai.n rah ga_ii akelii
balam mere belii
tuu aa mil jii udaas hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{laharaa ke bal khaa ke ... aa gaye aa gaye aa gaye}%
\film{Goonj}%
\year{1952}%
\starring{Suraiya, Suresh}%
\singer{Suraiya, Chorus}%
\music{Sardul Kwatra}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12557 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

ko \:	laharaa ke bal khaa ke raah pe \-2
su \:	aa gaye aa gaye aa gaye \-2
	jinako dekh\-dekh sharamaa_uu.N
	aur na dekhuu.N to ghabaraa_uu.N
	( wo jo mere Kayaalo.n pe chhaa gaye
	aa gaye ) \-2

su \:	aa gaye aa gaye aa gaye \-3
ko \:	laharaa ke bal khaa ke raah pe \-3

su \:	tan ke gore man ke kaale\-kaale \-2
	jinako mai.n kahuu.N chor dil kahe bhole\-bhaale \-2
	( wo jo ThaNDii aag lagaa gaye
	aa gaye ) \-2

su \:	aa gaye aa gaye aa gaye \-3
ko \:	laharaa ke bal khaa ke raah pe \-3

su \:	nainaa unake Dhuu.NDh rahe hai.n hamako \-2
	par ham to dukh de.nge ba.Daa aise balam ko \-2
	( wo jo dil kaa chain churaa gaye
	aa gaye ) \-2

su \:	aa gaye aa gaye aa gaye \-3
ko \:	laharaa ke bal khaa ke raah pe \-3

ko \:	laharaa ke bal khaa ke raah pe \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{qisamat ruuThe ... merii zindagii me.n tum kyo.N aaye}%
\film{Goonj}%
\year{1952}%
\starring{Suraiya, Suresh}%
\singer{Suraiya}%
\music{Sardool Kwatra}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11915 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

qisamat ruuThe beshaq ruuThe
tum ruuThe mar jaa_u.Ngii
naam tumhaaraa le\-le saajan
galii\-galii mai.n gaa_u.Ngii

merii zindagii me.n tum kyo.N aaye \-2
wo kyaa jaane ulfat kyaa hai \-2
jo nehaa lagaa ke chalaa jaaye
merii zindagii me.n tum kyo.N aaye \-2

haay burii dukhiyaa\-dil kii
meraa dard ba.Dhaavo naa baalam
meraa sabr pa.Daa tumase jo kahii.n
jal jaa_oge tum mar jaaye.nge ham \-2
dukhiyaa\-dil kii wo haay hai \-2
jo saare zamaane ko sulagaaye
merii zindagii me.n tum kyo.N aaye \-2

sau dard diye tumane phir bhii
ham naam tumhaaraa lete hai.n
o bhuulane waale beqadare
jaa tujhako du_aa ye dete hai.n \-2
ham yaad kabhii naa aaye.n tujhe \-2
tuu biite dino.n ko bisar jaaye
merii zindagii me.n tum kyo.N aaye \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
  