% ISB File: Goonj_1989.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{samaa ye suhaanaa, akele tum ho akele ham hai.n}%
\film{Goonj}%
\year{1989}%
\starring{Kumar Gaurav, Juhi Chawla, Binju Ali, Tinu Anand, Bindu}%
\singer{}%
\music{Biddu}%
\lyrics{}%

% Contributor: Pankaj Kakkar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

samaa ye suhaanaa, akele tum ho akele ham hai.n
koii kisii kaa diivaanaa, diivaane tum ho diivaane ham hai.n

sajaayii hai hamane Kvaabo.n kii mahafil
hame.n mil gayii hai muhabbat kii ma.nzil
koii   \threedots

ye chaahat kaa mausam mahakataa mahakataa
ye mastii kaa aalam bahakataa bahakataa
koii   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumako kitanaa pyaar hai kitanaa beqaraar hai jiyaa}%
\film{Goonj}%
\year{1989}%
\starring{Kumar Gaurav, Juhi Chawla, Binju Ali, Tinu Anand, Bindu}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Biddu}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11642 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	tumako kitanaa pyaar hai kitanaa beqaraar hai jiyaa
	jaa_o jii jaa_o hamane tumhe.n dekh liyaa
ki \:	hamane bhii sarakaar dekh liyaa
	Gusse me.n hai pyaar dekh liyaa
la \:	tumako kitanaa pyaar \threedots

ki \:	pal me.n na jaa_e tumhaarii galii to dil ke kariib sii hai
	pal me.n hai duur ye bhii adaa tumhaarii ajiib sii hai
la \:	ek mere tum to ho tum bhii diivaane ho dekh liyaa
	jaa_o jii jaa_o \threedots
ki \:	hamane bhii sarakaar \threedots

la \:	aa_o gale lagaa kar tumhaarii baa.Nho.n me.n jhuul jaa_e.N	
	kho jaa_e.N ik duuje me.n saarii baato.n ko bhuul jaa_e.N
ki \:	aaj phir pyaar se hamako na sataa_o
	jaa_o jii jaa_o \threedots
la \:	hamane bhii sarakaar \threedots
ki \:	tumako kitanaa pyaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
