% ISB File: Grahasthi_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bevafaa duniyaa kii hamane bevafaa_ii dekh lii}%
\film{Grahasthi}%
\year{1948}%
\starring{Sulochana Chatterji, Kuldeep, Yaqub, Pran, Masuud, Mirza Mushharf}%
\singer{Hameeda Banu}%
\music{Ghulam Mohammad}%
\lyrics{Wahid Qureshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11416 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

bevafaa duniyaa kii hamane bevafaa_ii dekh lii
pyaar ke badale me.n apanii jag\-ha.Nsaa_ii dekh lii
bevafaa duniyaa kii \threedots

jinake kaaraN ham hu_e barabaad vo Kushahaal hai.n
jo muqaddar me.n thii apane vo buraa_ii dekh lii
bevafaa duniyaa kii \threedots

kar bhalaa hogaa bhalaa ab ye puraanii baat hai
kuchh bhalaa hotaa nahii.n karake bhalaa_ii dekh lii
bevafaa duniyaa kii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere naaz uThaane ko jii chaahataa hai}%
\film{Grahasthi}%
\year{1948}%
\starring{Sulochana Chatterji, Kuldeep, Yaqub, Pran, Masuud, Mirza Mushharf}%
\singer{Mukesh, Shamshad}%
\music{Ghulam Mohammad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11417 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	tere naaz uThaane ko jii chaahataa hai
	tujhe Dhuu.NDh laane ko jii chaahataa hai

sha \:	ga_e din bulaane ko jii chaahataa hai
	vafaa aajamaane ko jii chaahataa hai

mu \:	qasam hai tujhe dil kii duniyaa me.n aa jaa
	ye duniyaa basaane ko jii chaahataa hai

sha \:	jahaa.N dil ne kuchh dil se ha.Ns kar kahaa thaa
	vahii.n lauT jaane ko jii chaahataa hai

mu \:	mohabbat me.n aataa hai aisaa bhii ek din
	jab aa.Nsuu bahaane ko jii chaahataa hai
sha \:	vafaa aajamaane ko \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{waah rii duniyaa waah re zamaane}%
\film{Grahasthi}%
\year{1948}%
\starring{Sulochana Chatterji, Kuldeep, Yaqub, Pran, Masuud, Mirza Mushharf}%
\singer{Shamshad}%
\music{Ghulam Mohammad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 21, 2005

\printtitle
#indian

waah rii duniyaa waah re zamaane \-2
apane ho gaye hai.n begaane \-2
waah rii duniyaa waah re zamaane

sukh ke jhuule jhuulane waale
yaad hamaarii bhuulane waale \-2
haay re matalab ke diivaane
waah rii duniyaa waah re zamaane
apane ho gaye hai.n begaane \-2
waah rii duniyaa waah re zamaane

qismat ruuThii aashaa ruuThii
tum kyaa badale duniyaa badalii \-2
bujh gaye diipak gaye paravaane
waah rii duniyaa waah re zamaane
apane ho gaye hai.n begaane \-2
waah rii duniyaa waah re zamaane

jab matalab thaa tum apane the
kyaa wo sab jhuuThe sapane the \-2
matalab bin ab kaun pahachaane
waah rii duniyaa waah re zamaane
apane ho gaye hai.n begaane \-2
waah rii duniyaa waah re zamaane

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
