% ISB File: Guide_1965.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{allaah megh de paanii de chhaayaa de re}%
\film{Guide}%
\year{1965}%
\starring{Dev Anand, Waheeda Rahman}%
\singer{S D Burman}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Vinay Bhale (vinay@delta.corp.sgi.com)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.e)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

allaah megh de, paanii de,  chhaayaa de re raamaa megh de
shyaamaa megh de
allaah megh de, paanii de,  chhaayaa de re raamaa megh de

aa.Nkhe.n phaa.De duniyaa dekhe,  hAy ye tamaashaa
aa.Nkhe.n phaa.De \threedots
aa.Nkhe.n phaa.De duniyaa dekhe,  hAy ye tamaashaa
hai ye vish{}vaas teraa, hai terii aashaa
allaah megh de \threedots

allaah megh de, paanii de,  chhaayaa de re raamaa megh de

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{din Dhal jaaye haay, raat naa jaay}%
\film{Guide}%
\year{1965}%
\starring{Dev Anand, Waheeda Rahman}%
\singer{Rafi}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Chetan K. Vinchhi (vinchhi@eng.umd.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

din Dhal jaaye haay, raat naa jaay
tuu to na aae terii, yaad sataaye,  din Dhal jaaye

pyaar me.n jinake, sab jag chho.Daa, aur hue badanaam
unake hii haatho.n, haal huaa ye, baiThe hai.n dil ko thaam
apane kabhii the, ab hai.n paraaye
din Dhal jaaye haay \threedots

aisii hii rim\-jhim, aisii fuvAre.n, aisii hii thii barasaat
khud se judaa aur, jag se paraaye, ham dono.n the saath
phir se vo saavan, ab kyuu.N na aaye
din Dhal jaaye haay \threedots

dil ke mere tum, paas ho kitanii, phir bhii ho kitanii duur
tum mujh se mai.n, dil se pareshaa.N, dono.n hai.n majabuur
aise me.n kisako, kaun manaaye
din Dhal jaaye haaye \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gaataa rahe meraa dil, tuu hii merii ma.nzil}%
\film{Guide}%
\year{1965}%
\starring{Dev Anand, Waheeda Rehman}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Shailendra}%

% Credits: Anand P. Narayan <narayan@ucsu.Colorado.EDU>
%          Vishal Ailawadhi <vishal@ucla.edu>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>

\printtitle
#indian

gaataa rahe meraa dil, tuu hii merii ma.nzil,
kahii.n biite.n na ye raate.n, kahii.n biite.n na ye din \- (2)

pyaar karane vaale are pyaar hii kare.nge
jalane vaale chaahe jal jal mare.nge
dil se jo dha.Dake hai.n vo dil haradam ye kahe.nge
kahii.n biite.n na \threedots

o mere hamaraahii, merii baa.Nh thaame chalanaa,
badale duniyaa saarii, tum na badalanaa
pyaar hame bhii sikhalaa degaa, garadish me.n sambhalanaa,
kahii.n biite.n na \threedots

duuriyaa.N ab kaisii, are shaam jaa rahii hai,
hamako Dhalate Dhalate samajhaa rahii hai,
aatii jaatii saa.Ns jaane kab se gaa rahii hai
kahii.n biite.n na \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaa.NTo.n se khii.nch ke ye aa.Nchal}%
\film{Guide}%
\year{1965}%
\starring{Dev Anand, Waheeda Rehman}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K.G. (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc 
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

kaa.NTo.n se khii.nch ke ye aa.Nchal
to.D ke ba.ndhan baa.ndhe paayal
koii na roko dil kii u.Daan ko
dil vo chalaa ha ha haa haa haa haa
(aaj phir jiine kii tamannaa hai
aaj phir marane kaa iraadaa hai) \- 2

kal ke a.ndhero.n se nikal ke
dekhaa hai aa.Nkhe.n malake malake
phuul hii phuul zi.ndagii bahaar hai
tay kar liyaa a a aa aa aa aa
aaj phir jiine\threedots

mai.n huu.N khumaar yaa tuufaa.n huu.N
koii bataae mai.n kahaa.N huu.N
Dar hai safar me.n kahii.n kho na jaauu.N mai.n
rastaa nayaa a a aa aa aa aa
aaj phir jiine\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa se kyaa ho gayaa, bevafaa, tere pyaar me.n}%
\film{Guide}%
\year{1965}%
\starring{Dev Anand, Waheeda Rahman}%
\singer{Rafi}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

kyaa se kyaa ho gayaa
bevafaa .a.a.a
tere pyaar me.n
chaahaa kyaa kyaa milaa
bevafaa .a.a.a
tere pyaar me.n

chalo suhaanaa bharam to TuuTaa
jaanaa ke husn kyaa hai
ho o o
chalo suhaanaa bharam to TuuTaa
jaanaa ke husn kyaa hai
kahatii hai jisako pyaar duniyaa
kyaa chiiz kyaa balaa hai
dil ne kyaa naa sahaa
bevafaa .a.a.a
tere pyaar me.n
chaahaa kyaa \threedots

tere mere dil ke biich ab to
sadiyo.n ke faasale hai.n
ho o o
tere mere dil ke biich ab to
sadiyo.n ke faasale hai.n
yaqiin hogaa kise ki ham tum ik raah sa.ng chale hai.n
honaa hai aur kyaa
bevafaa .a.a.a
tere pyaar me.n
chaahaa kyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mose chhal kiye jaaye ... sayyaa.N be_imaan}%
\film{Guide}%
\year{1965}%
\starring{Dev Anand, Waheeda Rehman}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor:Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Comments:SDB series # 65

\printtitle
#indian

mose chal kiye jaaye, haay re haay haay dekho sai.nyaa beimaan
sai.nyaa beimaan
mose chal, mose chal, mose chal kiye jaaye, haay re haay haay dekho haa.N
sai.nyaa beimaan

samajhaake mai.n to haarii
dhamakaaya ?, nii nii nii re re ga ga ma ma pa pa dha nii saa saa saa
samajhaake mai.n to haarii
haa.N dhamakaaya  ?, aur karuu.N bhii kyaa
dekho moraa jiyaraa haa.N jiyaraa ta.Dapaaye, jiyaraa ta.Dapaaye
mohe haay haay dekho sai.nyaa beimaan
mose chal, mose chal, mose chal kiye jaaye, haay re haay haay dekho sai.nyaa
beimaan

man kaa hai bairii baala, dil jise de Daalaa, nii nii nii re re ga ga ma ma
pa pa dha nii saa saa saa
man kaa hai bairii baala, dil jise de Daalaa
haa.N dil jise de Daalaa
priit morii pal pal roye
ta.Dapaaye ta.Dapaaye tarasaaye, ta.Dapaaye tarasaaye
mohe haay haay dekho sai.nyaa beimaan
mose chal haa.N, mose chal, mose chal kiye jaaye, haay re haay haay dekho
haa.N sai.nyaa beimaan
(dekho sai.nyaa beimaan)\-2
mose chal kiye jaaye, dekho sai.nyaa beimaan
haa.N beimaan, haa.N beimaan

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{piyaa tose nainaa laage re}%
\film{Guide}%
\year{1965}%
\starring{Dev Anand, Waheeda Rahman}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Chetan K. Vinchhi (vinchhi@eng.umd.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

piyaa tose nainaa laage re, nainaa laage re
jaane kyaa ho ab aage re, nainaa laage re
piyaa tose nainaa laage re, nainaa laage re

ho, jag ne utaare ho, dharatii pe taare,
par man meraa murajhaaye
ho, un bin aa_ii ho, aisii dIvaalii
milaneko jiyaa tarasaaye, aa saajan paayal pukaare
jhanaka jhan jhan jhanaka jhan jhan, piyaa tose   
piyaa tose nainaa \threedots

bhor kii belaa suhaanii, nadiyaa ke tiire
bhar ke gAgar jis gha.Dii mai.n chaluu.N dhiire dhiire
tum pe nazar jab aa_ii, jaane kyo.n baj uThe ka.nganaa
chhanaka chhan chhan chhanaka chhan chhan, piyaa tose
piyaa tose nainaa \threedots

ho, aa, ho, aaI holii aaI ho, sab ra.ng laaI
bin tere holii bhii na bhaae, ho
bhar pichakaarii, ho, sakhiyo.n ne maarii
bhiigii morii saarii hay hay,  
tan\-badan meraa kaa.npe thar\-thar
dhinaka dhin dhin dhinaka dhin dhin, piyaa tose 
piyaa tose nainaa \threedots

raat ko jab chaa.Nd chamake jal uThe tan meraa
mai.n kahuu.N mat karo cha.ndaa is galii kaa pheraa
aanaa meraa saiyaa.N jab aae
chamakanaa us raat ko jab 
mile.nge tan\-man mile.nge tan\-man,
piyaa tose
piyaa tose nainaa \threedots
piyaa   
ho ho piyaa ## (chorus) ## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere mere sapane ab ek ra.ng hai.n}%
\film{Guide}%
\year{1965}%
\starring{Dev Anand, Waheeda Rahman}%
\singer{Rafi}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Editor:  

\printtitle
#indian

tere mere sapane ab ek ra.ng hai.n
ho jahaa.N bhii le jaae.n raahe.n, ham sa.ng hai.n

tere mere dil kaa, tay thaa ik din milanaa
jaise bahaar aane par, tay hai phuul kaa khilanaa
o mere jiivan saathii\threedots

tere dukh ab mere, mere sukh ab tere
tere ye do nainaa, chaa.nd aur suuraj mere
o mere jiivan saathii\threedots

laakh manaa le duniyaa, saath na ye chhuuTegaa
aa ke mere haatho.n me.n, haath na ye chhuuTegaa
o mere jiivan saathii\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vahaa.N kaun hai teraa, musaafir jaayegaa kahaa.N}% 
\film{Guide}%
\year{1965}%
\starring{Dev Anand, Waheeda Rahman}%
\singer{S D Burman}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Shripad Lale (lale@cent.gud.siemens.co.at)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

vahaa.N kaun hai teraa, musaafir, jaayegaa kahaa.N
dam lele gha.Dii bhar, ye chhaiyaa.n, paayegaa kahaa.N
vahA.n haun hai terA \threedots

biit gaye din, pyaar ke palachhin
sapanaa banii vo raate.n
bhuul gaye vo, tuu bhii bhulaa de
pyaar kii vo mulaaqaate.n \- 2
sab duur andheraa, musaafir jaayegA kahaa.N \threedots

koi bhii terii, raaha na dekhe
nain bichhaaye naa koii 
dard se tere, koii na ta.Dapaa 
aa.Nkh kisii kii naa royii \- 2
kahe kisako tU meraa, musaafir jaayegA kahaa.N \threedots

kahate hai.n GYaanii, duniyaa hai faanI
paanii pe likhii likhaayii
hai sabakii dekhii, hai sabakii jaanii
haath kisiike na aayii \- 2
kuchh teraa naa meraa, musaafir jaayegA kahaa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
