% ISB File: GulaamBegumBaadshaah_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{gho.Dii pe ho ke savaar chalaa hai duulhaa yaar}%
\film{Gulaam Begum Baadshaah}%
\year{1973}%
\starring{Shatrughan Sinha, Mausami Chaterjii, Anil Dhawan, Devid}%
\singer{Rafi}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Rajindra Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11214 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

gho.Dii pe ho ke savaar chalaa hai duulhaa yaar
kamariyaa me.n baa.Ndhe talavaar
aka.Dataa hai chhailaa milii hai aisii lailaa
ke jo.Dii hai nahale pe dahalaa \-2
gho.Dii pe ho ke \threedots

kal tak bechaaraa ham saa ka.Nvaaraa phirataa thaa galii\-galii maaraa\-maaraa
dekhii ek chhokarii phuulo.n kii Tokarii bolaa dil thaam ke mai.n haaraa\-haaraa
yaar ko mubaarak ho muhabbat kii baazii \-2
miyaa.N biivii raazii to kyaa karegaa kaazii \-2
sadaa phuule\-phale dono.n kaa pyaar
gho.Dii pe ho ke \threedots

dulhan kii dhun hai kaisaa magan hai hogaa milan dekho abhii\-abhii
shaadii kii mastii lagatii hai sastii pa.Datii hai maha.Ngii bhii kabhii\-kabhii

ko \: haa.N\-haa.N pa.Datii hai maha.Ngii bhii kabhii\-kabhii

ye baat mat bhuulanaa pyaar kii bahaare.n \-2
nanhe.n\-munno.n kii lagaa de.ngii qataare.n
tab utaregaa jaa ke Kumaar 
gho.Dii pe ho ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
