% ISB File: Gumraah_1993.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jab se mai.n zaraa saa badanaam ho gayaa}%
\film{Gumraah}%
\year{1993}%
\starring{Sanjay Dutt, Shridevi, Anupam, Rahul Roy, Soni Razdan, Kunika}%
\singer{Abhijit}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jab se mai.n zaraa saa badanaam ho gayaa
raam kasam meraa ba.Daa naam ho gayaa
jab tak jiitaa rahuu.n yuu.n hii piitaa rahuu.n
saakii aur pilaa are botal mu.nh se lagaa
lab pe pyaas jagii dil me.n aag lagii
ek ghuu.nT me.n hii khaalii jaam ho gayaa
jab se mai.n zaraa saa \threedots

meraa ho ba.Daa naam ho gayaa
meraa re ba.Daa naam ho gayaa

mai.n mahalo.n me.n rahaa mai.n galiyo.n me.n rahaa
dekhe jel sabhii jiite khel sabhii
par dil haar diyaa maine pyaar kiyaa hoy hoy hoy hoy
honaa thaa ye meraa a.njaam ho gayaa
jab se mai.n zaraa saa \threedots

vo ek shokh gazal vo madamast koyal
vo saavan kii ghaTaa vo parvat kii havaa
usako dekh liyaa vaadaa ek kiyaa
aaj se mai.n teraa gulaam ho gayaa
jab se mai.n zaraa saa \threedots

ba.njaaro.n kii tarah aavaaro.n kii tarah
aa_e nii.nd jahaa.n sojaa yaar vahaa.n
kal kii kisako khabar kal kuchh bhii ho magar
aaj raat kaa to i.ntazaam ho gayaa
jab se mai.n zaraa saa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere pyaar ko salaam o sanam}%
\film{Gumraah}%
\year{1993}%
\starring{Sanjay Dutt, Shridevi, Anupam, Rahul Roy, Soni Razdan, Kunika}%
\singer{Kumar Sanu}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tere pyaar ko salaam tere pyaar ko salaam o sanam
o merii jaan tere naam o sanam
mai.n terii ho ga_ii terii kasam
o tere pyaar ko salaam \threedots

paas aa ham me.n kuchh faasalaa na rahe
kuchh teraa na rahe kuchh meraa na rahe
ek duuje me.n kho jaa_e.n ham
o tere pyaar ko salaam \threedots

nii.nd bhii u.D ga_ii chain bhii kho gayaa
pyaar kaa aisaa mujhe nashaa ho gayaa
Dagamagaane lage mere kadam
o tere pyaar ko salaam \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
