% ISB File: GungaJumna_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa matalab kaa tuu miit ... toraa man ba.Daa paapii}%
\film{Gunga Jumna}%
\year{1961}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Pran}%
\singer{Asha}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11458 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa matalab kaa tuu miit bedardii garaz kii raakhe priit
dukhiyaa man ko ghaayal karanaa samajhe tuu apanii jiit
aa

toraa man ba.Daa paapii saa.Nvariyaa re \-2
milaa_e chhal\-bal se najariyaa re \-2
toraa man ba.Daa \threedots

tuu sa.ngadil hai terii zindagii me.n pyaar nahii.n
tere chaman me.n hai sab\-kuchh magar bahaar nahii.n
tujhe qasam hai na yuu.N muskaraa ke dekh hame.n
teirii nazar kaa bhii zaalim kuchh aitabaar nahii.n
haa.N milaa_e chhal\-bal se \threedots

sitamagaro.n kii inaayat se beruKii achchhii
jo tere saath naa guzare vo zindagii achchhii
garaz kaa yaar hai matalab kaa tuu hai diivaanaa
na terii dostii achchhii na dushmanii achchhii
haa.N milaa_e chhal\-bal se \threedots

jahaa.N me.n ho jise jiinaa vo tujhase duur rahe
jo maranaa chaahe vo aakar tere huzuur rahe
ye kyaa gazab hai ki ham aah karake ho.n badanaam
tuu laakh zulm kare phir bhii beqasuur rahe
haa.N milaa_e chhal\-bal se \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Dhuu.NDho Dhuu.NDho re saajanaa}%
\film{Gunga Jumna}%
\year{1961}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayanthimala}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

DhU.nDho DhU.nDho re saajanaa DhU.nDho re saajanaa
more kaan kaa baalaa, ho
DhU.nDho DhU.nDho re saajanaa DhU.nDho re saajanaa
more kaan kaa baalaa
moraa baalaa chandaa kaa jaise haalaa re \- 2
jaame.n laale laale haa.N, 
jaame.n laale laale motiyan kii laTake maalaa, ho DhU.nDho \threedots

mai.n soii thii, apanii aTaravaa
Thagavaa ne Daakaa Daalaa
luT ga_I nindiyaa, gir gaI bi.ndiyaa
kaano.n se khul gayaa baalaa, balam
moraa baalaa chandaa \threedots

baalaa moraa baalepan kaa
ho ga_I re jaa kii chorii
o chhailaa toraa manavaa mailaa
laagii najariyaa torii, balam
morA baalaa chandaa \threedots

baalaa moraa sejiyaa pe gir gayaa
DhU.nDhe re more nainaa
naa jaanuu.N piyaa
tuune churaay liyaa
da_iyyaa re kal kii rainaa, balam
morA baalaa chandaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho re ho jhanan ghuu.Nghar baaje moraa man jhuume piyaa}%
\film{Gunga Jumna}%
\year{1961}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Nasir Khan, Azra, Kanhaiyalal, Helen}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10626 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ho o ho ho o ho
ho re ho re jhanan ghuu.Nghar baaje
moraa man jhuume piyaa
torii Dagar chuume piyaa aajaa ghar aajaa \-2

dil kii uma.ng jaage moraa gaa_e jiyaa
aas mohe laagii torii aajaa piyaa
ritu ra.ngiilii din milan ke
madhur\-madhur sapane more man ke balam jaage
ho re ho jhanan \threedots

bahiyaa.N paka.D chhe.De.n mohe sakhiyaa.N morii
vinatii kare.n laaj bharii akhiyaa.N morii
pag\-pag chhalake man kii madiraa
sanan\-sanan Dole pavan badaraa ghuma.D naache
moraa man jhuume \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{i.nsaaf kii Dagar pe, bachcho dikhaao chal ke}%
\film{Ganga Jamuna}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala}%
\singer{Hemant}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

insaaf kii Dagar pe, bachcho.n dikhaao chal ke
ye desh hai tumhaaraa, netaa tumhii.n ho kal ke

duniyaa ke ra.nj sahanaa aur kuchh na mu.Nh se kahanaa
sachchaaiyo.n ke bal pe aage ko ba.Dhate rahanaa
rakh doge ek din tum sa.nsaar ko badal ke
insaaf kii \threedots

apane ho.n yaa paraae sabake liye ho nyaay
dekho kadam tumhaaraa haragiz na Dagamagaae
raste ba.De kaThin hai.n chalanaa sambhal\-sambhal ke
insaaf kii \threedots

insaaniyat ke sar par izzat kaa taaj rakhanaa
tan man bhii bhe.nT dekar bhaarat kii laaj rakhanaa
jiivan nayaa milegaa a.ntim chitaa me.n jal ke,
insaaf kii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{laagaa gorii gujariyaa se ... nain la.D ja_ii hai}%
\film{Ganga Jamuna}%
\year{1961}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Pran}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

laagaa gorii gujariyaa se nehaa hamaar
ho_i gavaa saaraa chaupaT moraa rojagaar
o~

nain la.D jai.nhe to manavaa me.n kasak hoibe karii
prem kaa chhuTi hai paTaakhaa to dhamak hoibe karii
nain la.D jai.nhe   \threedots

ruup ko manamaa basaibaa to buraa kaa ho_ii hai
tohuu se priit lagaibaa to buraa kaa ho_ii hai
prem kii nagarii ma kuchh hamaraa bhii haq hoibe karii
nain la.D jai.nhe   \threedots

ho_ii gavaa man maa more tichh.rii najar kaa hallaa
gorii ko dekhe binaa ni.ndiyaa na aavai hamakaa
phaa.Ns lagii hai to karejavaa ma khaTak hoibe karii
nain la.D jai.nhe   \threedots

thaik thaik thai thai, thai
dhaak dhinak dhin, taak tinak tin
dhaak dhinak dhin, dhaak dhinak dhin, dhaa!

aa.Nkh mil gayii hai sajaniyaa se to naachan lagii hai
pyaar kii miiThii gajal manavaa bhii gaavan lagii hai
jhaa.Njh bajii hai to kamariyaa ma lachak hoibe karii
nain la.D jai.nhe   \threedots

nainaa jab la.Dii hai to bhaiyyaa man me.n kasak hoibe karii
thaik thaik tik thaa

hoy hoy hoy!

man le gayii re dhobaniyaa raamaa kaisaa jaaduu Daar ke
kaisaa jaaduu Daar ke re, kaisaa Tonaa Daar ke
man le gayii re dhobaniyaa raamaa kaisaa jaaduu Daar ke
man le gayii re dhobaniyaa raamaa kaisaa jaaduu Daar ke

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naa maanuu.N re ... dagaabaaj torii batiyaa.N}%
\film{Gunga Jumna}%
\year{1961}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Nasir Khan, Azra, Kanhaiyalal, Helen}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10627 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

naa maanuu.N naa maanuu.N naa maanuu.N re
dagaabaaj torii batiyaa.N naa maanuu.N re

piyaa man me.n tore kaa hai mai.n naa jaanuu.N re
dagaabaaj torii batiyaa.N \threedots

saa.Njh kahe tose ( chundarii ma.nga_ibe ) \-2
chundarii ma.nga_ibe tose chundarii ma.nga_ibe
bhor bha_e to bisar ga_ii batiyaa.N \-2
naa maanuu.N re
dagaabaaj torii batiyaa.N \threedots

hamarii garaj pe ( mukh se naa bole ) \-2
mukh se naa bole sai.nyaa mukh se naa bole
apanii garaj pe milaay le akhiyaa.N
naa maanuu.N re
dagaabaaj torii batiyaa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o chhaliyaa re man me.n hamaar najar torii dha.Ns ga_ii}%
\film{Gunga Jumna}%
\year{1961}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Nasir Khan, Azra, Kanhaiyalal, Helen}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10628 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	o chhaliyaa re chhaliyaa re man me.n hamaar
	najar torii dha.Ns ga_ii
ko \:	hoy dhiire\-dhiire haule\-haule dha.Ns ga_ii

ra \:	o jiyaa hamaar kaharavaa naache re
	aaj mainaa pha.Ns ga_ii
ko \:	o dhiire\-dhiire haule\-haule pha.Ns ga_ii

aa \:	 o jaa re be_iimaan toraa ko_ii naa dharam
	sun tore bol mohe laagii re sharam
ko \:	 o jaa re be_iimaan toraa ko_ii naa dharam
ra \:	lo aaj moraa tujh pe dil hai naram
ko \:	moraa dil hai naram \-2
ra \:	ho maa.Ng le jo maa.Nganaa ho pyaar kii qasam
aa \:	o piyaa re piyaa tore naino.n kii Dor
	jiivan moraa kas ga_ii
ko \:	ho dhiire\-dhiire haule\-haule kas ga_ii

ra \:	o bal khaa_e aisan torii patalii kamar
	o jaise Dagamag ho sharaabii kii najar
ko \:	o bal khaa_e aisan torii patalii qamar
aa \:	o lalachaa_ii a.Nkhiyo.n se dekh na idhar
ko \:	dekh na idhar mohe dekh na idhar
aa \:	o a.ng\-a.ng jiyaa moraa kaa.Npe thar\-thar
ra \:	o terii zulfo.n me.n pha.Ns gayaa re
	moraa jiyaa re naagan Das ga_ii
ko \:	dhiire\-dhiire haule\-haule Das ga_ii

aa \:	haay pag me.n paayal morii bole chhan\-chhan
	sa.ng\-sa.ng aaj more naache re sajan
ko \:	haay pag me.n paayal torii bole chhan\-chhan
ra \:	o chaa.Nd sii javaanii torii phuul saa badan
	o jiit liyaa ruup vaalii tuune moraa man
aa \:	torii chhabi ne gajab kiyaa
	chorii\-chorii jiyaa me.n bas ga_ii
ko \:	dhaay\-dhaay dhig dhaa.ny dhin dhaay dhig \-2
ko \:	daay taay ki.Dhataay ki.Dh ki.Dh ki.Dh \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
