% ISB File: GuruGhantaal_1956.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ham aapake hai.n hamase to paradaa na kiiji_e}%
\film{Guru Ghantaal}%
\year{1956}%
\starring{Motilal, Sheela Ramani, Usha Kiran, Agha}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Lachchhi Ram}%
\lyrics{Khaawar Zamaan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10826 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

ra \:	ham aapake hai.n hamase to paradaa na kiiji_e
aa \:	ham ruuTh jaa_e.Nge hame.n chhe.Daa na kiiji_e

ra \:	ik baat merii gaur se sun liiji_e huzuur
aa \:	faramaa_i_e faramaa_i_e sun le.nge ham zaruur
ra \:	tirachhii nigaah se hame.n dekhaa na kiiji_e
	ham aapake hai.n \threedots

	kyaa jhuuTh\-muuTh baate.n banaane se faayadaa
aa \:	baiThe biThaa_e hamako sataane se faayadaa
ra \:	yuu.N baat\-baat par ajii ruuThaa na kiiji_e
	ham aapake hai.n \threedots

aa \:	Dar hai ki zamaanaa kahii.n majabuur na kar de
	is pyaar kii duniyaa se kahii.n duur na kar de
ra \:	in chhoTii\-chhoTii baato.n ko sochaa na kiiji_e
	ham aapake hai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
