% ISB File: HaanMaineBhiPyaarKiya_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ham yaar hai.n tumhaare ... hamase milaa karo}%
\film{Haan Maine Bhi Pyaar Kiya}%
\year{2002}%
\starring{Abhishek Bachchan, Karisma Kapoor, Akshay Kumar}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik/ Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

ham yaar hai.n tumhaare diladaar hai.n tumhaare ham se milaa karo
ko_ii shikavaa agar ho aur shikaayat agar ho ham se gilaa karo
jaa.n maine bhii pyaar kiyaa hai
haa.N maine bhii pyaar kiyaa hai

ham pyaar hai.n tumhaare diladaar hai.n tumhaare ham se milaa karo
o ham se milaa karo
ko_ii shikavaa agar ho aur shikaayat agar ho ham se gilaa karo
o ham se gilaa karo
jaa.n maine bhii pyaar kiyaa hai
haa.N maine bhii pyaar kiyaa hai
ham yaar hai.n tumhaare \threedots

zulfo.n ko giraa ke palako.n ko jhukaanaa
siikhaa hai kahaa.N se ye jaaduu chalaanaa
aataa hai tumhe.n to yuu.N baate.n banaanaa
jaa_o jii haTo bhii chho.Do yuu.N sataanaa
chhaa rahii hai khumaarii ba.Dh rahii hai bekaraarii yuu.N na ha.Nsaa karo
o ko_ii shikavaa agar ho \threedots

ho ho ho o ho ho ho
diivaano.n ke jaise karate ho sharaarat
ham ko to pataa hai tere dil kii haqiikat
samajho na zaraa tum mausam kaa ishaaraa
aise to akele na hogaa guzaaraa
aise aahe.n bharo naa mastiyaa.N yuu.N karo naa zid na kiyaa karo
ko_ii shikavaa agar ho \threedots

%Part 2:

aa aa a.n uu uu uu
ham pyaar hai.n tumhaare diladaar hai.n tumhaare ham se milaa karo
ko_ii shikavaa agar ho aur shikaayat agar ho ham se gilaa karo
par tum milaa karo
jaa.n maine bhii pyaar kiyaa hai
haa.N maine bhii pyaar kiyaa hai
ham yaar hai.n tumhaare \threedots

huu.n huu.n

##there is a friend for little children##
##above the bright blue skies##
##a friend who never changes##
##whose love never dies##
##unlike our friends by nature##
##who change with changing years##
##this friend is always with us##
##His name is God alone##

kaise mai.n bhulaa duu.N vo biite hu_e pal
har lamhaa sataa_e vo gujaraa hu_aa kal
kaise mai.n bataa_uu.N ye mushkil raaz hai
kal aa_e naa kabhii jo hai vo aaj hai
merii jaa.n paas aa ke bol do muskuraa ke chup na rahaa karo
ko_ii shikavaa agar ho\threedots

aa
phuulo.n kii vaadiyaa.N barfiile raaste
hai.n jaan\-e\-tamannaa sab tere vaaste
phuulo.n me.n hai chubhan sardii me.n agan hai
saa.Nso.n me.n raat din ye kaisii jalan hai
he he he he he he he haa haa haa haa he he he he
sard Tha.nDii havaa_e.N kah rahii hai.n fizaa_e.N yuu.N na jalaa karo
ko_ii shikavaa agar ho\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{##honey## ... har kisii ke dil me.n ik la.Dakii kaa Kayaal}%
\film{Haan Maine Bhi Pyaar Kiya}%
\year{2002}%
\starring{Abhishek Bachchan, Karisma Kapoor, Akshay Kumar}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##honey! I need you##
he he he he he he he he
har kisii ke dil me.n ik la.Dakii kaa khyaal rahataa hai
ko_ii kahataa hai ko_ii chhupaataa hai
ho ko_ii kahataa hai ko_ii chhupaataa hai ajab haal rahataa hai

aa aa o ho ho ho
har kisii ke dil me.n ik la.Dake kaa khyaal rahataa hai
ko_ii kahataa hai ko_ii chhupaataa hai
haa.N ko_ii kahataa hai ko_ii chhupaataa hai ajab haal rahataa hai
har kisii ke dil me.n \threedots

safar tanhaa tanhaa kab talak
umar tanhaa tanhaa kab talak
kabhii to aa_egii vo dilarubaa dilarubaa dilarubaa
ke ham tanhaa tanhaa kab talak
ke tum tanhaa tanhaa kab talak
kabhii to aa_egaa vo jaan\-e\-jaa.n meraa jaan\-e\-jaa.n meraa jaan\-e\-jaa.n
kisii mo.D par to kabhii naa kabhii hogaa teraa meraa saamanaa
har kisii ke dil me.n \threedots

mohabbat mohabbat karuu.Ngaa mohabbat
sharaarat sharaarat karuu.Ngaa sharaarat
vo hai meraa sapanaa vo hai merii chaahat
har gha.Dii usii kaa intazaar ab hai
meraa dil diivaanaa hai bekaraar ab hai
sar pe vo seharaa baa.Ndh ke aa_egaa
Dolii baaraat bhii saath me.n laa_egaa
mujh ko vo dulhan banaa ke le jaa_egaa
har kisii ke dil me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere maathe kii bi.ndiyaa chamakatii rahe ... mubaarak}%
\film{Haan Maine Bhi Pyaar Kiya}%
\year{2002}%
\starring{Abhishek Bachchan, Karisma Kapoor, Akshay Kumar}%
\singer{Udit Narayan, Chorus}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tere maathe kii bi.ndiyaa chamakatii rahe
tere haatho.n kii meha.ndii mahakatii rahe
tere jo.De kii raunak salaamat rahe
terii chuu.Dii hameshaa khanakatii rahe

mubaarak mubaarak mubaarak mubaarak
mubaarak ho tum ko ye shaadii tumhaarii
sadaa khush raho tum du_aa hai hamaarii
tumhaare kadam chuume to duniyaa saarii
sadaa khush raho tum \threedots

tumhaare li_e hai.n bahaaro.n ke mausam
na aa_e kabhii zi.ndagii me.n ko_ii gam
hamaaraa hai kyaa yaar ham hai.n diivaane
hamaarii ta.Dap to ko_ii bhii na jaane
mile na tumhe ishq me.n bekaraarii
sadaa khush raho tum \threedots

ke janmo.n ke rishte nahii.n to.De jaate
safar me.n nahii.n hamasafar chho.De jaate
na rasm\-o\-rivaajo.n ko tum bhuul jaanaa
jo lii hai kasam to ise tum nibhaanaa
ke hamane to tanhaa umar hai guzaarii
sadaa khush raho tum \threedots

jaa.n maine bhii pyaar kiyaa hai
haa.N maine bhii pyaar kiyaa hai
mubaarak mubaarak mubaarak mubaarak

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii aa.Nkho.n kaa a.ndaaz kahataa hai}%
\film{Haan Maine Bhi Pyaar Kiya}%
\year{2002}%
\starring{Abhishek Bachchan, Karisma Kapoor, Akshay Kumar}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

terii aa.Nkho.n kaa a.ndaaz kahataa hai
tuu pyaar mujh se hii karataa hai

terii baato.n kaa a.ndaaz kahataa hai
kyaa
tuu yaar mujh pe hii maratii hai
terii aa.Nkho.n kaa \threedots

tere paas mai.n aa_uu.N tujhe pyaar sikhaa_uu.N
tujh pe jaan luTaa_uu.N jaan\-e\-jaanaa
meraa dil dha.Dakaayaa mujhe ishq sikhaayaa
mujhe apanaa banaayaa tuu diivaanaa
vaadaa kiyaa hai kasam ham ne lii hai
na ham ho.nge mil ke judaa

terii aa.Nkho.n kaa a.ndaaz kahataa hai
tuu pyaar mujh se hii karatii hai
terii baato.n kaa a.ndaaz kahataa hai
tuu yaar mujh pe hii marataa hai

nayaa silasilaa hai na_ii dostii hai
nayaa dilarubaa hai na_ii dillagii hai
khule aasamaano.n ke niiche mile hai.n
muhobbat me.n do dil javaa.n
terii saa.Nso.n kaa har saaz kahataa hai
tuu pyaar mujh se hii karataa hai
uf bahakane kaa a.ndaaz kahataa hai
tuu pyaar mujh se hii karatii hai

naa mai.n hosh me.n huu.N naa tujh ko khabar hai
ho merii chaahato.n kaa ye tujh pe asar hai
chalo ek duuje me.n aise samaa_e.N
ke dekhe na ham ko jahaa.N
tere khvaabo.n kaa har raaz kahataa hai
tuu pyaar mujh se hii karataa hai
haa_y lipaTane kaa a.ndaaz kahataa hai
tuu yaar mujh pe hii maratii hai
terii aa.Nkho.n kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zi.ndagii ko binaa pyaar ko_ii kaise guzaare}%
\film{Haan Maine Bhi Pyaar Kiya}%
\year{2002}%
\starring{Abhishek Bachchan, Karisma Kapoor, Akshay Kumar}%
\singer{Kumar Sanu, Sarika Kapoor/ Alka Yagnik}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

he he he he he he he he he haa haa haa haa he he he he
zi.ndagii ko binaa pyaar ko_ii kaise guzaare
mahabuub kii aa.Nkho.n me.n ba.Dii baat hai pyaare
aate hai.n zamii.n par kabhii ye chaa.Nd sitaare
mahabuub kii aa.Nkho.n me.n \threedots

aa haa haa o ho ho
aa
is umr me.n ban jaa_egii ko_ii to kahaanii ho
tanahaa nahii.n kaTatii hai ye madahosh javaanii
ko_ii nayaa dilabar chuno kitanii hasii.n raat hai
chhup ke ko_ii dha.Dakan suno kah do jo dil me.n baat hai
milate hai.n nasiibo.n se ye baaho.n ke sahaare
mahabuub kii aa.Nkho.n me.n \threedots

la la laa
ho o aa haa haa haa
ban jaa_o kisii ke kisii ko apanaa banaa lo ho ho
palako.n ke jharokho.n me.n ko_ii sapanaa sajaa lo
yaado.n me.n tum kho_e raho saare jahaa.N ko bhuul ke
zulfo.n tale so_e raho bhiige labo.n ko chuum ke
nazaro.n me.n basaa lo sabhii ra.ngiin nazaare
aa haa haa
mahabuub kii aa.Nkho.n me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
