% ISB File: Haasil_2003.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkhe.n bhii hotii hai.n dil kii zubaa.N}%
\film{Haasil}%
\year{2003}%
\starring{Jimmy Shergil, Hrishitaa Bhatt}%
\singer{Abhijeet}%
\music{Jatin-Lalit}%
\lyrics{Israr Ansari}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11736 [V S Rawat]
% Producer: Karma Network Ltd, Director: Tigmanshu Dhulia
% Audio: Times Music www. timesmusic.com times.music@timesgroup.com
% Cassette: TCIFI 004 E, Cost: Rs 50/-, CD: 
% Site: indiatimes.com

\printtitle
#indian

aa.Nkhe.n bhii hotii hai.n dil kii zubaa.N \-2
bin bole kar detii hai.n haalat ye pal me.n bayaa.N
aa.Nkhe.n bhii hotii hai.n dil kii zubaa.N
bin bole kar detii hai.n haalat ye pal me.n bayaa.N
aa.Nkhe.n bhii hotii hai.n dil kii zubaa.N

Kaamoshii bhii to pyaar me.n rakhatii bahut hii asar hai
kab ishq ho jaa_e yahaa.N dil ko kahaa.N ye Kabar hai
do dil ke ye silasile chhup sake hai.n kahaa.N
aa.Nkhe.n bhii hotii hai.n dil kii zubaa.N \-2

he he he he he
haa haa haa haa haa haa

nii.nd aa_e naa jab aa.Nkho.n me.n ba.Dhane lage beqaraarii
shabanam ko bhii chhuune se jab mahasuus ho chi.ngaarii
to aisaa kyuu.N lagataa hai ek hai.n zamii.n\-aasamaa.N
aa.Nkhe.n bhii hotii hai.n dil kii zubaa.N \-2
bin bole kar detii hai.n haalat ye pal me.n bayaa.N \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ab ghar aa jaa piyaa more aa jaa}%
\film{Haasil}%
\year{2003}%
\starring{Jimmy Shergil, Hrishitaa Bhatt}%
\singer{Javed Ali}%
\music{Jatin-Lalit}%
\lyrics{Satyaprakash}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11740 [V S Rawat]
% Producer: Karma Network Ltd, Director: Tigmanshu Dhulia
% Audio: Times Music www. timesmusic.com times.music@timesgroup.com
% Cassette: TCIFI 004 E, Cost: Rs 50/-, CD: 
% Site: indiatimes.com

\printtitle
#indian

ab aa ghar aa jaa piyaa more aa jaa
ab ghar aa jaa piyaa more aa jaa \-2
tum bin kaun moraa dukh jaane \-2
ab ghar aa jaa piyaa more aa jaa
tum bin kaun moraa dukh jaane
ab ghar aa jaa

kaahe aiso niThur bhayo bataa de
ho kaahe aiso niThur niThur
kaahe aiso niThur bhayo bataa de
ho tum bin saavan jiyaraa jalaave
ab ghar aa jaa piyaa more aa jaa
ab ghar aa jaa

hamase chhal naa kariyo piyaa more
hamase chhal naa kariyo piyaa piyaa piyaa piyaa
hamase chhal naa kariyo piyaa more
hamarii priit hai tumarii puujaa \-2
ab ghar aa jaa piyaa more aa jaa
tum bin kaun moraa dukh jaane \-2
ab ghar aa jaa
ghar aa jaa
ghar aa jaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ishq kii badalii chalatii hai}%
\film{Haasil}%
\year{2003}%
\starring{Jimmy Shergil, Hrishitaa Bhatt}%
\singer{Shaan, Shweta, Shraddha Pandit}%
\music{Jatin-Lalit}%
\lyrics{Kausar Pandey, Vinod Mahendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11737 [V S Rawat]
% Producer: Karma Network Ltd, Director: Tigmanshu Dhulia
% Audio: Times Music www. timesmusic.com times.music@timesgroup.com
% Cassette: TCIFI 004 E, Cost: Rs 50/-, CD: 
% Site: indiatimes.com

\printtitle
#indian

shwe \:	ishq kii badalii chalatii hai saharaa me.n lahar sii uThatii hai
	raat ke bujhate taaro.n kii aa.Nkho.n me.n sahar sii dikhatii hai

shaa \:	( aa.Nkho.n me.n tumhaarii do jahaa.Nno.n kaa nashaa
	tum jo nahii.n to kyaa hai jiine kaa mazaa ) \-2
	baa.Nho.n me.n naa tum ho naa aaho.n me.n naa tum ho to jiinaa bevajah
	aa_o paas aa_o yuu.N naa sharamaa_o ai mere hamanavaa
	aa.Nkho.n me.n tumhaarii do jahaa.Nno.n kaa nashaa
	tum jo nahii.n to kyaa hai jiine kaa mazaa

	jab se tumhe.n dekhaa maine hai.n sapane javaa.N\-javaa.N
	tum jo nahii.n kuchh naa kahii.n hai tumase hii ye jahaa.N
	paas mere aa jaa saa.Nso.n me.n samaa jaa tuu Kushbuu kii tarah
	dil me.n hamaare Kudaa kii ho naa ho tumhaarii hai jagah

shra \:	tujhe chaa.Nd kaa hai aramaan sahii haasil karanaa aasaan nahii.n
	laakho.n taare paharaa naa de.n hai aisii ko_ii raat nahii.n

shaa \:	pahalii nazar me.n hii sanam ye dil tumane le liyaa
	dekhaa mujhe bhuule se hii ye ehasaan kar diyaa
	chaa.Nd pe hai maanaa sitaaro.n kaa paharaa magar ham chhuu le.nge
	ruuThe ye jahaa.N bhii ruuThe aasamaa.N bhii naa tumako chho.De.nge
	aa.Nkho.n me.n tumhaarii do jahaa.Nno.n kaa nashaa
	he tum jo nahii.n to kyaa hai jiine kaa mazaa
	aa.Nkho.n me.n tumhaarii do jahaa.Nno.n kaa nashaa
	tum jo nahii.n to kyaa hai jiine kaa mazaa
	baa.Nho.n me.n naa tum ho naa aaho.n me.n naa tum ho to jiinaa bevajah
	aa_o paas aa_o yuu.N naa sharamaa_o ai mere hamanavaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kisii ne meraa naam likhaa}%
\film{Haasil}%
\year{2003}%
\starring{Jimmy Shergil, Hrishitaa Bhatt}%
\singer{Shaan}%
\music{Jatin-Lalit}%
\lyrics{Kausar Pandey}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11739 [V S Rawat]
% Producer: Karma Network Ltd, Director: Tigmanshu Dhulia
% Audio: Times Music www. timesmusic.com times.music@timesgroup.com
% Cassette: TCIFI 004 E, Cost: Rs 50/-, CD: 
% Site: indiatimes.com

\printtitle
#indian

shaa \:	( kisii ne meraa naam likhaa naam mere paiGaam likhaa
	pyaar likhaa inakaar likhaa ye dil gayaa vo gayaa
	jaane mujhe kyaa ho gayaa diivaanaa dil ye kho gayaa
	jaane mujhe kyaa ho gayaa ) \-2

##female## \:	dil teraa kyuu.N ruuThaa hai
	chain kisane luuTaa hai
	hamako bhii to bataa
##male## \:	kaun hai vo kyaa karatii hai
	tujhako kaisii lagatii hai
##male female## \:	hamako bhii to bataa
shaa \:	haa.N usakaa cheharaa dekhane ko chaa.Nd din me.n jaagataa hai
	usakii aisii adaa
	jaane mujhe kyaa ho gayaa diivaanaa dil ye kho gayaa
	jaane mujhe kyaa ho gayaa

##female## \:	ab ye dil ju.Dane ko hai
	raaz bhii khulane ko hai
	aa_egaa ab mazaa
##male## \:	usane tujhako yaar kahaa
	yaa ##sorry, sweat heart## kahaa
##male female## \:	ab chalegaa pataa
shaa \:	he usane mujhako yaar kahaa hai ek nahii.n sau baar kahaa hai
	vo bhii raato.n ko jagatii hai usane din ko shaam kahaa hai
	vo karegii vafaa
	haa.N mujhe pyaar ho gayaa diivaanaa dil ye kho gayaa
	haa.N mujhe pyaar ho gayaa

	kisii ne meraa naam likhaa naam mere paiGaam likhaa
	pyaar likhaa inakaar likhaa ye dil gayaa vo gayaa
	haa.N mujhe pyaar ho gayaa \-2
	haa.N haa.N mujhe pyaar ho gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii nathanii maha.Ngii vaalii hai}%
\film{Haasil}%
\year{2003}%
\starring{Jimmy Shergil, Hrishitaa Bhatt}%
\singer{Richa Sharma}%
\music{Jatin-Lalit}%
\lyrics{Devmani Pandey}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11741 [V S Rawat]
% Producer: Karma Network Ltd, Director: Tigmanshu Dhulia
% Audio: Times Music www. timesmusic.com times.music@timesgroup.com
% Cassette: TCIFI 004 E, Cost: Rs 50/-, CD: 
% Site: indiatimes.com

\printtitle
#indian

merii nathanii \-4
merii nathanii maha.Ngii vaalii hai
aisii banduuk dunaalii hai

merii nathanii maha.Ngii vaalii hai
ko \:	haa haa
aisii banduuk dunaalii hai
ko \:	haa haa
jo dil ko chhalanii kar jaa_e
ko_ii aah bhare ko_ii mar jaa_e
tuu sambhal ke apanaa haath ba.Dhaa haath ba.Dhaa bachanaa
kahii.n ##police case## naa ban jaa_e \-2
ko \: kahii.n ##police case## naa ban jaa_e \-2

ghar se nikalii paanii bharane
diivaano.n ne mujhe dekh liyaa
ghar se nikalii paanii bharane haay
diivaano.n ne mujhe dekh liyaa
mai.n paTak ke gagarii jab bhaagii
meraa rastaa sabane rok liyaa
ab panaghaT aanaa jal jaa_e jal jaa_e raamaa
kahii.n ##police case## naa ban jaa_e \-2
ko \:	kahii.n ##police case## naa ban jaa_e \-2

( ek raat ko_ii chhup kar aayaa
jhaT saaraa mohallaa jaag gayaa ) \-2
jab usane chhu_aa mai.n sihar ga_ii
vo khi.Dakii taak ke bhaag gayaa
vo chhuvan aaj tak ta.Dapaa_e ta.Dapaa_e haay
kahii.n ##police case## naa ban jaa_e \-2
ko \:	kahii.n ##police case## naa ban jaa_e \-2

saj\-dhaj kar mele me.n aa_ii
jisane dekhaa sar ghuum gayaa
saj\-dhaj kar mele me.n aa_ii haay
jisane dekhaa sar ghuum gayaa
jab sar se chunariyaa sarak ga_ii
lagaa saa.Np sabhii ko suu.Ngh gayaa
meraa husn qayaamat barasaa_e barasaa_e haay
kahii.n ##police case## naa ban jaa_e \-2
ko \:	kahii.n ##police case## naa ban jaa_e \-2

merii nathanii maha.Ngii vaalii hai
ko \: ho haa
aisii banduuk dunaalii hai
ko \: ho haa
jo dil ko chhalanii kar jaa_e
ko_ii aah bhare ko_ii mar jaa_e
tuu sambhal ke apanaa haath ba.Dhaa haath ba.Dhaa bachanaa
ko \: kahii.n ##police case## naa ban jaa_e \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu hii tuu ... hasii.n tasabiih ke daano.n me.n}%
\film{Haasil}%
\year{2003}%
\starring{Jimmy Shergil, Hrishitaa Bhatt}%
\singer{Roop Kumar Rathod, Javed Ali}%
\music{Jatin-Lalit}%
\lyrics{Israr Ansari}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11742 [V S Rawat]
% Producer: Karma Network Ltd, Director: Tigmanshu Dhulia
% Audio: Times Music www. timesmusic.com times.music@timesgroup.com
% Cassette: TCIFI 004 E, Cost: Rs 50/-, CD: 
% Site: indiatimes.com

\printtitle
#indian

ko \:	tuu hii tuu \-28

jaa \:	aa aa
	tuu hii tuu \-6
ko \:	tuu hii tuu \-6
jaa \:	hasii.n tasabiih ke daano.n me.n
	parindo.n kii u.Daano.n me.n 
	zarro.n me.n chaTTaano.n me.n
ko \:	zarro.n me.n chaTTaano.n me.n
jaa \:	jahaa.N kii har zubaano.n me.n
	mai.n kahuu.N har shai me.n
	aa aa aa
	mai.n kahuu.N har shai me.n
	tuu hii tuu \-3
ko \:	tuu hii tuu \-6

ru \:	hasii.n tasabiih ke daano.n me.n
	parindo.n kii u.Daano.n me.n 
	zarro.n me.n chaTTaano.n me.n
ko \:	zarro.n me.n chaTTaano.n me.n
ru \:	jahaa.N kii har zubaano.n me.n
	mai.n kahuu.N har shai me.n
	o o o
	mai.n kahuu.N har shai me.n
	tuu hii tuu \-3
ko \:	tuu hii tuu \-6

jaa \: haa aa aa
	tamanaa_o.n ke saharaa me.n hasii.n gulazaar dekhaa hai \-2
	merii nazaro.n ne jis din se teraa darabaar dekhaa hai
ko \:	dekhaa hai
ru \:	dekhaa hai
ko \:	haa.N dekhaa hai
ru \:	haa.N dekhaa haa.N dekhaa
ko \:	mere maulaa
ru \:	ho dekhaa hai
ko \:	haa.N dekhaa hai

ru \:	tujhe dekhaa nahii.n lekin tujhe mahasuus karate hai.n
	teraa diidaar ho haasil tamannaa dil me.n rakhate hai.n
	tamannaa dil me.n rakhate hai.n \-2
ko \:	tamannaa dil me.n rakhate hai.n \-6
ru \:	duur rah kar bhii hai aa aa aa 
ko :	ruubaruu \-3
ru \:	ruubaruu
ko \:	tuu hii tuu
ru \:	tuu hii tuu
ko \:	tuu hii tuu \-6

ko \:	ni ni ni saa saa saa ni ni saa
jaa \:	jo dil se maa.Ngii jaatii hai du_aa Kaalii nahii.n jaatii \-2
	tere vaado.n me.n hai shaamil ke ye taalii nahii.n jaatii
ko \:	teraa jalavaa
jaa \:	sitaaro.n me.n
ko \:	teraa jalavaa
jaa \: bahaaro.n me.n
ko \:	mere maulaa
jaa \: nazaaro.n me.n
ko \:	teraa jalavaa
ru \:	tuu jis dil kii bhii duniyaa me.n mohabbat ban ke hai shaamil
	vo apanii Kvaahisho.n ke Kaab ko kyuu.N naa kare haasil
	kaho kyuu.N naa kare haasil \-2
ko \:	kaho kyuu.N naa kare haasil \-2
ru \:	mere maulaa
ko \:	kaho kyuu.N naa kare haasil
	ajii kyuu.N naa kare haasil
ru \:	karam faramaa
ko \:	kaho kyuu.N naa kare haasil
	kaho kyuu.N naa kare haasil
ru \:	dil ko hai bas terii o
	aa aa aa \-3
ko \:	justajuu \-3
	tuu hii tuu \-9

jaa \:	hasii.n tasabiih
ko \: ke daano.n me.n
jaa \:	parindo.n kii
ko \: u.Daano.n me.n 
jaa \:	zarro.n me.n chaTTaano.n me.n
ko \:	zarro.n me.n chaTTaano.n me.n
do \:	jahaa.N kii har zubaano.n me.n
	mai.n kahuu.N har shai me.n
	aa aa aa
	mai.n kahuu.N har shai me.n
	tuu hii tuu \-9
ko \:	tuu hii tuu \-47
ru \:	haa
	aa
	mere maulaa
	mere aaqaa
	mere maulaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zindagii ko na_ii zindagii mil ga_ii}%
\film{Haasil}%
\year{2003}%
\starring{Jimmy Shergil, Hrishitaa Bhatt}%
\singer{Udit Narayan, Sonali Bajpai}%
\music{Jatin-Lalit}%
\lyrics{Israr Ansari}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11738 [V S Rawat]
% Producer: Karma Network Ltd, Director: Tigmanshu Dhulia
% Audio: Times Music www. timesmusic.com times.music@timesgroup.com
% Cassette: TCIFI 004 E, Cost: Rs 50/-, CD: 
% Site: indiatimes.com

\printtitle
#indian

u \:	zindagii ko na_ii zindagii mil ga_ii
	ek shamaa kii jise aarazuu thii use chaa.Ndanii hii mil ga_ii
	zindagii ko na_ii zindagii mil ga_ii

	chaahaa thaa saathii sanam tum jaisaa tumhaarii qasam
	Kizaa chhaTate\-chhaTate bahaar aa ga_ii
	mujhe merii ma.nzil nazar aa ga_ii
	dil ke taaro.n ko jo chhe.D de pyaar se raaginii vo mil ga_ii
so \:	zindagii ko na_ii zindagii mil ga_ii
	Kaab me.n jisako mai.n sochatii thii kabhii aashiqii vo mil ga_ii
	zindagii ko na_ii zindagii mil ga_ii

	saa.Nso.n me.n tuufaan hai tuu bhii abhii anajaan hai
	jo Kvaahish hai unase bhii zyaadaa kare.n
	jahaa.N ko bhulaane kaa vaadaa kare.n
	hamane sochaa jahaa.N aashiyaa.N ho vahaa.N ik nadii bhii mil ga_ii
u \:	paa ke tumako mujhe har Kushii mil ga_ii
	raat taaro.n bharii aur mujhe shaam bhii
so \: surama_ii sii mil ga_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
