% ISB File: HaathKiSafaai_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mitavaa ... piine vaalo.n ko piine kaa bahaanaa chaahiye}%
\film{Haath Ki Safaai}%
\year{1974}%
\starring{Randhir Kapoor, Hema Malini, Vinod Khanna, Simi Garewal, Ranjeet}%
\singer{Kishore, Hema}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11550 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mitavaa \-3
kaun devadaas
to tumhe.n kyaa lagaa charaNadaas
devadaas
huu.N
kis haal me.n jii rahe ho
kyaa kahaa pii rahe ho
are dard kii davaa milii na kahii.n aur mujhe
aa gayaa huu.N tere aDDe pe aaj ho ke dukhii
( tujhe qasam ) \-2 hai
jii bhar ke pilaa de paaro
dil meraa to.D ke chal dii hai kahii.n chandramukhii
sab ulTaa ho rahaa hai
kyaa ulTaa kyaa sulTaa kyaa devii kyaa kulaTaa
sab Galat ho rahaa hai
kyaa Galat kyaa sahii are kyaa duudh kyaa dahii
kaisii kahii
Kuub kahii Kuub
devadaas
huu.N
zaraa hosh me.n aa_o
paaro paaro mere aaGosh me.n aa_o
mai.n paaro nahii.n chandramukhii huu.N
lekin mai.n ba.Daa dukhii huu.N
devadaas
huu.N
tuune pii lii hai zyaadaa
kyaa kahaa aadhaa
are are meraa to hai puurii piine kaa iraadaa
kyuu.Nki \-3

piine vaalo.n ko piine kaa bahaanaa chaahi_e
are piine vaalo.n ko piine kaa bahaanaa chaahi_e

devadaas mitavaa gaa_o
chandramukhii ke paas aa_o
chandramukhii ho yaa paaro
ko_ii farq nahii.n hai yaaro.n
yaaro.n ko to jiine kaa bahaanaa chaahi_e
piine vaalo.n ko \threedots

do hafte hamane is Gam me.n pii ki bichha.Daa hai diladaar meraa
do hafte hu_e Kushii me.n pii ki tujhako milaa pyaar teraa
piinaa lekin kam Kushii ho yaa Gam
are piinaa lekin kam Kushii ho yaa Gam
Kuub pi_e.Nge ham Tharraa ho yaa ##rum##
are piine kaa mazaa kuchh to aanaa chaahi_e
are piine vaalo.n ko \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vaadaa kar le saajanaa}%
\film{Haath Ki Safai}%
\year{1974}%
\starring{Vinod Khanna, Simi Garewal}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Himanshu Gupta (hgupta@db.stanford.edu)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Mon Jan 29, 1996

\printtitle
#indian

(vaadaa kare le saajanaa
 tere binaa mai.n na rahuu.N
 mere binaa tuu na rahe
 ho ke judaa \threedots
 ye vaadaa rahaa, na ho.nge judaa
 ye vaadaa rahaa)			\-2

ra: mai.n dha.Dakan tuu dil hai piyaa
    mai.n baaTii tuu meraa diyaa
    ham pyaar kii jyot jalaae.n \-2
la: mai.n raahii merii ma.nzil hai tuu
    mai.n huu.N lahar aur saahil hai tuu
    jiivan bhar saath nibhaae.n \-2

vaadaa kar le jaan\-e\-jaa.n
tere binaa mai.n na \threedots

la: jab se mujhe teraa pyaar milaa
    apanii to hai bas yahii duaa
    har janam yuu.N milate rahe.nge \-2
ra: su.ndar saa ho apana jahaa.N
    pyaar apanaa rahe sadaa javaa.n
    ham sukh\-dukh mil ke sahe.nge \-2

vaadaa kare le saajanaa
 tere binaa mai.n na \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
