% ISB File: HaddKarDiAapne_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bekaraar mai.n bekaraar dil}%
\film{Hadd Kar Di Aapne}%
\year{2000}%
\starring{Govinda, Rani Mukherji}%
\singer{Anand Raj Anand/ Sonu Nigam}%
\music{Anand Raj Anand}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

oy oy
bekaraar mai.n bekaraar dil mujhako teraa phir se diidaar ho jaa_e
abake saal meraa ye haal bas khatm ye meraa i.ntazaar ho jaa_e
tuu jahaa.n bhii hai aa rahaa mai.n vahaa.n
ai ye he
##Hey! I got you baby.##

%Part 2:

oy oy
bekaraar mai.n bekaraar dil bas kisii se jaldii se pyaar ho jaa_e
abake saal meraa ye haal bas khatm ye meraa i.ntazaar ho jaa_e
kis shahar me.n rahatii hai vo use Dhuu.nDhuu.n yahaa.n vahaa.n saaraa jahaa.n kahaa.n
he bekaraar mai.n \threedots

rastaa mai.n dekhuu.n ko_ii aa_e meraa dil le ke jaa_e
dau.Dii dau.Dii aa_e aur aake mere gale lag jaa_e
naa jaane kab hogaa ye milan
mai.n kab banuu.ngaa kisii kaa sajan
ek tiir bas ek tiir chal jaa_e
haay is dil ke paar ho jaa_e
bekaraar mai.n \threedots

ku.Diyo.n ke piichhe haay bhaag bhaag ke
ta.ng aa gayaa huu.N raate.n jaag jaag ke
ko_ii mile to mai.n jhuum luu.n
biich sa.Dak pe chuum luu.n
mere dil kii Dolii hai khaalii
ko_ii la.Dakii aake isame.n savaar ho jaa_e
khel ho shuruu pyaar kaa ajii aaj bas abhii jiit haar ho jaa_e
he kis shahar me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ku.Dii ku.nvaarii tere piichhe}%
\film{Hadd Kar Di Aapne}%
\year{2000}%
\starring{Govinda, Rani Mukherji}%
\singer{Jaspindar Narula, Anand Raj Anand}%
\music{Anand Raj Anand}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ku.Dii ku.nvaarii tere piichhe piichhe piichhe piichhe
jaataa kahaa.n hai soNeyaa
aise nazar kar nichche nichche nichche nichche
jaataa kahaa.n hai soNeyaa
mere to.n galatii ho ga_ii ##O K##
mainuu.n maaf kar de ##O K##
aive.n chha.Dake naa jaa naa de dhokhe
ku.Dii ku.nvaarii \threedots

##By the way what's your problem.##
##By the way## tumhe.n kyaa karanaa hai
##By the way## ye kuchh vaade karane hai.n
unhe.n puuraa karanaa hai
sa.ng jiinaa hai sa.ng maranaa hai
to kar lo naa jo karanaa hai ##Don't bother me##
##Really.##

resham sii zulfe.n bahakii nigaahe.n
tujhako bulaa_e.n aa lauT chal
tere safar kii mai.n hamasafar huu.N
mere sanam mere saath chal
thaam le baa.Nh merii samajh le ishaaraa
ko_ii lagataa nahii.n hai mujhe tujhase pyaaraa
meraa nain churaa ke naa jaa
aise naa jaa aajaa aajaa
tere sapano.n kii raanii roke
jaataa kahaa.n hai \threedots

kyaa mastiyo.n kaa mausam hai yaaraa
mausam kaa kahanaa hai tuu maan le
yauvan hai ik saavan jaisaa
rahataa nahii.n ye sadaa jaan le
tujhe merii kasam aur kar naa sitam
kahii.n aisaa naa ho mujhe lag jaa_e Gam
ye javaanii terii ##O K##
mai.n diivaanii terii ##O K##
aajaa tuu bhii diivaanaa ho ke
jaataa kahaa.n hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mujhe kuchh tumase hai kahanaa ... kah do naa}%
\film{Hadd Kar Di Aapne}%
\year{2000}%
\starring{Govinda, Rani Mukherji}%
\singer{Udit Narayan, Vibha Sharma}%
\music{Anand Raj Anand}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mujhe kuchh tumase hai kahanaa
kah do naa
par dil kahe abhii chup rahanaa
are kah do naa
ab chup rahane se bol pa.De.nge ham dono.n ke nainaa
mujhe kuchh tumase \threedots

maine kahaa
maine sunaa
are maine to kuchh bhii kahaa nahii.n
to maine bhii kuchh bhii sunaa nahii.n

ho kahane sunane ko kyaa baakii rah gayaa
are yahii to maine kahanaa thaa ye tumane kah diyaa
haath zaraa dil pe rakh do aa jaa_e mujhe chainaa
naa mujhe kuchh tumase \threedots

lo pasiinaa po.nchh lo
aa.Nkho.n me.n sharaarat hai
hai
ho.nTho.n pe shikaayat hai
hai
bechain tabiiyat hai
hai
betaab sii haalat hai
hai
kuchh kahuu.N ijaazat hai
hai
tumhe.n mujhase mohabbat hai
hai
hai bhii nahii.n bhii
dekho mai.n phir sochuu.ngii
sochuu.ngii phir boluu.ngii
raaz kabhii ye phir kholuu.ngii
ik dil kahe teraa haa.N kar duu.n
ik dil kahataa hai naa
kah do naa
ab chup rahane se \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{oy raajuu pyaar naa kariyo Dariyo dil TuuT jaataa hai}%
\film{Hadd Kar Di Aapne}%
\year{2000}%
\starring{Govinda, Rani Mukherji}%
\singer{Anand Raj Anand}%
\music{Anand Raj Anand}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

oy raajuu pyaar naa kariyo Dariyo dil TuuT jaataa hai
chaahat kii baat naa kariyo Dariyo dil TuuT jaataa hai
dil diivaanaa tuu na aanaa dil kii baato.n me.n soch le
oy raajuu pyaar \threedots

maine apane dil ko mere dil ne mujhako rokaa
pyaar hai kyaa ik mast havaa kaa aataa jaataa jho.nkaa
jaan ga.nvaa baiThaa jisane khelaa ye khel dilo.n kaa 
oy raajuu pyaar \threedots

pahale pahale pyaar kii achchhii lagatii hai.n barasaate.n
usake baad na puuchho kaise kaTatii hai.n raate.n
raste me.n rah jaatii hai.n aramaano.n kii baaraate.n
oy raajuu pyaar \threedots

pyaar me.n apanii jaan bhii ho jaatii hai chiiz paraa_ii
dil me.n basane vaale aksar hote hai.n harajaa_ii
hamane bhii ye tab jaanaa jab choT jigar pe khaa_ii
oy raajuu pyaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pal do pal kaa ye safar ... had kar dii aapane}%
\film{Hadd Kar Di Aapne}%
\year{2000}%
\starring{Govinda, Rani Mukherji}%
\singer{Udit Narayan, Kavita Subramaniam}%
\music{Anand Raj Anand}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

pal do pal kaa ye safar pal do pal kaa saath
hamane ha.Nsakar aapase yuu.n hii kar lii baat
aapane samajhaa ho ga_ii bin baadal barasaat
oy hoy had kar dii aapane
pal do pal kaa \threedots

aap to lekar aa ga_e mere ghar baaraat
oy hoy had kar dii aapane \threedots

aap na maano aapake dil me.n chhipaa hai chor
ik la.Dakii ko chhe.Dane kaa matalab kyaa hai aur
maa.ng rahe ho dil aise jaise maa.nge khairaat
oy hoy had kar dii aapane \threedots

aa_o kar le.n dostii gussaa chho.Do yaar
ham dono.n me.n ek din ho sakataa hai pyaar
are naa din aisaa aa_egaa naa aa_egii vo raat
haay had kar dii aapane \threedots

aaj to kii hai phir mat karanaa ye bhuul
ishq me.n kaa.NTe hai.n ba.De tho.De se hai.n phuul
phuul ho.n yaa ho.n kaa.NTe lekin thaam lo meraa haath
oy hoy had kar dii aapane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{phir tote se bolii mainaa kyaa kahanaa}%
\film{Hadd Kar Di Aapne}%
\year{2000}%
\starring{Govinda, Rani Mukherji}%
\singer{Udit Narayan, Anuradha Paudwal, Vinod Rathod, Anand Raj Anand, Sudesh Bhonsale}%
\music{Anand Raj Anand}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

phir tote se bolii mainaa kyaa kahanaa
kuchh mai.n boluu.n kuchh tum kahanaa kyaa kahanaa
kitanii baate.n dil ke a.ndar
ik katare me.n saat sama.ndar
kyaa kahanaa bha_ii kyaa kahanaa bha_ii kyaa kahanaa
phir tote se bolii \threedots

su.ndar ye parades hai kaisaa
kuchh kuchh apane desh ke jaisaa
apanaa to sa.ndes hai aisaa
des ho jaisaa bhes ho vaisaa
isiili_e to Topii chho.Dii
lambaa chau.Daa Top hai pahanaa
kyaa kahanaa
phir tote se bolii \threedots

are dil to.Dane kii beshaq hai aadat terii
par ye dil TuuT jaane kii chiiz nahii.n hai
tujhako diivaanaa apanaa naa kar duu.n agar
tuu bhii kahanaa ye shakhs ko_ii chiiz nahii.n
vaah vaah
yuu.n naa dekh o su.ndar naarii
mujhe samajhiyo naa brahmachaarii
aisaa naa ho tere kaaraN ban jaa_uu.n mai.n prem pujaarii
bas kar bas me.n bebas bas
jaa_e naa bas naino.n me.n nainaa
kyaa kahanaa
phir tote se bolii \threedots

are diivaane dekhe tumase bahut zamaane me.n
pahale piichhaa karate hai.n phir milate hai.n jelakhaane me.n
oy hoy hoy hoy ai vii kamaal hai
achchhaa itanaa josh nahii.n hai
lekin tumako hosh nahii.n hai
chhe.Doge to kaaTegii
naagin kaa ko_ii doSh nahii.n hai
o hoy
ko_ii Duube paar lage
dariyaa ko apane raste bahanaa
kyaa kahanaa
phir tote se bolii \threedots

kitanii chhoTii ye mulaakaate.n
chhe.Do miiThii miiThii baate.n
ham sab ko ik saath hai rahanaa
solah din aur satrah raate.n
din to khair guzar jaa_egaa
kaise biitegii ye rainaa
kyaa kahanaa
phir tote se bolii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
